Forex mein apnay thread mein reply kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein apnay thread mein reply kerna
    Forex mein hum jab bhi koi thread create kertay hain tou hum uss mein forex related informations detay hain aur log uss mein reply bhi kertay hain lakin agar koi information thread create kernay kay baad humaray zahen mein ati hai tou hum uss mein mein khud bhi reply ker kay mazeed informations transfer ker saktay bain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

    Apny thread my repy kr y ka ham ko faida nai hota hybbs ayk bar thread likh dia to bbs bat khatam phr agla kry ya apny repmy kry jisi k thred my agr ap sy ap k thread my koi bat puchta hy to phr ap ko choya k ap us ko ans dy pr ys ka faida nai hoga wasy bhalaiye k liya us ko reply kr sgty hy
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

      Mery experience k mutabiq humain apny open kiye gaye thread per reply nhi karna chahye..i think yeh chez forum k rules k against hai.. humain apni sari bat thread main biyan kar deni chahye. aur thread open karty huwe is bat ka khiyal rakhna chahye keh koshish krian thread us topic per open krain jis per thread open na ho..aur thread open karty huwe language simple use krain takeh ziyada sy ziyada logon ko ap ki bat smjh a jaye
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

        Jitni baar bhi reply karo apka ake hi post count ho ga agar apkoi thread creat karty hen aur koi member post mein koi question pochta hy to usy reply kar dena chahye zyadar member ake hi baar post karty hen kyun k faoda sirf ake ka hi hota hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

          jab bhi koi new member apni hi thread par post kar deta hai aur usy kahi sy pata lgta hai k aik hi thread par do dafa post karny sy account banned ho jaaya karty hain to wo pareshaan ho jata hai isis tarha wo apny thread par kiye reply sy pareshaan ho jata hai hala k aisa kuch bhi nahi hota ap apni hi thread par buhat dafa repkly kar sakty hain
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

            ap ko chahiye k ap sirf threads hi lagaya kare na k apne threads ka reply kiya kare ku k is se ap ka hi time west hota hai or ho sakta hai k ap ka thread remove kar diya jay so ap ko chahiye k ap thread sahi se lagay yani k ap ka thread informative hona chahiye or spelling bi bilkul sahi hone chahiye or civil wording me hona chahiye ta k sub members ap k threads ko read kar sake.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

              Hamein Forex Mein Ek gold par kaam karna bahut jyada difficult Nazar aata hai iske liye Hamare Paas koi acchi wali tips signal FIR Hum yahan par kaam kar sakte hain Katar wise Yahan Par tips Ke Hum Log Yahan Par kaam Karenge to Hamein earning generate Nahin Hogi nuksan ke woh Jyada chances Yadav Majid increase Ho Jaenge isliye Management kar ke kaam Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein apnay thread mein reply kerna

                Gee bilkul janaab forex forum par ham jab koi thread karthay hay tho os par mukhtalif kisam ke replies aathi hay our agar os par koi ase reply aaye jis may aap say mazeed maloomath mangi ho tho aap os par dobara reply Kar k osko mazeed satisfy Kar saktay hay

                اب آن لائن

                Working...
                X