Success is for which person? Lucky Or hardworking people? Success never comes without

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    success humesha us insaan ko milti hai jo mehnat karta hai or jo luck humesh luck k pechy bhagty hain un ko kuch nai milta agar kuch hasil karna hai to hard work zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      assalam.o.alaikum....dear brother ye bath bilkul thek hai phaley ap mehnat karo gey phr hi ap ko kuch milyae ga baghair mehnat k bandey ko kuch b nae mail saktha is lliye bnadey ko aik axha succesfull person ban ney k liye mehnat karni chaye
      .
      • #138 Collapse

        Yes it is very good foryou to always engage your self on hard work so that you can be able to havegood success and prosper from one level to the other so it is good to be very focus at all times
        • #139 Collapse

          mre bhai succesful hona koi mamoli baat nahi hai . har koi yaha par succesful hoskta hai . hum os waqt forex me suucesful hosakta hai jabn hamare pass poora trading knowldge ho aur hum ne forex keliye mehnat kiya ho
          • #140 Collapse

            zahari si bat hai ager hum mehnat karen gye or time se trading karen gye jo apna daily ka kam ho ga us k hisab se apni zimadari dekhin gye to phir humein forex market mein kamiyab hone se koi nai rako sakta mushkil raston per chal kar he insan kamiyabi ki siriyon per charhta hai or kamiyabi hasil karta hai
            • #141 Collapse

              hard working aur expeienced persons k liye ye vbahut acha haia aur iski waja sey kae logon ko faida bhi ho raha hai jo k hard work kartey hain.
              • #142 Collapse

                jhan tk luck ka talq hi forex main luck hr waqt ap ky sath nhin dy ga trading main long term success ky lye zrori hi keh apni strategy bnain aur hardwork krain markete ko beteer understand krain then benefit ho skta hi
                • #143 Collapse

                  aslam o alaikum dear meray kheyal mein success usi kay paoun chumti hay jo lucky b ho or hardworking b kio k jahan tak mjhe pata hai koi b kam ek cheez say nhe hota har kam karnay k lia apko mehnat or dusra lucky honay ki zrurt hoti hai
                  • #144 Collapse

                    ji han bhai jaan bikul sahi kaha hai apnay , Luck sirf apnay luck ki waja se hi trading ker kay profit hasil ker pata hai jab kay ak hard working trader apnay business ma sakht mehnat se achi trading ker kay lazmi profit hasil kr skta hai ose luck ki zarorat nahi hto hai
                    • #145 Collapse

                      ju bh yhaah per experince rrkahta hia ya yaha per harfd work ekrta hia wo yaha per bhtu acha earn bh ker leeta hai is leey yaah per achi traha se kaam kiya kerne.,
                      • #146 Collapse

                        it is undeniable that sometimes emotions are also influenced by factors outside ourselves that we can not control, so there needs to exercise to really control our emotions when our feeling that these emotions might make us lose in an attempt to gain profit consistent.
                        • #147 Collapse

                          i am agree with you k forex main agar aap success hasil karna chahiye to ap ko is main buhat ziada hard work karna hota hai or is market k baray main information rakhni hoti ahi is say aap ko loss nai hota hai
                          • #148 Collapse

                            ye bat to haqeeqat he k success hardworking krne k sath aati he agr aap ko kahin se kamyabi acanak samne aati dikhai deti he to wo sirf kuch time k lye hoti he ya phr aarzi hoti he. mustaqil mizagi be kamyaab hone ki aak aadat he.
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                              Success never comes without hard work. If it comes without hard work then it becomes temporary. Luck works for hardworking people. Except bad luck or extremely lucky person it is unchanged.
                              kamyaabi hamesha un traders ko naseeb hoti hai jo bahut zyada hard work karty hain jab k woh traders jo tyar chez mangny k aadi hoti hain jaisy k EA ya signals tu woh waqti tor per kamyaab ho jaty hain lekin in long run woh kamyaab nahi hoty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Dear is business me success hmen tb hi hasil hoti ha jb hm is business me mehnat se kam karty hain success kabhi bhi lucky person se hasil nahi ho sakti ha isi liye hmen chahye k hm is business me mehnat se kam kareen ta k achi earning kar k success ho sakyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X