trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    hai yah insan ki fitrat main shamil hai ka jab bhi woh koi na koi kam karta ha na tu usay us kam main nuqsan / failue ka hi dar hota ha soo its natural thing is k ilawa kouj bhi nahi ha aur yah life main ik hissa ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      bhai mera to yeh maanna hai k agr koi business krna hai to us mein loss ko pehly samny rakhna ho ga phir profit k bare mein schna ho ga q k thokr kha kr hi insaan chalna seekhta hai
      • #1278 Collapse

        knowledge and experienmce is a key factor toward the success of any tarders and that is why many traders are finding forex very difficult because they do not want to work hard but are looking for shortcut to success in forex which do not exist any where. loss is cause by lack of knowkedge and experienc
         
        • #1279 Collapse

          ye buht bhari mistake hoty hia trade main aur phr waqi unko lose hota hia q k wo trade lgany sy pehly jab trade karte hen to sochte hen keh es jgah trade karon ya na karon woh koe entrypoint...
          • #1280 Collapse

            G han trade karte waqt bhot se traders ko ye dar lag jata hai. lekin main ye kahon ga . kay jab be trade karen to trade karne se phely analysis kar lene chaye. ager apko analysis karne nahi atay to ap www.instaforex.com kay analyst expert kay be analysis dekh kar madad hasil kar sakte hen.or jab trade karen to confidence kay sath trade karen.
            • #1281 Collapse

              jo log esa sochtay hen unko sub se pehle knowlege lena chahye trade ka.. or khud se darr nikaalna chahye. agr ap darr k koi b kam kro gay to ap nakaam ho jao gay
              • #1282 Collapse

                ye ek fear hota he. aur fear ek bohat buri cheez he. fear humarey liye bohat khtarnaak sabit ho sakta he. i think fear greed se bhi zyada khatrnak he
                • #1283 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: chmani192
                  mere khyal k mutabiq inssan k sath waisa he hota hai jaisa wo sochta hai. forex tradding mein risk factor to utna hi zyada hai jitna forex tradding mein benefit zyada hai. hamain greed nae krna chahiay or safe limit mien reh kr trade krna chahiay
                  dost har kisi ko apni mehnat se kamaya hoa paisa aziz hota hai is liye dar laga rehta hai ke kahein loss na hojai is liye log darte hain even jo professionals hote hain wo bhi sochte hain koi trade kerne se pehle ke kahein nuksaan na hojai aur yeh aij ache trader ki nishani hai.
                  • #1284 Collapse

                    trade krty waqat agr forex trading my log acha socht hyn to phr wo profit bi acha hi gain krty hyn qun ky forex trading my agr kisi ky pas trading ka acha experience ho ga to wo hi trading krty waqat acha socy ga na is ley wo hi acha sochty hyn jo acha profit krty hyn
                    • #1285 Collapse

                      ammm muje lagta hai k log is tarha sochty hai thabhi to uhny loss hota hai q k ager hum negative sochy gy to humarey work me b negative asar hota hai.
                       
                      • #1286 Collapse

                        yes bro you are absolutely right those people who dont know how to trade how to do work here first they learn how we do work and trade here because thts too good for earn good bonus if u have a good knowledge and experience
                        • #1287 Collapse

                          Well because hr trader is lie trade krta hai ta k voh profit earn kr sken aur us profit say apni needs ko fulfill kr sken is lie un k dimagh mai aik negative thought b rehte hai k agar profit na hua iss trade mai to kya hoga. Agar unhain is trade mai loss ho gaya to kya hoga. But jesay jesay voh trade krty jaty hain unke yeh soch b khmt hote jate hai
                          • #1288 Collapse

                            Is ki main reason ye hai k traders k paas proper knowledge nhi hoti jub unk paas sahi knowledge nhi ho ga to unko ye darr rahey ga k kahin wo kuch galat na kr dein jis sy unka saara capital loss main chala jaey aur unka yhi darr unhein sahi desicion time py nhi lainey deta aur phr in actual unhein hota bhi loss hi hai.
                            • #1289 Collapse

                              dear friends jab ham forex trading karta han to loss or win to hota he rahta ha is ma koi sochna wali bat nahi ha muja to forex trading ma bohat maza ata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Jo koie bhi kam kia jaie us mein thora sa loss tu hota hi hy jo jo experionce berhta jata hy kam pehlay say behta hota jata hy forex bhi isi tarh hy jesy jesy forex mein experionce ziada ho ga loss kam ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X