mara question hai kay hum forex may lalach ko control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    je main ap ke bat samaj gia hon kah jab bhe ham log forex main trading karen to hamin as main soch samaj kar trading sero karna chae hamin as main zyada ka lalach nahe karna chae hamin thora thora profit hasel karna chae as se ham log loss se bach sakte hain .kunkah jab ham log zyada ka lalach karte hain to hamin bohat zyada loss h jata h as lae hamin lalach se parheez karna chae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai forex trading mein lalach ko control karna apke apne bas mein hai apki apni shakhsiaat pe depend karta hai agar ap waqai kisi ki advise ko use karty hoye apne lalch ko control karna chahty hain to apni per day ya phir per month limit set karen apni investment ko dakhty hoye k main ne per day ya per month itni limit mein profit lena hai just like sallary us se oper ajaye to apki luck lekn us limit se agay khud se nai bharna
      • #153 Collapse

        agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to he hum esmain kamyab earning kar sakty hay aur humay esmain sbar say kam karna chahiey tabhi kamyab hon gay lalach hamesha loss ka sabab banti hay
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #154 Collapse

          Lalach ko control krna buhat zarori hy aur is ko sath ley kr aap acha profit nahi bana saktey. Jo log greed ko nahi chhor saktey, unhain forex ko chhor dena chaheye. Greed ko control krney key leye planning buhat zarori hy aur trading sey pehlay profit aur loss ka aik target set kr lena chaheye takeh trading key doran over trading sey bach sakain.
          • #155 Collapse

            Forex main kafi ziada profit lenay key chances hotey hain, is leye hr koi is main greedy ho jata hy aur lalach main aa kar big volum of lots use krna shuroo kr deta hy. Hamain lalach sey door rehna hy aur patience key sath kam karna hy. Lalach ko control krney key leye take profit ka use saheeh rehta hy.
            • #156 Collapse

              jaha tak forex ma mera experince ha iss ma hum log lalahc ko control kr sakty hian pr iss k liye aap k pass high professional mind ka hona zaroori ha or meri nazar ma professional banda tab he banta ha jab wo kafi zeda experince hasil kr leta ha or phr he aap achi trha greed ko control kr sakty hian.
              • #157 Collapse

                greed ku control kerna asan nae ha kun k ye aik ghair iradi fail ha ju trader man na chaahty huway develop hu jatta ha or wu ic man stuck hu k reh jatta ha. ic ku just expereicne hi khtum ker sakti ha
                • #158 Collapse

                  yes bro agar forx ko ap profesional way main kea jay to lalach ka sawal he paida ni hota. q k jab ap forex ko busenes samajh kar karo gay to ap main lalach ni profit ka khayal aay ga or ap pher ahtyat or dak kar trade karo gay. lalach tab aata hay jab hamay forex ka baray main sai malomat ni hoti or ham trading ka soch latay hain. pher lalach main aa kar ham loss kartay hain. is leay firs learn then earn.
                  • #159 Collapse

                    lalach ko contorol karny ka sub say acha tarika yi bi he k ap apni trade ka pahly say hi take profit or stop loss laga din agr wo trade ap k take profit ko cross kar jay to ap ny jitna kama liya he osi ko bahot samjy os din k liy pir next day trade karin
                    • #160 Collapse

                      Ap Forex market mai lalach ko control tou Jr sakty ho. Likan es ky lye market ki complete learning krna hai tou ap Forex market mai greedy ko control kr sakty Jo.
                      • #161 Collapse

                        forex trading mai lalach ap ko bohat loss dy skti hai .trading mai lalach ka matlab hai k ap trade krain or wo ap ko acha profit b dy rai ho or ap phr b usay close na krain or zyada profit k chkar mai hold krain .nateeja ye hota hai k wahi lot loss mai chli jati hai.ya phr ager loss ho jai to usay cover krny k chkar mai mazeed galt trade krna.in cheezo se bachna chaye. 1 target set krain us k baad trade close kr k profit ejoy krain,zyada trade na krain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #162 Collapse

                          laalach ko control karnay k liye zaroori hai k ap apnay analysis karnay k baad pending trades laga dein aur woh bhi sab sey choti micro lot yani 0.01 sey aur us ka tp aur sl bhi set kar dein. her waqt market ko mat dekhen thora thora profit letay jayen aur trade close kar diya karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X