agar hmari shuruwat achi he to acha profit milta he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    hamay soch sajh k dhiyan say start karna chahy markit ki positin dykh k hmay trading start karni chahy agar hamara strat acha hay to hamay chahy k ham hard work karay ta k ham loss say bach sakay or agar hmara strt bad hay to hamy chahy k sakht mahnat karay ta k ham mahnat kar k profit kama skay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      aslamualekum dear.... :)
      asi bat nai ha ma khud kafi arse se trading kar raha hu aur loss kha k profit earn kia ha aur prft kama k loss ,,, market ka kuch pata nai hota isliye sahi market predection he achi trade ka nateeja sabit ho sakti ha
      • #48 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: raja 100 پيغام ديکھيے
        is k mutalk main yakeen se nahe kah sakta q k forex main much moveable business hai jo muslal flectuate karta rahta hai. yani fazrz krain k ap ko aik order main loss a gya hai or achi shrowat nahe kar saky to pershan honey ki zroorat nahe ap ko next main profit ho ga.
        ap ki shuruwat achi ho gi to profit be acha mil jata ha,lakan first time trading ma bnda prshan hota ha,k pta ni profit ho ga ya loss.lakan aista asita is prashani sa chaktra mil jiata ha.fresh mind ka sath trade kran
         
        • #49 Collapse

          g han mere bhai ap ne sahi kaha he ke trade karte waqt jitni achi starting ho gi hamen utni hi acha profit mile ga is men insan ko mehnat ki zarorat hoti he ager kisi ke pas forex ke bare men information nahi he to us ko loss ho sakta he
          • #50 Collapse

            agr forex kae trdt ko jub hum start karte ha to os waqt aop ki start a6i ha to zarori nae kae ap ko profit bhi a6a hasil ho
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja 100 پيغام ديکھيے
              is k mutalk main yakeen se nahe kah sakta q k forex main much moveable business hai jo muslal flectuate karta rahta hai. yani fazrz krain k ap ko aik order main loss a gya hai or achi shrowat nahe kar saky to pershan honey ki zroorat nahe ap ko next main profit ho ga.
              ap ki shuruwat achi ho gi to profit be acha mil jata ha,lakan first time trading ma bnda prshan hota ha,k pta ni profit ho ga ya loss.lakan aista asita is prashani sa chaktra mil jiata ha.fresh mind ka sath trade kran
              • #52 Collapse

                that is the right that if we will start with the good then it will good ,but it is not the possible that we will start the good if we have not the good capital ,it is the right ,and then the good knowledge as well
                • #53 Collapse

                  gee han bhai hame trade karte wakat satrting achi leni chahie kun ke agr hamari starting achi hogi to hame profit bhi kafi acha mile ga
                  • #54 Collapse

                    yes bhai jan app ny bilkul Right kaha han agr hamari start achi hojaye to ham ko acha profit mil jata han or ham is business man kafi handsome profit or success gain krskty han or hamy koi problem nai hogi.
                    • #55 Collapse

                      mery bhi bat asy ha k asy khana bhe thek ha shaid kiun k hum apni rozmara zindgi ko dhekty han to udher bhe aisa hota ha k 1st my koi kam acha hoa to sara din sary kam achy hoty han ager hum aisa sochty han to hum luck par depend karty han
                      • #56 Collapse

                        g han bhai yeh bat such hai k jis trader ki starting profit se ho tau usay bad mein b profit hota hai kyn k first time profit honay se us ka confidence increase hota hai aur next time vo phir khushi se trading karta hai aur profit ki umeed rakhta hai aur kisi kisam ki tension nahi leta lekin jis trader ko 1st time loss hota hai us ka phir trading karne ko dil nahi karta aur next time us ko trade lagatay hue dar lagta rehta hai.
                        • #57 Collapse

                          g bilkul ager trading main hamari start achi ho to humy acha profit milta hai or ache profit ke liye acha experince hona lazmi hai ager hamare pas acha experince hai to hum forex se acha profit earn kar sakty hain.
                          • #58 Collapse

                            ji haan dear aapnay bilkul thewk kaha ager haamri startng achi hay start mai hum nay bhut achaa profit kama liyaa to hum agay bhi bhut achi earning kar saktay hain is mai koi shak nahi but yai aik bussniss hai is mai outarw charhaw chalta rahtaa hai
                            • #59 Collapse

                              dear ap ki bat kuch had tak theak ha lakin kabi kabi aise bi hota ha ke forex trading mai starting achi nahi hoti but bad mai kafi acha profit le lete ha lakin mere khayal se depend karta ha ap ki knowledge or hardwork par .........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jee dear jab ap forex mai acha kam karo gy tu ap ko boht acha faida ho ga aur ap apnii life ko boht acha b bana skte ho es liye ap ko es mai acha learn karna chahiye aur seekh k kam karna chahiye,,,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X