Llittle learning can be killer in Forex!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Dear aap nay sahi kaha hay forex chalta hi learning par hay agar aap kay paas forex ki learning nahi ho gi to aap iss may kam bi nahi kar sako gay iss liya forex kay liya learning ki zarorat lazmi hay agar aap iss may kaam karo gay or aap kay paas market ki jankari nahi hogi ya kam say kam jankari ho gi to ya risky ho jati hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jee han mere bhai forex trading mein learning ki bahot ehmiat hae kiunk jo admi achi tarah se learn kar k forex trading karta hae us ko success hasil karne mein der nahi lagti hae.
      • #93 Collapse

        Yes dear app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen kam learning k sath kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me kam learning k sath kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha iis liye hmen chahe k hm is business me hmeshah achi learning se kam kareen
        • #94 Collapse

          ji esk am mein app ko chaheay k ap pesk am ko seekhen smjhen then es kam ko kren demo best hai for practice
          • #95 Collapse

            g haan dear bilkul sahi kaha hy aap ny, bghair learning mk forex main koi trader survive nahi ker skta hy balky ulta apnaa loss hi kerwata hy is leay pehly forex ko achi tarah study aur demo account pay exp gain kerna chaeay aur us k badh hi real account join kerna chaeay
            • #96 Collapse

              achi trading karnay kay liye hamain forex ko achi tarha se learn karna chahiye jitna ziada ham learn karin gay aur knowledge hasil karin gay utna hi ziada hamain faida ho ga aur ham achi trading kar sakain gay agar ham is ko proper learn nahi karin gay to hamaray liye ye loss ka sabab banay ga.
              • #97 Collapse

                forex ke business min little learning kir ke ap as min apni amount ko zia kir lian ge lakin as min ap ko kamyabi ke liae bot ziada alim ki zrorat hoti hi forex ka business ak global business hi as min ap ko bare hi care ke sath trding ko kirna chiae
                • #98 Collapse

                  Little of the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading agar ap pakistan forex for
                  • #99 Collapse

                    bilkul yeh aik clear bat he aur yeh sab ko achi atarh se samjh men ajani chayye ke ayahn sirf aik hi sikka chalta he aur woh he learning learning leaaaarning and then earning ka is ke baghair koi chara hi nahin he aur tension ki to koi zarurat hi nahin he kyun ke itne platforms hen is ki learning ko ke koi mushkil nahin ise learnn karne men
                    • #100 Collapse

                      G haan aap ney bilkul sahi kaha hamari thori c knowledge hamarey liye bht ziada nuksaan deh hy q k iss sey hamara bht ziada nuksaan ho gaa so humy chahiye hum ziada sey ziada knowledge gain keren
                      • #101 Collapse

                        Yes, little learning in this business of the forex trading is very risky so you should be here with care while you do trading, you can make things possible in this business, you can make good money from here if you take keen interest.
                        • #102 Collapse

                          sahi keh rahy agar hum forex trading karna chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko sahi say learn karen jab hum sahi learn kar kay run karen gay tabhi hum esmain achi earning kar sakty hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #103 Collapse

                            New traders little learning key sath successful trader banna chahtey hain aur aik din main rich banna chahtey hain jo keh buhat dangerous ho jata hy aur yehi waja hy keh new traders ko big loss ka samna karna parta hy. Learning krain aur sath sath judge krain keh aap ki trading kitni perfect ho gayee hy aur phir usi hisab sey risk lain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X