forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.
    forex markeet bohut bari markeet hai kuch log iss main aty hain jin k ps expereince kam hota hai ager aik dafa loss ho jay tu wo phir makret ko chellange kar k big lot lgaty hain jiss say account zero ho jata hai isleay ham market ko chellange kar k trade nahi kanri chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear agr hamen trading me loss ho jata hai ya hamra account wash ho jata hai to hamen is me tension nhe leni chahye na he forex market ko chellange karna chahye balkay kesi acha tabadeer sy is loss ko cover karna chhaye jis me hamen mazeed loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

      Dear ap na sahi kaha hai agr forex mai ap ko loos hota hai tu ap foren dosri trade mat open karian warna phr loos ho ga kiun ka ap tention mai dobara trade open krta hain or forex mai tention sa open ki hoi trade hamesha loos mai rahti hai agr ap ko loos hota hai tu ap wait karain market ko aram s study karian phr agla din kahin ja kr trade open karian ta ka ap ko phr loos na ho or ap apna loos recover kr sakian
      • #4 Collapse

        Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

        G apki baat thek han humy chahye k hum apny knowledge and experience ko follow karty huye hi forex me trading kary because sometime hum overconfident hoty han aur market me trading start kar dety han jis ki waja se humy kafi loss ho jata han isi liye humy chahye k hum forex me soch sumjh kar trading kary aur earning kary.
        • #5 Collapse

          Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

          yes dear hamain bilkul bhi aisa kbhi bhi nai krna chaye q k markeet ko samjhna aur samjh kr kaam krna he is main hikmat aur earning hay warna yeh forex main aisa jhatka daiti hay k sara sara account he lay doobti hay agar ham isko challenge krtay hain ya is ka mukabla krtay hain to isay ham kabhi harra nai saktay hain phir bhi hamain he is k sath compromise krna hoga samjhota krna hoga jo lose huva hay usa accept krna hoga.
          • #6 Collapse

            Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

            G han kabhi bhi ausi baat apny minde main kabhi bhi na rakhyn ager ap aysa karty hain to ap bahot ziyada loss ka face karny kay liye tiyar ho jiyn kyun kay forex market ka koi time table nahi hai or ap ye nahi soch sakty kay ap is per pora abor hasil kar sakty hain is kay liye kaafi time ki zarorat hai or bahot barye or experience shuda trader bhi forex main dhokha kaha jaty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

              G han bhai ap thek kah rahay hain, hamain kabi bi forex market ko challenge nai karna chaheay q kah es say ulta hamain hi loss hoga aur kuch hath nai aay ga. esleay agar loss aa jaay to hamain loss ko accept karna chhaheay aur koi jald bazi nai karni chaheay aur bahut zayada carefully trading karni chaheay.
              • #8 Collapse

                Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

                Market my kam krny k luya is ka shok bna lyna chiya our is my sahi kam jrna chiya ham ki taky ham is kam sy hhot zeada fit reh sgy our sahi kam kr sgy ham is jam sy sahi asani sy kam kr k oesy to bau kama sgty hy or is my ham is ki ahok bna ly to ham is ko muahjil nai smjhty hy phr ya kam asan lgta hy ham ko
                • #9 Collapse

                  Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

                  hamy forex market ko chellange nahi karna chahey hamy aik time table bana kar is mai trading karne chahey hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                    forex markeet bohut bari markeet hai kuch log iss main aty hain jin k ps expereince kam hota hai ager aik dafa loss ho jay tu wo phir makret ko chellange kar k big lot lgaty hain jiss say account zero ho jata hai isleay ham market ko chellange kar k trade nahi kanri chaheay.
                    Forex trading 1 difficult business hai usme Hamein mehnat Karke kaam karna hota hai bina mehnat Kiya Forex trading se profit banana impossible hai aur Forex trading market ko challenge na Karen bulke proper planning Karke trading Karen
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

                      Fotex trading main ager kisi trader e jo seb se beri mistake hoti hey woh hey trend ki mukhalif simat main trade laga dena. Aisa woh keon kerty hain? Yeh is leay woh apny emotion ki wajhan se aor over confidence ki wajhan se woh opposite trade laga dety hain. Trend ko apna fridnd samjhain gy hi to profit aey ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex markeet ko chellange nahi karna chaheay.

                        Forex market ko challenge nahi karna chahi kyunki challenge wahan hota Hai jab hum ek dusre ke sath aamne samne a koi baat kar rahe ho ya koi challenge Karen forex ke sath challenge karna ya zid karna hai market ke sath zid karna hamesha loss hi deta hai aur with ko chod Kar agar trend mein trade Kare to achi earning kar sakte hain kyunki market apne friend mein Hi mood karti Hai mostly long term trade is best friend hota Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X