luck vs knowledge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck vs knowledge
    dear main ap sub sy pochna chahta hun k agar hum is mian apni luck par trade ka rain to kia us sy hum e arning kar sakty hain ya sirf knowledge k base par hi achi earning ho sakti hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: luck vs knowledge

    Traders key own knowledge aur own trading experience ko luck key sath compare nahi kia ja sakta hay, luck par ki gai trading me proper regular profit ki earning impossible hay jab key traders apny own knowledge aur trading experience ko use kar key daily bahot zeyda profit earn kar sakty hey, luck par depend karna be mistake hoti hay jes me profit ki earning etni asaan nahi hoti.
    • #3 Collapse

      Re: luck vs knowledge

      Dear member ager. Hain bat Karen qismat ki or ilm ki to forex me me ilm ziada Kam krta hai q k qismat hamesha sath nahi deti lkn ilm hamesha sath Deta hai or ilm ko koi chori bhi nai kr sakta
      • #4 Collapse

        Re: luck vs knowledge

        Forex ak aisaa bussiness haii is mein hmaree luck bher chaaljatee hai pr us k sath sathh ...hmain exoereincee aur knowedgee bhee hOonaa chaiyaii is kaam.k baraii meiinn ....otherwisee hum.kamyaab nhee hO paiin gyyy .....isliyee lich bhee kaam krtaa haii or us k sath sath hmain knowledge gain krain ta k bhee lgatarr ptoit hO skillss ky basee pyyy.
        • #5 Collapse

          Re: luck vs knowledge

          Dear friend meray khial mn forex trading mn kamyabi sirf achhi luck sa naen milti balkay forex trading mn kamyabi mehnat sa milti ha agr ap mehnat kren aur forex k baray mn knowledge aur achha trading experience gain kren to ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: luck vs knowledge

            OLX car business rules ke sabse kam Karta Hua Hamein Nazar aata hai Hamare Hote Hain Mare dream sote Hain jinko Hum Log Forex ki help se achieve kar sakte hain Hum acche se kaam Karenge Itna Jyada capital Hamare Paas Hoga Kam Itna Jyada is main kaam to open method ke sath Karenge Rose ko Kabhi Hamein Nahi chhodna Chahiye management Ke Saath Saath Hamesha earningkart Jana Chahiye
            • #7 Collapse

              Re: luck vs knowledge

              G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein earn kar sate hain aur humko is mein zada ehnat karni cahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chaye forex mein apke pass zada knowldge hain to ap is mein earn kar skate hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chaye pher ja kar apko is mein trade lagana chahye
              • #8 Collapse

                Re: luck vs knowledge

                GD aur aapne bahut achi baat ki hai Ae Humsafar Christmas main tabhi Kamyab Honge Jab Hamare Paas knowledge or experience hoga aur job Hamare Paas knowledge hoga to hum is business Mein Kafi achha bonus Karenge aur kabhi bhi is business ke rules Ko Nahin chhadna chahi Banke Polo Karte Rehana chahi tab bhi Ham is business Mein kamyabi Hasil Karenge
                • #9 Collapse

                  Re: luck vs knowledge

                  bhai jan ziyada tar log is me luck ka bharosa kam aor knowldge pe ziyada kia karte hen q forex se earning karna saan nhe bahut hi mushkil kam he lekin is ke liye hamen chahye ke ham apne knowledge par hi bharosa karen luch har wkat sath nhe deta aor knowledge har wkat sath rihta he....
                  • #10 Collapse

                    Re: luck vs knowledge

                    Agar aap luck per depend Karke sirf trade Lagana Chahte Hain Tu Ya aapke liye fayda mein sabit nahi hoga Kyunki is jyadatar aapko loss hoga agar aap Chahte Hain ki aap ko long-term ne profit Ho to aap ko chahiye kya aap apne knowledge or experience ko improve Karen isme aap lifetime profit earn karte rahenge
                    • #11 Collapse

                      Re: luck vs knowledge

                      G dear agar aap Upar depend karte hain share trading Lagan Chahte Hain Tu Ya aap ke liye fayde Mein sabit Nahin Hoga Kyon Ke isse Jyada tar aapko loss Hoga agar aap Chahte Hain ki aap call internal profit ho to aap ko chahiye kya aap apne knowledge or experience to improve Karen isme aap lifetime profit on kar sakte hain Rahenge aur aur last Nahin hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: luck vs knowledge

                        Luck AP ko kabhi kabhi faeda zaror de sakti gai hai lekin long term chalne ke liye ya agar AP is mein kameyab ho ke kaam karna chahte Hain to AP ko knowledge chahiye ho ga knowledge is a key of success
                        • #13 Collapse

                          Re: luck vs knowledge

                          Sir agar forex mien jab hum kam kerty hien or as mien hamary pass luck acha hai tu yeh bhut he achi bat hai or agar hamary pass as mien knowledge or experience bee hai to yeh bee achi bat hai as say hum forex mien aa ker bhut he achi earning hasil ker sakty hien or as mien apni life ko set ker sakty hien.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: luck vs knowledge

                            Salam g bel kul luck aur knowledge ka is forex my hona bohat hi zaroori hai hamy luck k mataluq zaida bat nahi krni chahiye ye Allah ki marzi khair hamy knowledge haseel krni chahiye is business k bary my ager hamy is my kamyab hona hai to is leye hm is ko net sy sekhein apny senior sy sekhen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X