Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai
    Sir mien yeh pochan chhata hoon k forex mien trading kerty howy jab hamain loss hota hai tu hamain as mien aksar q k loss hota hai or as ki waja kya hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

    Trading mein loss ki ahm wajah hamara emotional ho jana hai agar Ham trading mein apne emotions par control rakhte Hain to hum apni trading ko bahut hi behtar tarike Se Kar paate Hain hamein chahi ke hum apne emotions par control Kiya Karen kyunki hamein trading main analysis ke saath saath apne emotions par control karna bhi bahut jaruri hota hai aur tab hai hum successful ho sakte hain agar hum apne emotions par control nahin karenge to hum kabhi bhi successful trading nahi kar payenge
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

      Agar ap is mein loss se bachana chayte hain to apko is mein sab se pehle jab bhi trade open kare is mein market ko achi tarah se aanlysic kar le aur bar mein apko kam lot size ki trade open karni chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein zada greed bhi nahi karna chahye aur is mein indicators ko bhi ismatil kare pher ja kar ap is mein earn kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

        Trading me loss ki jo asaal waja hay wo traders ki taraf se poor market analyzing aur poor risk management hay, careful ho kar agar market ki analyzing key sath risk management ka be khayal raka jaye to ye mumken hi nahi key traders ko loss ho saky, profit ki earning be tab hi mumken ho sakta hay jab traders risk ko manage karen gey aur sath me market ki analyzing par be focus kia karen gey.
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

          Dear friends froex trading main loss hony ki sub sy bari wajah ye hoti hai k jo ziada tar loag new atay hain unka forex k bary main knowledge aur experience nahi hota hai jis ki wajah sy unhy loss ho jata hai aur es k ilawa new treadr ziada profit kamany K chakr my lalach kr jaty hain jis ki wajah sy unhy loss ho jata hai unhy chaiy k wo lalach na kary aur forex ko pahly achi tarah sy sekhy taky achi trading kr sakhy
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

            As-Salaam-Alaikum dear friend Forex trading mein loss hone ki Sabse Bari Wajah yeah hoti hai Ki Jo new member trading Karte Hain unko Iske bare mein knowledge Nahin Hota aur boat triding karne lag Jate Hain Main Is Tarah unko loss ho jata hai trading karne se pahle tride open karne se pahle market K analysis acchi Tarah Karle aur aap ko kam lot size ki tRide open Karni chahiye aur aap se i itihas say a kaam Lena chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

              Forex trading main hamain loss sirf aur sirf less forex trading knowledge aur experience ki waja sy hota hai agar ham kuch mehnat ker Ky apna knowledge aur experience increase ker lety hain tou hamain forex trading sy achi income hasil hona shuru ho jati hai baqi kuch choti mistakes hoti hain jis sy ham avoid ker sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                G friends agr forex trading me AP ko loss hota ha to mery khyal sy is ki waja AP k experience, knowledge or palnning ki kami ha KU k jb to AP ko markeet ka knowledge or experience ni ho ga AP kbi bi achi trading ni KR sakty jb to AP step by step sh khuch seeing ni lety AP kbi bi kamyab ni ho sakty AP ko loss he hota rehy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                  trading me loss ki sub se bari waja jalad bazi hai or sath me weak learning hai so ap ko chahiye k ap sabar se kam liya kare or apni learning ko strong kare ku k ap ki learning jitni strong ho gi ap ko utna hi zayada profit ho ga or jitna zayada sabar ho ga ap utna hi loss se bach sako gey so ap ko ye do kam zaroor karne chahiye ta k ap forex me successful ho sako.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                    bhai jan ap ne acha swal kia he dekho bhai jan ap ko chahye ke ap plan ke mutabik trade kia karen aor is me jald bazi na kia lkaren jab ap soch smajh kar trade nhe karo ge to ap ko loss hi hona he aor khas waja is ki ye he ke ap is me greed na kia karen phir ap ko loss kam aor earning ziyada hota rahe ga....
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                      dear friends trading main loss karny ki bari wajah ye hoti hai k ap k pas ju skills hoti hain un per ap ki achi tra say practice nahi hoti hai jisss wja say asa hota hai is leay ap ko sab sy pehly apni skils ko updgrade kar k unko achi tra say practice kar k expereince karna ho ga phir he ap iss main loss say bach sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                        dear friend ap ny acha thread open kiya mn ap ki bat sy agree karti hon bilkul trading mn asal jo loss ki bari wajh hy planing ky shat nh chalna cahy forex mn new member kiun nh ho agar apny senior ko follow kary aur planing ky shat cahly tu woh loss sy bach sakta hy aur sub sy bari wajh trade ko baghir sochy smjhy open nh karna cahiya
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                          Trading men loss krne ki bohot wajah hoti jesa k bina trading dekhe trade krna. New ka pta na hona. Jald bazi krna. Tension men trade krna. Timing na dena. Is tarah ki or bi bohot zaida wajah hoti hai Jis se Ap loss kr jate hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                            Trading Mein loss karne ki Asal Baja Mara laalach aur come experience and knowledge hai aisi chij Hain Jin Jo Aapke Paas Hai Haan to aap as Mein zaroor Kamyab Ho jaaoge lekin iske liye aapko Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi aur Apna experience and knowledge ko improved karna hoga tabhi Aap iss may kamyabi Hasil kar paoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mien Loss Kerny Ki Asal Waja Kya Hai

                              bhai jaan ap ne sahi bat kahi hai as main as main ham ko chahiy hai kee ham as amin loss se bache aor as amin as kee loss hone ki ajohat ye hain kee ham as main greed tarte hain aor as main mihnatb bh akrni cahiy hai aor as main ham ko risk bhi nahi lena chahiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X