Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai
    Sir agar hum forex mien aa ker aik bar loss kerty hien tu hamain us loss say learning kerna hota hai agar hum us say aa ker learning na kerty hien to future mien hamain bhut zyada masla ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

    aik achy trader ki yahi nisghaani hoti hai k wo apny ghalityun jald bazi main kiye gaye faisly wighera sy huny waali losss ya to profit k baary main sochta hai aur us main apni ghalti aur achy points ko note karta hai k kis waja sy mujhy loss hua aur kis waja sy main ny profit earn ki hai yahi aik achy trader ka behtareen amal hota hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

      Agar apko is mein loss hota hain to humko is mein apne loss se sekhna chahye aur humko ius mein ihtiyt se kam karna chhaye pher ja kar ap is mein earn kar skate haon apko apne loss se sekhna chahye aur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein eaern kar sakte hain forex aik best online site hi jis mein ap earn kar skate hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

        forex ;ar loss to sab ko hi hota ha aur loss zada tyra trading ka start par hota ha aur ik acha trader loss sa ghbarat nai ha balka us ko recover karna ki koshish karta ha aur wo apna losss sa zada sa zada learn karna ki koshish karta ha ka wo loss is ko kis waja sa howa ha aur is tyra wo is loss sa ya learn kar laghta ha ka is loss ko dobra is mistake ki waja sa nai hona dan nai ha
        • #5 Collapse

          Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

          G friends bilkul hum SB janty ha k loss hona achi bat ni ha humy loss ho Jay to BHT dukh hota ha lakin phr bi AP ko pata hona chaye forex me profit or loss chalta rehta ha AP ko chaye k AP markeet anlaysis kry k AP ka loss ki hua ha or doubara AP ka loss na ho apny loss su learning zaroor hasil kary
          • #6 Collapse

            Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

            Salam g loss kr k us sy learn nahi krna chahiye bal k loss ho jany ki surat my hamy ys sy sekhna chahiye ta k hamy next time is galti sy loss na ho hamy apni galtiyon sy sekhna chahiye tb hi hm agy barh sakty heinapni galtiyon sy bohat kuch sekha ja sakta hai ager hm goor karein to
            • #7 Collapse

              Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

              g han ap ko chahiye k ap ka jub bi loss ho to ap us se kuch na kuch zaroor learn kare ta k ap ka experience increase ho sake or life me sub se zayada ap ko experience ki zaroorat hoti hai ku k experience hi ek wahid chiz hoti hai jo ap ko life me kamyab banati hai so ap ko chahiye k ap jitna zayada ho sake apni life me experience hasil kiya kare ta k ap apni life me kamyab ho sake.
              • #8 Collapse

                Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                Yes sir you are right Agar Hamein loss hota hai to Hamein mayoos Nahi Hona chahi balke apni aur Vignesh ko control karna chahiye Jiski wajah se Hamein loss Hua Hai ese Ham next trade mein acche result Haasil kar Payenge aur Hamara trade profit Mein Jayega
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                  Loss to har kaam main hota ha or kissi mistake ki waja se hota ha. Agar aap mistake par kabu pa len to future main aap loss se bach sakte hain lakin dobara agar wohi baat dohratay hain to phir khatarnaak results face krne parh sakte hain. Apne seniors or experts se mashwara krain ge to aap ko Trading ki samaj aae gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                    g haan bhai jaan ham ko as main aesa hi karna chahiy hai kee ham ko as main loss kar kee ham ko as main learning karni chahiy hai tu hi ham as main kamyab trader ban sake gee aor as main kamyab rahe gee
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                      Oss sy ham ko bchna choya our hamy chiya k ham ko apna kam sahi trha sy manige krny k liya sahi kam kry our ham agr chy s kam my to phr ham apna loss kr k us k abd ham sahi trha sy lermimg apni kry our lerning ko agy lu k jaye hamari leening sahi zeada honi chiya
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                        dear ap ne sahi kaha ahia as main agar ham learning nahi kare gee tu ham as main kabhi bi kamyab nahoi hos ake gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as forex trading main har hall main learning kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                          forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                            Boss agar ham loss ker lete ien tu ham ko loss sy seekhna hoota h aur agar ham loss ker k as ki waja nahi jan pate hien tu kamaee nahi ker sakte hien as lyee ham ko as mien bhoot kam kerna hota h aur ham ko her loss ki waaja ko dakhna hota h k ham ko loss q hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Ker K Us Say Learn Kerna Acha Hai

                              forex main jab ham kam karty hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy hony waly loss ko learn karna chahey hamy kis waja sy loss howa hain is main ham next is galti ko nahi duhraty or ham is tarha next loss sy bach jaty hain or ham is maim kam kar ky acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X