Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai
    Dear mery khyal main ham jab markeet ko analyises karty hain us sy hamy ye pata chalta hai ky markeet ke moment kia hai ya phir kia ho sakti hai ager Markeet Buy jay ge to kis position tak ja sakti hai Our ager Sell nikal gai to kiss position tak ja sakti hai jis sy hamy trade ke shi position ka b pata chalta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

    Market ko analysis kerny bahot zaruri hota hai ky ham apny balance per forex market main trade open ker ky bahot bara risk leny ja rehy hoty hain tou hamain analysis ker ky pata lagana hota hai ky market kis direction main kitni pips tak move ker sakti hai ky ham lot usi hisab sy lagaty hain ky agar market open trade ky against bhi jaey tou account wash hony sy bach saky
    • #3 Collapse

      Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

      G han brother ap thek kah rahay hain, market ko analyse karnay ka maksad yah hota hay kah market ki movement ko predict keya ja sakay kah market k kis direction main janay k chances zayada hain, agar market k upward janay k chances hon to traders buy ki trade open kar detay hain agar market k downward janay k chances hon to woh sell ki trade open kar letay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

        g ha ap ne buhat acha sawaal kiya hy hamy markite ka analys karwa lena chahiye kyun k markite ka analys karwany ka ye maqsad hota hy ham isse hamari markite achi movement kar saky or kaamyaab bhi ho saky isi liye hamy chahiye k ham markite ki analys karwaye ta k hamy kisi bhi kisam ki pareshani ka samna na karna pary
        • #5 Collapse

          Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

          Dosto trading main analysis krny ka maqsad ye hota Hy k AP NY buy krna Hy ya sell. Analysis or hi AP ki kamyabi mumkin hy AP ko chahay k is main moharat hasil krain take AP Kamyab ho skain.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

            market main analyse kar k hi trade karni ho gi aur har jeet otu sath sath ohoti hai so haain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur hamain market main bit rade karein gay aur hamain is forum m ain kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kany k kabil ho skaty hain a ur hamain is forum m ain bi trade kar k hi hum sucs sh sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

              market main anlsye kar k hi trade karni ho gi tab h ihum suces hon gay aur har koi achy say trade lga sakty hain so hamain cahhhye is k bary manlearning karni ho gi tab hi hum achi trade karien gay aur hamain is forum main kam ka rk hi hum apni har zrroat ko pora kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main experience ho ga tba hi hum achi earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

                forex aik online business hain hum is mai agar analysis ko use kaar ky kam karna ho ga per he hum passia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Markeet ko Analyises karny ka main Maqsad kia hota hai

                  Dear aap ki bath sahi hay quen kay jab bi ham treading karnay kay liya jaatay hane to achi tarha say market par aik nazar daal daytay hane to us kay baad phir hi market may treading kay liya kaam start kar laytay hane or iss ki waja ya hoti hay kay ham 100% loss say bachanay ki kosish kartay hane to phir hi treading kar paatay hane.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X