Zayada indicators use na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zayada indicators use na karain
    Dear friends, kuch traders bahut zyada insidacotors use kartay hain aur es waja say un ka chart bahut zayada complicates ho jata hay aur woh sahi tarah analysis nai kar patay aur un ko trading main loss ata hay, esleay main yah kehna chahta hon kah hamain zayada indicators use nai karnay chaheay, es say hamara chart simple rahay ga aur ham achi tarah market ko analyze kar sakain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zayada indicators use na karain

    Indicater market my counfuse kr dyty hy is liya ham ko indicatwr pr bharosa nai krna chiya hamy khod sahi trha sy kam krna choya indicater hamy galat baty hy ins sy ham galata trading kr sgty hy is liya in pr ham ko nai rehna chiya ya bhot galat move krwaty hy our loss krwaty hy ham ko
    • #3 Collapse

      Re: Zayada indicators use na karain

      Hamen chahye ke hamen sirf wo indicater istamal krne chahye Jo ke Sahi Sahi market ko jage kr skte hain ager ap ziada indicator istamal krne se hamen tarde me meals aa sakta kiun ek indicater signal show krta hai or dosra ni krta to hum trade ni kr pain ge
      • #4 Collapse

        Re: Zayada indicators use na karain

        forex trading business mein hum analysis karne aur chart ko samjhne k liye indicator ka use kartay han hum ko apne chart mein wo hi indicator ko use karna cahaiye js ko hum samjh saktay han kiok indicator se confusion hi banti hy aur achy analysis nhi kar saktay
        • #5 Collapse

          Re: Zayada indicators use na karain

          Dear aapki baat theek hai jo log ziada indicator use krty hein phr woh apny chart se market ki position ko nai samjh sakty kionkeh unka chart ziada indicator ki waja se mushkil ho jata hai is liye sirf aik indicator use krein tah k market ki movement ko easily samjh sakein mery khayal mein RSI indicator best hai.
          • #6 Collapse

            Re: Zayada indicators use na karain

            G han bhai ap ny thk bola hai zaida indicators use karnyy syy bi confused sa ho jata hai apny mind syy markeet ko smjhyy kabi kabi indicators ko use kar lyy lykin boht zaida na krenn markeet ko hud tajzeeyaa karenn khud markeet ko smjhyy gyy to ya fida ho ga next trad main markeet ko our easyy smjh skyy gyy loss our profit business ka hisaa hai ous ki parwaa ni karni chiyee apna knowladge increase karna chiyee..
            • #7 Collapse

              Re: Zayada indicators use na karain

              Well no doubt that indicators are very important to learn about Forex trading chart and analysis as indicators helps us to make and keep our chart simple and easier to understand the chart use of indicator is a reliable option but frequent use of indicators makes our chart complicated and some times leads us towards the wrong direction and let us be a looser in the market of Forex trading. So in my opinion use of indicator in Forex trading is ok but frequent use of it is not a reliable option and can destroy your trading carrier and can case of wash your account due to a huge loss which is not recoverable.
              • #8 Collapse

                Re: Zayada indicators use na karain

                App ne bilkul sahi kaha hy forex main indicators ko bht log use kertay hain some time indicators bht usefull hotay hain or some time indicators dokha bhi dy jatay hain is lie humain indicators bht ziada use nai kernay chahiye balkay apni learning per hi focus kerna chahiye takay app ko apni ki gai trading per mukamal aitbaar ho 3
                • #9 Collapse

                  Re: Zayada indicators use na karain

                  Agar ap is mein indicators ko ismtail karte hain to apko is mein zada mehnat karni aur is mein zada indicatiors ko ismtail nahui karna chahye aur is mein apne exprinces par kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain pher ja kar ap is mein earn kar skate hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zayada indicators use na karain

                    g han ap ko chahiye k ap zayada indicators ka use na kare balke apne experience se trading kiya kare or kisi senior ki help le kar trading kiya kare ku k jub tak ap apne experience ko use nahi karo gey tub tak ap ka experience increase nahi ho sakta so apna experience increase kare or jitna zayada ho sake forex ko learn kare ta k ap bi achi se achi earning kar sake.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Zayada indicators use na karain

                      G bilkul ham jitne indicators use karain ge hmain utna zeyada masle ka samna ho ga kyon ke ham confuse ho jayen ge agar ham 2 ya max 3 indicators use karain to analysis bhi ho Jaye ga aur asani bhi ho gi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X