trading mein jab hum apna ek target set karte hain aur hamein hua target achieve Ho jata hai to fir bad mein hamein Koi trade open nahi karni chahiye agar phir Ham laalach me aakar trading karna shuru kar denge to hum apna gain Kiya hua profit bhi lose Gar jaenge kyunke hamein 1 target tak hai ja na chahi jab hamara target complete ho jaaye iske bad hamein aur koi trade open nahin karni chahi yahi hamare liye better hota hai kyunki hamein market ke level ke mutabik hai apne target ko set karna hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим