trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    Kyun k us waqt trader new hota he aur us ko experience ni hota aur na he zaida knowledge hota he he. us stage pe confidence bhi kam hota he kesi bi situation ko handle krne ka yahi doubt rehta he k agr aesa howa to main kese ais ko handle kron ga but experience hone se yeh problem solve ho jati he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      har business mai profit and loss k siwa kuch nahi pakistan forex ek online hi business hain yaaha trad karty way itna na suchy k loss ka samna karna paray ga agar aj loss howa hain tu apnay exprience gain kara hain or agay ja k aap trad sahi kar k ziada loss se bhaj sakty hain.
      • #888 Collapse

        log jab bhi trading kerty hain to un ko apny ap per confidence nahi hota hai is ley wo yehi sochty hain k forex men hamain loss hi ho jay ga but jo log p[ory confidence se trading kerty hain un ko is men zyada prfit hi milta hai.
           
        • #889 Collapse

          ye har insan ki fitrat hoti hey k wo apny profit se zada apny loss ki fikar karta hey...
          • #890 Collapse

            Mere khayal main forex pay trading karty waqt loss k bary main ye wo log sochtay hai jin k pass koi knowledge ni hoti ya education ki kami k hoti hai un ko humeshah ye hi khatra rehta hai k kahin humein loss tu ni hojaye ga is k behtreen tariqa demo account practice hai is say ap ko kabhi loss ni hoga
             
            • #891 Collapse

              bhai agar experience na ho lost hota hai trade may ................Waisay bi koi new work shuru karnay say pehlay dissappoint nai hona chahiay kiun kay new business chalnay may time lagta hai..............
              • #892 Collapse

                ya apni thinking tak hoti ha har koe apni sooch k mutabik bat karta ha....insan koe b kaam kary us ma loss b ho skta ha or profit b...jo sochta ha k mjy loss ho ga us ka experience kam ha....wo apny experience ko istamal hi nae kar sakta...or jo easa sochta ha us ka confidence b low hota ha...
                 
                • #893 Collapse

                  I am Agree With yew bhai Many peoples are greedy In forex trading When he Understand Lil Bit they are thing we are So much experience and we can earn easily too much money in one Night and when the put order the are failed And they can't fully shored we are got profit because they are just doing gambling that was really harmfull for trader .. if you need to become a good trader then you need to learn and got experience first :)
                  TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                  • #894 Collapse

                    Trading k waqt log loss ka islie sochty hyn because forex trading is a very risky business. isk lie bht ziada knowledge and experience ki zarort hoti hai agar experience nahi ho ga then ap forex mei successful nahi ho sakty or trading mei just loss ko e face karna pary ga so all traders should control their emotions because its great cause of failure.
                    • #895 Collapse

                      han asai soch aksar ati hy kum=n k pakistan main asy bohot frod hoty han logo k sath isi liye wo sochty han k mujy koi pagal to nahi bana raha or isi soch ki waja se wo agy nahi bhrty han par unahn apny ap par or ALLAH par 100% SE BHI ZIYDA bharosa hona chai hy ..........
                      • #896 Collapse

                        because trading aik risky business hai, js me ap ko kbi b loss or gain ho skta hai. zaida tar traaders trading start krny se pehly isi lye dar rahy hoty hain or is lye ye soch rahy hoty hain k unhy loss hojaye ga coz un k pas itni knowledge or experience nai hota. to trading start krny se pehly se pehly unhy apny ap p full confident hona chaye k wo itny skillful hn k achi trading ker sken
                        • #897 Collapse

                          ha yar bhai dekho ap ne jab tardet rakhna hai tu ap ko loss ka be andaza hona chaye nae tu ap ka tardet naeh khlae ga na ye na ho k ap tardet he bohat high rakh lay pher achieve he naho aur ap ulta loss ho jae
                          • #898 Collapse

                            q k hamay pas knowledge aur experience hota nae to phr hum sirf loss ka hi soch sakty hain agr theak knowledge ho aur proper learning ki ho phr esa khayal nae aye ga aur ap theak tarh se trading kar sako gy
                            • #899 Collapse

                              My dear friends yes its that true loss or profit market ka hissa hay forex business ka hisa hay magar ye darr nahe hona chaiye kay mera loss ho jay ga agar asa darr hoga tou kaam theek nahe hoga aur loss kar betha ga is ma .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                trade krnay se pehlay log isilye sochtay hain k loss hojaiga q k unhain apni knowledge par khud ki mehnat par yaqeen ni hota means un me confident ni hota isilye bhi aisa sochtay hain aur ye loss ki sb se bari wajah hai isislye chahiye k achi knowledge gain karain aur mehnat karain aur confident rahain to phr kbhi loss ni hoga.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X