trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2761 Collapse

    Loss ka es liye sochte hain q k in k pass information ni hoti hai ager information app k pass ho tu app ko kabi be trade me loss ka dar he ni hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2762 Collapse

      agar hum mind main ye baad rakh kar trading karen gay keh esmain loss ho jaye ga to hum esmain kamyab nahi ho sakty so humay chahiey keh esmain ziada time dain aur practie karen kyun keh practice karnay say he humari trading achi aur kamyab hoti hay humay khud par aitmad karna chahiey
      • #2763 Collapse

        agar hum ye sochy gay keh market main trade karnay say humay loss he hota hay to hum esmai kabhi kamya nahi ho sakty so agar humay esmain kamyab hona hay to humay chahiey keh esmain lalach na karen kyun keh lalach ki waja say hum esmain kamyab nahi hoty hay aur humay khud par aitmad karna cahheiy
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #2764 Collapse

          Jab log yeh sochty hain k inko trading k doran loss ho jay ga to phr unko loss hi hota hy profir ni kio k ap zehni tour p apni har man chuky hoty ho to apko chahiy k ap profit ki hi umeed rakho aur ziada sy ziada forex trading ko seekhty raho seekhny ka amal rukny na do
          • #2765 Collapse

            agar hum apny mind main negative thinking rakhy gay to hum kabhi bhi esmain kamyab nahi rakhy gay so agar hum esmain acha earn karna chahty hay to humay esmain positve reh kar trading ko seekhna chahiey tab hum esmain bohat achi performance dai kar acha earn karna seekh sakty hay
            • #2766 Collapse

              yes a lot of people dont know , sab say pehly knowledge ki zaarort hoti hain jb thk ham sekknay ki koshesh nahi krtay tab tak ham forex trading may ham log kamyab nahi ho sktay, avr sath he demo ac count per practice be lazmi krni pdti hain.
              • #2767 Collapse

                agar humay trade karty hwuay loss huwa hay to es waja say humay daikhna chahiey keh loss kyun ho raha hay agar hum esmain lalach karen gay to es waja say loss ho sakta hay aur humay apni trading emotion ki zad main aa kar trading na karen kyun keh es say bhi trading nahi ho sakti
                • #2768 Collapse

                  agar humay trading karty huway loss huwa hay to humay apni kamzoori ko note karna caheiy aur agar hum es kamzori ko door kar kay trading par dhyan karen gay to humari trading aur behtar ho sakti hay aur hum market main bohat acha profit earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay
                  • #2769 Collapse

                    dear forex trading ikk busscuinces hai jiss ma app ko loss b ho ga or profit b orr jabb app loss ka soche ga tuo app sai trah sa concentrade nai ker paiye ga trading per orr app loss ker da ga app ko hamesha positive think kerna chaiyie or app ko iss ma learn kerty rehna chaiyie..
                    • #2770 Collapse

                      Trade lagty hoy jo log ya sochty hain k mjhy loss ho Jay ga un logon ko aik tu trading ka knowledge bahut kam hota hai aor dosra an logon ka experience bhe bahut kam hota hai aor ya log bahut kam practice kr k real mn trading shuru kr dairy hain tu jis ki vjha sy ya log shuru mn he darty rahty hain k kahen loss na ho jy
                       
                      • #2771 Collapse

                        agar hum ye sochy gay keh market main humay loss ho ga to hum es trha theak say trade nahi kar sakty aur humay es trha khud par aitbar bhi nahi hota aur humay chahiey keh khud par dhyan daina chahiey aur aitbar kar kay trading karni chahiey tab he hum esmain achi earning kar sakty hay aur kamyab ho sakty hay
                        • #2772 Collapse

                          Kio k un ko un ki lgao hoi trade pr yaken nai hota hy is liya who loss krty hy our who loss krty hy k un ko lerningnai hoti hy agr khod pr yaken ho our thori lerning hasil ki hoi ho to ham ko loss nai hota hy ohr ham bach k rehty hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #2773 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                            i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                            jo traders forex mian learning kiye bna he trading krny ajaty hian wo log ye sochty hian k unko loss he hoga or jo traders froex ko seekh kr trade krty hian unko loss ka fear nahi hota
                            • #2774 Collapse

                              Dekhin hamy koi b bisness krty waqat ya koi b kam krty waqat ghabrana nai chye log trading krty ghbra jaty hain and Dar jaty hain tabi on ko lagta k hamy loss ho ga humy trading k waqat positive sochna chye active rehna chye tak k hamy esa feel na ho k hamy loss ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2775 Collapse

                                Jab Bhi log entry Lagate hai toh sabse Pehle Yeh Hai sochte Hai Ke kabhi bhi kisi bhi time in ko koi bhi nuksaan ho sakta hai aur profit is se nahi Hasil ho sakta hai Is liye Khud Ko manage kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X