trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2566 Collapse

    main apki baat se agree hn bhai jan k humain is main humain emotional nahi hona chahiye or na hi humain ye soochna chahiye k humain is main se loss ho jaye ga q k jub hum is main learning kerty hain to humain is main apni mistakes ko door kerne ka moqa milta he or main to ye b kehta hn k humain is main apni mistakes ko accept kerna chahiye tab hi hum is main kamyab ho skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2567 Collapse

      Yeh to baat sahi hai k trade krty huey har insan yahi sochta hai k usko loss ho jaey ga lakin yeh baat bhi sach hai k business main profit loss dono hoty hain so isi liye loss ko nhi sochna chahiye mehnat se kaam krna chahiye zaroori eaning hogi.
      • #2568 Collapse

        wasiy too loss her karobar ka hisa hai yeh insan ki apni soch hai keun keh loss her kaam hai liken profite say ziada nhi too hamain chahy ager loss aa giya hai too next profite ki try kerain.
        • #2569 Collapse

          Actually jab hamain ziada loss hota hy to hum loss sey darna shuroo kr detay hain aur hamara confidence kam ho jata hy. Jab bhi hum trading krtey hain to hamain loss ka dar rehta hy. Is kye leye hamain chaheye keh demo acccount main ziada sey ziada practice ki jaye takeh confidence main izafa ho sakay aur hum without fear of loss trading kr sakain.
          • #2570 Collapse

            Jin logo ko trading k bary me knowledge kum hota he wo aysa hi sochty he q ke knowledge na hony per wo is baat pe shure hoty he k ager wo trading theek na Ker saky to loss ho jay ga so knowledge k e. Kimi Der ka bais Bantu he
            • #2571 Collapse

              Actually is business main loss ki ratio profit sey ziada hy aur jin ko aik ya do bar loss ho jata hy woh is sey dar jatey hain aur yeh sochna shuroo kr detay hain keh ab unhain hamesha loss ho ga. Aisa nahi hota, agar hum learning krain aur apni strategy ko behtar banayen to loss sey bacha ja sakta hy.
               
              • #2572 Collapse

                janab jab hamaray pass kam knowledge hoti hena tou hum yehi sochtay hain k hum trading karenge tou hamen loss hojaega . jab hamaray iss business ki full knowledge hogi tou hum kabhi bhi nahin darenge trading karnay se.. yeh sari sochen lack of knowledge ki waja se ati hain..
                   
                • #2573 Collapse

                  Aisa os waqt hota hai jb trader ko khud pe aitmad na ho. Aur khud pe aitmad os waqt nahi hota jb experience, practice aur knowledge ki Kami ho. Agr trader experience, practice aur knowledge pe full grip karny k baad trading start kary tu osy yeh Dar nahi hoga k loss ho jaye ga.
                  • #2574 Collapse

                    janab mjhe nahin pata k log esa ky sochtay hain kynk esa sochna nahin chahyie kissi bhi trader ko.. lekin agar kissi bhi trader k zehhan main esi baatin aatin ahin tou mjhe lgta hae k wo sab lack of knowledge and lack of confidence ki waja se aati hain..
                     
                    • #2575 Collapse

                      jnab hum jab trading karty hain to humain is main learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main loss nai ho or humain is main loss tab ho ta hay jab huamin lenaring nai ho
                      • #2576 Collapse

                        bro hum jese log jin ka experience km hota hai hum yehi sochte hain k hamari trade profit nai pta nai jaye ge ya nai or hum computer k samne se idhar udhar nai hoty kaghi loss nai ho jaye experience ho to hum b easily trade kar skay
                        • #2577 Collapse

                          taqreban insan her kaam kerne me he ye sochta he ke usae nuqsan na ho per haqeeqat ye he ke jahan profit he wahan loss bhi hota he per ager soch samajh ker trade ki jaye to nuqsan ke chance kam hote hen
                          • #2578 Collapse

                            her koe aesa he sochta he per ap fresh ho ker trading kiya kare es se ap ko ko koe tension nahi ho ge or ap ko acha profit bhi hasil ho ga es me koe muskil nahi he
                            • #2579 Collapse

                              agar apni trades par aitmad na ho to ye baat mind main zaroor ati hay mery khyal main agar hum ziada sochy gay to market main loss kar lain gay so humay humay positive he sochna chahiey esi main humari bhlai hoti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2580 Collapse

                                ple do not satisfied with their self trading. Which is of two kinds, Fundaka asool hain or jo ya sochta hian wo bohat acha sochta hian kue k business ka rule hian 1s mantel analysis and technical analysis an kue k business ka rule hian 1st loss then you make p

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X