trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han
    Forex trading business mein emotional trading se bhi buht ziada loss hota hy aur emotional trading hum tab kartay han jab hum ko loss hota hy tu hum emotional ho kar aik aur trade ziada lot size se open kartay han js se loss aur ziada hota hy aur account wash ho jata hy aur emotions ko hum khud hi control kar saktay han is ko control karne ka aur koi tareeka nhi hy bas trading ki learning knewledge aur experience hasil karain tu hi emotions ko bhi control kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

    Forex trading me emotion ko control Krna koi asan Kam bhai hai lkn Na mumkin bhi nai hai is lye hamen ager forex trading men kamyab ho sakta hain
    • #3 Collapse

      Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

      trading m hm apnae emotion ko control is trah kr skty han kae hm apni koi b trade krnae sae phly ek planing krn o stratgy bna kr kam krn is trah mind ko pka kr laen kae beshakl loss ho jae is stragy pr pora utrna h aisi trah ap emotion ko control kr kae planning kae sath kam kr skty ho agr ap asa ni krty ho tu ap ko emotion ki wja sae loss ho skta a or apko emotion m a kr profit los m ja skta a
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

        Trading mein emotions ko control karna koi asan kaam nahi hai ye practice se hota hai AP ka knowledge ho then AP ki jitni practice ho gi utna AP ko khud pe confidence aur emotions pe control ho ga
        • #5 Collapse

          Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

          ap ko time k sath sath learn karna parta hai k apne emotions ko kese control kiya jay ku k ek hi din me ap apne emotions ko control nahi kar sakte so ap ko emotions control karne k liye learning karni chahiye k ap kese apne emotions ko control kar sakte hain ku k jub tak ap emotions ko control nahi karo gey tub tak ap forex me successful nahi ho sakte.
          • #6 Collapse

            Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

            Forex trading business mein hum apne emotions ko control kar k trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han aur apne emotions ko control karne k liye khud hi koshish karni cahaiye emotions ko control kar k trading se acha profit earn kar saktay han aur agr emotional trading karain gay tu is se loss hi hota hy
            • #7 Collapse

              Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

              dear forex trading main ham apnay emotions ko controls krnay ka bahut he asaan tareeka hay k ham forex main say total shortcut say avoid karain ham u wakt tak koi trade na lain jub tak hamara system hamain is cheez ki allow na karay q k jub ham kisi knowledge k teht kaam karaingay to ham propper take profit aur stoplose say kaam karaingay aur agar ham in say hat kr kaam karaingay to hamain emotions lalach k ilawa kuch nazar nai ayega aur ham lose say bach nai sakingay.
              • #8 Collapse

                Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

                G han bhai ap ny thk bola hai aksar aisa hei hota hai jb hmyy profit hota hai emotion main kar sochtyy hai kyu na bari trad laga kar zaida profit hasl kar liya jaiyy lyjin aksar profit ki jaga loss ho jata hai entiom ko contraol karny kyy liyee yahei socha jaiyy ek trad main aj profit ho gia boht hai abi agli lagei to loss bi ho sktaa..
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

                  Absolutely bht saray traders emotional trading kertay hain jis ki wajah se un ko loss hota hy is lie forex main profit or loss dono soorton main kabhi bhi emotional na hon sabar se kaam lain apne emotions pe control rakhain takay app loss se bach sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

                    market main agr hum emotions ko kabo kar kay kam karty hain to trade karna kafi best ho sakta hay agr to hum emotions kabo nai karty hain yani kay hum is main stress alay kar kam karty hain or market main hihg risk ko ues karny say avoid karty hain or greedyb ho kar kam karty hain to humain kam karny mainkafi risk ho sakta hay may possibke humain loss ho jaye
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

                      emotional log kabe be forex mai kamyab nahi ho sakty hamy acha knowledge hasial kar ky emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hujm is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein hum emotions ko kis traha control kar saktay han

                        forex aik online business hain hamy is mai kam karty howe apny emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning haisal kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hmay learning ko best bana kar forex mai kam karna chahey forex aik international or legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X