Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye
    Sir mera kahna yeh hai k agar hamain forex mien aa ker loss hota hai tu as mien aa ker hamain bar bar trade ko loss mien close na kerna chhaye bel k hamain as mien wait kerna chahye q k market kesi bee waqt haamry haq mien aa sakti hai as lye sabar he kerna behter hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

    G han dear ap thek kah rahi hain, forex market k reverse hotay kuch time nai lagta esleay agar ap ki trade loss main chali jaay to ap ko tension nai leni chaheay aur na hi trade close karni chaheay, q kah etnay zayada loss main trade close karnay ka koi faida nai hay q kah etna bara loss recover karna possible nai hota elseay hamain usay chalnay dena chaheay ta kah woh profit main wapes aa jaay.
    • #3 Collapse

      Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

      G han loss ho jaye to traders ko tension me ana nahi chaye traders ko apni feeling par control hasil hona chaye traders agar loss key bad tension me ajaty hey to us ko loss ki recovery karny me problem ho sakti hay jab key cool mind key sath agar trading ki jaye to big loss ko recover karny me be bahot kam time lag sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

        g han dear jab hyumy buiat loss ho jata hai to humy tention nai leni chahye bal k aik naye jazby k saath aur mehnta kar k is main trading karny k liye hard work ka k achi learning aur achi analysis k saath dubara koshish karni chahye aur nposting par zor dena chahye ta k is baar bonus achi collect kar paaye
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

          As-Salaam-Alaikum dear friend Forex trading mein Jab loss hota hai hi tu tension Nahin leni chahiye balke Sabar se a kaam karna chahi Forex market ko recover karte hue kuch time lagta hai hi isliye mayoos Nahi Hona chahi balke aur Jyada hard working practice aur experience Kosik kar trading ka kaam Shuru Karen Is Tarah kamyabi Hogi aur posting par zyada Dhyan Dena chahiye aap jitni zyada post share Karenge knowledge ke sath aapko itna hi accha bonus Milega
          • #6 Collapse

            Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

            salaam all mimber g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he me ap ki is bat se agree karta hun ham jab bhi trade karte hen to jab us me hamen loss hota he to ham bar bar apna loss dekh kar preshan ho jate hen to is ke liye hamen chahye ke ham trade open kar ke apna postin kia karen is trhan se hmara trade bhi chalta rahe ga aor hmara posting bhi lekin is ke liye hamen tp set karna ho ga....
            • #7 Collapse

              Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

              Agar apko is mein har din loss hoita hain to apka is mein luck nahi hain apko chahye k ap is mein tension bilkul hi na le aur humko is mein ihtiyt se kam karna chhaye aur humko is mein zda mehnat karni chahye pher ja kar um is mein earn kar skate hain aur is mein sabar se kam karna chahye k apko is mein zroor faida ho ga humko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is meine arn kar skate hain
              • #8 Collapse

                Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                Salam g bel.kul.jb loss zaida ho jae to tension bel.kul.nahi leni chahiye bal k sabar sy kam lena chahiye sabar sy kam ly kr hi hm agy bar sakty hein aur kuch kr sakty hein is leye sabar ka daman hath sy nahi jany dena chahite aur himat sy kam lena chahiye aur agy barhna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                  g belkull bhht achi post ki ap ny ager ap ko loss ho jay to ssaber sy kam layn or dobara koshesh karain qeo kay mara bht dafa loss hoa h lekin saber sy kam lea or dobara shoro ki ab bht aachi trdaiing ho rhi h or bht acha business kar rhi hon loss tb hi hota h jb ap by fiker ho kar trading karty hn ager ap ko itna ni pta to ap achy sy teacher sy learning kary taky achi trader ban saky loss kea h ya hota hi reahta h buss cover karna seekho or tenshon ni lo
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                    Ji ha Sar aapne bilkul right kaha hai agar Hamein loss Hua Hai To Hame Pareshan Nahin hona chahiye Kal ke aur Jyada mehnat Karni chahiye tha ke hum Apne loss ko recover kar sakte hain Is Tarah profit bhi Kama sakte hain aur trading Bhi Karte Rahenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                      forex main kam karty howy jab ham koi galti kartyto hamy loss ho jata hamy zada tense nahi hona chahey bakly apni galtio ko avoid kar ky kam kary to loss sy bach sakty hain hamy market or apny seniours ki tips ko use kar ky kam karna chahey loss hamy hamri hi waja sy hota hain is main broker ka ya market ka koi qasoor nahi hota yai aik international or kabe band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                        forex mai jab loss ho jy to hamy thence nahi hona chahey hamy relax rahna chehey or next time kam karty howe apne mistakes py gur karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                          dear apki baat ham mantay hain k hamain lose honay pay tentions nai lani chaye hamain sabar say kaam karna chaye laikin ham jitna marzi apnay ap pay cover kar lain tentions automatic aa he jati hay laikin apki baat theek haya k agar tentions lainay say haamra lose agar wapis mil sakta hay to hamain aisa zarur karna chaye aur agar yeh sab kuch na mumkin hay to hamain aisi double museebat say avoid karna chaye aur next tarde k baray main hamain sochna chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                            Jis taine pr hanara loss zeada ho jata hy us taime pr ham ko chiya ham aoni trading my dyhna dy our hany us taime pr apni gakti dykhni chiya our aoni waja dykhni chiya k ham ko kis waja sy loss howa hy us waja pr ham ko phr dyhan rakhna chiya our phr ham bhot zeada bhter kama sgty hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab Loss Zyada Ho Jaye To Tension Na Lena Chahye Bel K Sabar Kerna Chahye

                              G Dear apki bat sahi hai agar kabhi kisi din zyada loss ho jai to phr us din mazeed trading mat karen aur udas aur pareshan b mat hun balke sabar karen aur intzar karen market k sahi trend main ane ka aur khuch din rest karen fresh mind k sath phr market main enter hun aur thora thora kar k loss recover karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X