mara question hai kay hum forex may lalach ko control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji bhi jnan lach ko countrool kya ja sakta hy balky main ya kahnga k ya to aap pay depaend karta hy k aap is mai lalach na karin aap is main jo kam karty hian usko aik din main compelrt karni ki koshi shh na karain jo aap aik din man lalch kar k work karty hian to aap agly din utna kam karin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear Forex main lalch ka koi kaam nai hai hamain chaye k hum is se avoid karain and jiitna bhe profit hota hai us ko gain karain and ussi main trade ko close kar k withdraw karwa lain....
      • #33 Collapse

        g bahi jan aap ki bat bil kol thik hai k forex trading me hmy lalach sy bchny k liay khod par kentrol rkna hota hai agr hm trad sy profit hasil kark phir bar bar tret kry gy to aap ko loos zror ho ga aap jab aek bar profit hasil kar lety hai to aap ko lgta hai k har tred hi profit de gi aesa nhi haio
        • #34 Collapse

          yes my dear sir i am agree with you main manta hn k forex tardeing mee lalach ko control kareen taa kih ham loss sy bach sakien boforex great business ha es mei experience aur knowledge ki bohat zyada ehmiat hoti ha ap mehnat ki taraf tawajo de apna trading ka knowledge barha len good ha mehnat ki value hat hy
          • #35 Collapse

            dear ham forex mai lalach ko control kar saktay hain magr sirf sabar kar k , agr ham mai sabar hai to ham lalach nai karen gay
             
            • #36 Collapse

              g ahin ak yahi trding main bohat hi bara bug hain jes ki waja say hunmay trding main bohat hi loss hota hi es lay humay trdinh main bohat hi ahtayat kay sath apni es gandi adat say chotkara pana hoga agar humay trding main profit earn karna hain
              • #37 Collapse

                dekhain bhaj jaan laalach ko control karna such mn bohat mushkal hai lekin phir b agr aap aik target ko mind mn rakh kar tarding karengy to ho sakta hai k ap ka laalach km ho jay
                • #38 Collapse

                  Bhi jan agar ap ko forex trading me greed ko control karna hai to ap sirf ak din me ak he dafa kam karo aurv din me dosuri bar koi trading na kar war na ap greed karo gue
                  • #39 Collapse

                    dear. forex k buisness mein kam karne k leye hamare leye lalch ko aur emotions ko control main rakhna bohat zyada zarori hai to phir he humen ek acha trend aur kamyabi hasel ho sakti ha is buisness k zariey say
                    • #40 Collapse

                      Yes dear bhai jan app ny bilkul Right kaha han or main app ki bat sy agree krta ho because agr ham is man greedy ko avoid or control nai kary gay to ham is business man always loss hi kary gay or hamary hath just loss hi aye ga.
                      • #41 Collapse

                        Dear hmen ye zehn me rkh kar trading karni chahey k greed se hmara account zero me a sakta ha is liye hmen is business ko start karny se phely greed khtm karni chahey
                        • #42 Collapse

                          dear treading main greed ko zaror control karna chaey warna apka wahi balnse bhi loss main chala jata hai jo ap earn kar chky hoty ho forex main lalch ko easy control karty hain means jub apko aik acha porofit hasil hoo chka hota hai tu ap apni treding close kar do ziadfa lalch na karewan
                          • #43 Collapse

                            ASLAMUALEKUM dear :)
                            bhai jan lalach insan k andar shuru se ha aik is forex k business ma nai balky har cheex ma insan lalachi paida hwa ha forex ma agar apne lalach se bachna ha to apko aik propper plan karna pare ga forex karne k liye jab ap plan bna len gy to us plan ma lalach nikal dden aur us par amal akre
                            • #44 Collapse

                              dear jo log forex mein apney laluch greed ko control nahi kar saktey hain woh hameshah forex bussiness mein apna loss hi kartey hain .dear jo log forex mein apney emotion ko control rakhtey hain wohi hameshah kamiyab successfull hotey hain appko bhi chahiye without greed daily trading karey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Seedhi si baat hai k agr traders apne lalch aur emotions ko control krein gay to unko sucess bhi miley gi aur wo achi earning bhi kr sakein gay aur agr wo apne emotions hi control nhi kr patey then its impossible for them to gain any success in this risky field.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X