Some indicator are helpfull and some are not

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Some indicator are helpfull and some are not
    Dear traders mt4 pe bht sary indicator hoty haen Un mein se sary hi achy ni haen jo ap ki bht achi help kr sakaen Un mein se kuch achy indicator hoty haen jaisa k RSI, moving average, Bollinger band etc en se agr ziada ni tu thori bht help zrur milti ha but kuch indicators pe mein ne Kam Kiya ha Un mein time zaya krny Wali bt ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Some indicator are helpfull and some are not

    G han dear ap nay achi bat ki hay, kuch nidicators hamari trading main bahut help kartay hain aur woh jis taraf market ki movement ko predict kartay hain, market usi janeb jati hay aur es say market ko analyse karna asan ho jata hay aur achi trades open ki ja sakti hain but kuch indicators useless hotay hain aur woh market ki movement ko sahi tarah predict nai kar saktay.
    • #3 Collapse

      Re: Some indicator are helpfull and some are not

      Ji bilkul hamare liye coach indicator bahut hi helpful hai jinko istemal karne se Ham market ko bahut hi acchi tarah Se analyse kar sakte hain aur kuch indicators ka koi fayda nahi hai aur unse hamein acche results nahi milte Hain hamein kisi bhi indicator ko use karte hue uske istemal ka pata hona chahie aur hamein uski market price ki mutabik value ka bhi pata hona chahie tab hai hum indicator ko use kar ke unse fayda utha sakte hain
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Some indicator are helpfull and some are not

        salam g bul kul kuch indicator helpful hoty hein aur kuch nahi indicator mean ishara jasy motor cycle ka ya pher mukhtalif ghariyon ka ishara hota hai in ko hm indicator bolty hein isi tarha currency ka b indicator hota hai mean k is my hamy bataya jata hai k ab agy ye ho sakta hai per ye sirf ishara deta hai 100 percent nahi batata
        • #5 Collapse

          Re: Some indicator are helpfull and some are not

          Ji forex trading aik bht acha business hy is main market ko watch kerne k lie bht se log indicators ko use kertay hain some time indicators humain market ki sahi direction btatay hain or some time sahi direction nai btatay is lie indicators per 100 '/. aitbaar nai kerna chahiye sirf market ko analys kerna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Some indicator are helpfull and some are not

            Dear evevery indicator is helpful in its own way but it depends upon ke aap is ko kis tarah se use ker rahy hy. Aap ki compatibitlity kis tool ke sath achi hy is sy hi aap zyada sy zyada benifit lene ki koshish karen aur doosron ko bhi guide karen.
            • #7 Collapse

              Re: Some indicator are helpfull and some are not

              G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein indicators bhi sath dete hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein arn kar skate hain forex indicators helpful hain aur hum is mein kam kar k hi is mein earn kar skate hain aur apko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain forex mein apko zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein acha bonus hasil kar skate hain aur apko apne exprinces se hi trade lagane chahye na k indicators k sahare
              • #8 Collapse

                Re: Some indicator are helpfull and some are not

                indicators muktalif iqsam ky hoty hain hamy in ko apny experience ky mutabik use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum forex mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Some indicator are helpfull and some are not

                  forex aik online business hain is main indicator ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy in ko achy sy learn kar zada profit walay indicators ko use karna chahey pher hi ham acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai dunya ky bary bary mumalik main tezi sy phel raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Some indicator are helpfull and some are not

                    forex aik international business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik samil hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Some indicator are helpfull and some are not

                      kuchc indicators py pure tarha sy itbar nahi kiya jata hamy acha knowledge or experience haisal kar ky indicators ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha buisness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X