Profit par hi focus nahi karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit par hi focus nahi karna chaye
    Forex market me profit earn karny aur success key ley profit earning par focus karna hamari ghalti ho sakti hay, Forex market me risk aur loss par be traders ka focus hona chaye, hamari strategy ye honi chaye key agar per trade me 25$ ka profit ho to ye profit hamy kam se kam risk key base par earn karny ki koshish karni chaye, 25$ key ley 250$ ka risk lena mistake ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

    Yrs dear ap ny bilkul thk bat ki hai jb forxs trading kartyy markeet ko open kartyy hai trading lagtyy hai hmryy zehan main sirf profit hei ni hona chiye daily ka tohra eran ya loss karwaa lyy zaida loss ya erann syy agr zaida loss ho jaiyy to ousyy revover karna mushkl hota phr bari trad lagni parti hai ho skta phr loss ho jaiyy double loss ho jata aisyy lihzaa soch smjh kar daily ki ek trad lagenn..
    • #3 Collapse

      Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Forex market me profit earn karny aur success key ley profit earning par focus karna hamari ghalti ho sakti hay, Forex market me risk aur loss par be traders ka focus hona chaye, hamari strategy ye honi chaye key agar per trade me 25$ ka profit ho to ye profit hamy kam se kam risk key base par earn karny ki koshish karni chaye, 25$ key ley 250$ ka risk lena mistake ho sakta hay.
      Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein sirf aur sirf ya nahi dekhna chahiye ke Hamein Har Waqt profit Hi Ho Kisi Waqt Hamein loss bhi hota hai Joker part of job hai agar aap focus karna chahte hain tu apne trading Technology par focus Karen
      • #4 Collapse

        Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

        G ziada trader is traha hi kartay han k 20$ profit k liye apna sara capital ko zaya kartay han kiok ziada log money management nhi kartay aur is traha kam profit ko hasil kartay hum apna buht ziada loss kartay han hum ko apne account ki money management karain gay tu hi kaamyaab trading kar saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

          Salam g bel kul hamy profit per hi focus nahi krna chahiye bL k hamy is bat ka zaida dehan rakhna chahiye k hamy loss na ho hamy profit ho ya na ho per loss nahi ho na chahiye loss sy bht hi nuqsaan hota hai k aik to ap ka bonus zaida ho jata hai aur dosra ap ko amonut b nahi milti
          • #6 Collapse

            Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

            Ap ki baat theak hai k forex market mai jo bhe profit earn krey tou wo kam sey kam risk ki madad sey earn krey, kyu k kam risk sey hum earning key sath sath apney account ko bhe safe kr sakty hai. Es lye jab bhe profit earn krey tou humri koshish hona chahey k hum kam sey kam risk sey zada sey zada earning hasil krey.
            • #7 Collapse

              Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

              G bhai ap ki bat thk ha hamaen risk ko apny profit ki hisab se manage krna chaye hamaen kbhi bhi apny risk ko profit se ziada ni hony daina chaye q k agr hm kem profit k lye ziada risk laity haen tu hamary loss hamary profit se ziada ho jaen ge
              • #8 Collapse

                Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

                Logi ki ya bhot bri galti hotu hy k lig is kam my profit ko dykh k apni trade ckose krty hy marekt ko dykg kr k nai krty hy asal my to ya hona chiya tha k ham ko aoni trade apny chart ko dykh kr ckose kr dyni chiya beshak hamara profit kam ho ya zeada pr chart k sath chalna chiya hamy
                • #9 Collapse

                  Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

                  jo log profit par hi focus rakhte hain un ko loss bi zayada hota hai ku k jub ap ka focus totally earning par ho ga to ap learning ko time nahi de sako gey so ap ko chahiye k ap agar forex me earning karna chahte hon to learning ko time do ku k ap ki learning jitni strong ho gi ap ki earning utni hi strong ho gi so ap ko chahiye k ap apni learning par focus kare ta k ap earning kar sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

                    hamy profir py focus nahi karna chahey hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pury pakistan mai legal business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

                      forex trading main hmain jahan profot hota hai wahan loss bhi hota hai es liye aghr ap apni trading main loss ko kam kar k trading krna chahty hain tu profit ko apny mind par sawar na karen q k jub ap apny ser par sawar kar elty hain k hmain profit he chahye tu ap apni khud ki trading baility ko rok lety hain or ayse sikhny ka amal bhi rok jta hai hmara
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit par hi focus nahi karna chaye

                        Dear friends may ap ke bat say agree karta ho hum ko na sirf profit ko dakhna caheyh bulkay hum ko apnay trading style ko be dakna caheyh k hamra trading style professional ke tara ha k nahe ha ager nahe ha to apnay style ko cahnge karna caheyh aur apnay profit to increase karna caheyh

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X