Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?
    Assalam to all senior members Me ap sb se poachna chahti hon k trading ma mistakes hmari kis wajha se hoti hai Hmary emotional hony ki wajha se q k jb hm emotional hoty hain to jaldbazi kr jaty hain or galt decisions ly lety hain jis wajha se bht zayada loss ho jata hai hkary emotions ki wajha se hmy zayada loss hota hai esi liye hmy self control ma rehty huay kam krna chahiye hai Agree
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

    forex main ham trading karty hain ham is main learning ky sath earning br hasil kar sakty hain hamy is main apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar is main kam karna chahey pher hi ham is main acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain jab ham is main apni galtio ko ignore kar ky is main sirf pasy kamany ky lalch main is main jald bazi main kam karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is main market ka yai hamary brokers ka koi be blame nahi hota hamy is main apni tamam galtio ko durs kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyabi hasil kar ky acha profit gain kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

      Dears members ma apko btana chata hun agar hm trading ma loss krty hain to uski wjaa sa ha k aik to hum patience sa kam ni laity dosra lalach ma a k lot size ziada kr daity hain jissy hmara account b wash ho skta ha or hmen loss b uthana parhta ha
      • #4 Collapse

        Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

        Dear members trading main loss member apni ghaltion sy krta hy aik k aap bht jaldi profit lainay k soch rahay hotay hain aor lalach main aa kr nuqsan kr daity hain 2nd jo ziada daikhnay main aaya bari lot k sath trade krna 3rd k aap khud sy trade nhn krtay sirf dosron pe depend krtay hain kamyabi k liay khud iytmadi paida krain ta keh aap kamyab hn
        • #5 Collapse

          Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

          hum jab lalchi ban ky kam krty hain to hum kam karty howe koi na koi mistake kar dety hain or hamy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala busins hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy apne mistakes ko avoid karna chaehy pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

            jalde baze mai kam karny sy hum mistake karty hain or loss hota hain hamara account banned ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex mai hum apny bos kud ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota is business ko hamy apna business samj kar kam karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

              forex aik world wide business hain hum is mai mistake kary gy to hamy los ho ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar loss ko katem karna chatey hain to hamy mistakes ko avoid karna ho ga forex pakistan mai legal or famous ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                forex kabe band na hony wala aik real business hain hamy apny lalach or emotion ko qaboo main rakh kar apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kr sakty hain yai pakistan main aik legal or unique business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                  jab ham bager experience or knowledge ky is main kam karty hain to ham sy mistake ho jati hain or hamy loss be ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnet sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                    greedy ban ky kam karny ke waja sy mistakes hote hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai agar kamyab hona chatye hain to hamy analysis ko use kar ky paisa invest karna ho ga forex aik acha busiens hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                      jab ham aik hi dim main ameer hony ky lalch main is main emotional ho kr jald bazi main kam karty hain to hamy loss ho jata hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota hamy best knowledge hasil kar ky is maim kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                        Dear friends, mere khayal men trading k doran mistake iss lie zyada hoti hen ye to zyada experience na hone ki waja or zyada tezi ki waja or jald bazi ki waja sab se bari waja ho sakti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                          bhai jan jab tak ham jazbaat ko emotions ko lalach ko apne andar se nikal ke bahar nahi phenk den ge tab tak hamari success nahi mil sake gi ham ko forex me trading ke doran kabhi bhi lalach or emotions ko bech me apne uper haavi na hone den kiun ke us ki waja se he aik acha trader loss ka shikar banta hai or nuksan uthata hai .
                          • #14 Collapse

                            Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                            G bilkul ap ne drust farmaya hai zyada ghaltian emotions ki waja se hoti hain lekin ek knowledge ka na hona ya experience ki kami b loss ki ek Bari waja hai. Hamen in tmam chezon ko control karna ho ga tab ja Kar he ham profit kama saktay hain. Lehaza experience hasil Karen aur emotions ko control karen ta k ap kamyab trader ban saken...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kis wajha se zayada mistakes hoti hain trading k doran ?

                              Bhai jaan mistakes hamare Jo hote hain WO jaldbazi main hote hain trading ke dauran WO isiliye hote hain k ham lalach karte hain agar ham lalach Nhy karenge to ham ladbazi Nhy karenge aur ham mistakes bhy Nhy karenge aur hamara loss bhy Nhy hoga thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X