Stop-loss aur take profit k bary main ap ki ray hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop-loss aur take profit k bary main ap ki ray hai
    Dear friends my ap sy aj ye pochna chata hun K kia hamy treading krty wakt stop loss ya take profit lagana cahiy ya nahi apni ray dy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop-loss aur take profit k bary main ap ki ray hai

    Sir stop loss jab hum log use kerty hien tu as mien hamain khud ko big loss say safety mil jati hai or jab hum as mien aa ker take profit use kerty hien tu hamain as mien aa ker aik limit mien hamain profit mil jat ahai or yeh profit hamary lye bhut hota hai as lye hamain in dono ko use kerna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Stop-loss aur take profit k bary main ap ki ray hai

      Forex trading ke liye experience papa ko Zyada mat Rakhta Hai Kaun Pita sakta hai Jiske saath saath Agar Hum Log gaya tha market ko stable method ke sath Lekar Chalte Hain To Hamein kam karne ka method Aur Bhi Jyada acche se marriage ho jata hai hum logo ko chahiye ke yahan par Kabhi Bhi nuksan ki taraf Naayak Jagan nuksan ki taraf Jaate Hain Tu Hamara Sara capital market Mein Jaya aur West ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop-loss aur take profit k bary main ap ki ray hai

        Hi stop loss aur take profit bohat hi zaroori hai is my ye hai k hm jb stop loss lagaty hein to hamy aik had tk loss hota hai is sy zaida nahi hota is sy hamy zaida loss nahi hota jb k take profit hm lagatein hein to ye hota hai k hamy is point tk profit ho is sy zaida na ho is sy ye hota hai k ao k pount tk orofit jb puhanch jae to ao.ko.profit mil jata hai us k bad ager wo point nechy a jae to hamy loss nahi hota
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Stop-loss aur take profit k bary main ap ki ray hai

          stop loss or take profit ka use bohat hi faida mand hota hai so jitne bi traders hain me to un sub ko yahi kahu ga k wo stop loss or take profit ka use zaroor kiya kare or new trader k liye stop loss or take profit ka use bohat hi zaroori hoati hai ku k agar starting me hi loss hona start ho jay to phir kam karne ka dil nahi karta so stop loss or take profit ka use zaroori kiya kare.

          اب آن لائن

          Working...
          X