Authorization Failed error
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Authorization Failed error
    Piyare bhaio aur dosto kiya hal hai ap sab ka, mujhy ik problem aa rhai hai k man jb meta trader4 man log in krta hun to sath hi authorization failed ka error aa jata hai man ny barha is ko log in krny ki koshash ki hai lkn koi feda nhi huwa, koi bhai batana pasand kre ga k yeh kiya masla hai,,, Thanks in advance
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Authorization Failed error

    Karne AJ ki market ki position kya hai iska kya hai in Sab cheezo Ka thik se Pata Lagana start ho jata hai to aap bhi acche wale Humne Jo Khud Se Lene Ki Hoti Hai Is Tarah Ki hoti hai wahi best Hoti Hai Jab Samne Rakhe Jab Samne Hoti Hai To fir kamyabi ke saath ho sakta hai planning is important kaam karne ke liye Hota Hai Kyun Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Authorization Failed error

      Ye jab aap mobile meta trader 4 mei apna account login kartay ho account no. aur password likhtay ho then ye error aap ko paish ata hay ye masla tab hota hay jab aap account no. incorrect aur password incorrect enter kar rahay hon tab asa hota hay so aap ko chahiye aap achi tarah sey apnay trading account no. ko aur password ko check karain takau account fail authorization ka error na milay.
      • #4 Collapse

        Re: Authorization Failed error

        g haan ap sahi kah rhy ha ya problem kafi logo ko face karni parta ha is ka boht sa reason ho sakhta ha un ma sa ik reason ya be ho sakhta aha ka ap jab be log in karna laga ho tab ap apna account number ya passward ma sa kuch mistake kar rahi ho ya ap ko spellling mistake kar rahya ha is lya account banata waqt ap ko acount num aur password ko acha sa yad rakhna chayia
        • #5 Collapse

          Re: Authorization Failed error

          DEar aap jab apna real trading account log in karey to apna account number or password recheck ker kay enter karey. Ye zaroor daikh lia karey kay caps lock to nahi on ya jaha aap ney password mai koi capital character likhna tha waha darust likh rahey hai ya nahi. Agar ye sub problem nahi hai to phir aap insta forex ki support ko email ker kay apna new password or pin waghaira refresh kerwa ley to behtar hai. Akhri baat ye kay ye koi pareshani ki baat nahi hai iss liye ziada tension nahi ley or insta forex kay support section ya live help sey rabta karey
          • #6 Collapse

            Re: Authorization Failed error

            Dear bro is ki wja yeh ho sakti hai ap login karny k liye username aur password ghalat put kar rhy hon..ap ko thek username aur password enter karna chahye tb ja kar yeh open ho ga. agar ap ko password yad nhi hai to phir reset kar k new password bna sakty hain.. huamin koshish yeh karni chahye keh jb hum account create krain to phir username aur password 2,3 jaga per wirte kar dain takeh kabhi na bhooly
            • #7 Collapse

              Re: Authorization Failed error

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mnzaidi77 پيغام ديکھيے
              Piyare bhaio aur dosto kiya hal hai ap sab ka, mujhy ik problem aa rhai hai k man jb meta trader4 man log in krta hun to sath hi authorization failed ka error aa jata hai man ny barha is ko log in krny ki koshash ki hai lkn koi feda nhi huwa, koi bhai batana pasand kre ga k yeh kiya masla hai,,, Thanks in advance
              Alhamdulillah main theek hoon aur aur aapne Jo Baat ki wo bilkul theek hai achha ya problem face karna padta hai iski reason mukhalif ho sakti hai Jisme first season yeah hai ki hum Apna password ya username galat entry kar rahe Hote Hain ya Uske alphabets main small and large ka frq a rha hota hai aur agar aisa Bhi Na Ho To aap apna mobile restart Karen Kyunki kbi Ya bhi ho jata hai ki mobile us time active position Main Nahin Hota aur aap kuch bhi karo to aur thik se kaam nahi kar pata isliye mobile restart Karke Dobara tssali se username or password likhe aapko problem Nahin aayega thank you
              • #8 Collapse

                Re: Authorization Failed error

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mnzaidi77 پيغام ديکھيے
                Piyare bhaio aur dosto kiya hal hai ap sab ka, mujhy ik problem aa rhai hai k man jb meta trader4 man log in krta hun to sath hi authorization failed ka error aa jata hai man ny barha is ko log in krny ki koshash ki hai lkn koi feda nhi huwa, koi bhai batana pasand kre ga k yeh kiya masla hai,,, Thanks in advance
                Salaam Walekum bhaijaan sabse pahle aap ko Jyoti se karna chahie wa username aur password ko check kar lena chahiye ki aap wa Sahi enter kar rahe hain ya nahin kar rahe dusre number par agar aapne kaafi time se apne account ko use nahin kiya hai tu insta ki taraf se aap ke account ko disable kar diya Jata Hai Jiski wajah se aap ko Samne aata hai agar aap isko enabled Karana Chahte Hain To insta Forex ki website par ja kar unke administrator se request karron ki wa aap ke account ko enable kar de
                • #9 Collapse

                  Re: Authorization Failed error

                  forex mai hamy authorization failed ko dahk kar kam karna chahey pher he hum kamyaebe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik world wide business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Authorization Failed error

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mnzaidi77 پيغام ديکھيے
                    Piyare bhaio aur dosto kiya hal hai ap sab ka, mujhy ik problem aa rhai hai k man jb meta trader4 man log in krta hun to sath hi authorization failed ka error aa jata hai man ny barha is ko log in krny ki koshash ki hai lkn koi feda nhi huwa, koi bhai batana pasand kre ga k yeh kiya masla hai,,, Thanks in advance
                    Aap ke saath hai jo problem ho rahi hai usme do issues ho sakte hain Yahan to aap apni detail se thik tarike se nahin Dal Rahe Ya FIR aap Koi fraud kar rahe hain jis ki vajah se form administration Ne aapka account band kar diya hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Authorization Failed error

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Authorization Failed error

                        forex mai hamy expert ban ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy is mai authorization failed error ka be kayal rahkna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha or unique business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Authorization Failed error

                          forex mai kam karty howe hamy har error ko dahkna ho ga forex aik risky business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik international business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Authorization Failed error

                            Dear authorization error us time ata hay jab hamra password ya user name change ho jaye. ya is kay ilwa trader ko yeah problme tab hota hay jab trader nay apnay mobile ki application update na ki ho. is liye pehlay ap ko apni mobile app update kerni chahy aur us kay bad apnay account main login kerna chahye is say ap ka problem solve ho jaye ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X