Market main investment karna say pehlay janana zaroori

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market main investment karna say pehlay janana zaroori
    Aap jab bhi forex markaet main investment karain to pehlay aap ko us main honay wali trading ka andaza hona zaroori hay aap jab Tak achi tarah seekh Kar trading nhee kartay aapki faida nhee ho sakta iskalia aapko market main pips ki movements ko lazmi daikhna ho ga k unmain Kia trend chal raha hay agar aap indicators ko daikhay bigair hi investment karain gay to nuksaan honay ka andasha ho ga aap hamaisa apnay emotions ko qaboo rakhain aour concentration say kaam Karin seniors ki advice lain aour apna time full devotion say istamaal karain thanks lazmi karain q k aapko bhi tab hi milay ga
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

    G dear apki bat sahi hai hamen forex main invest karne se pehle market ko achi tarh learn karna chahiye acha knowledge hasil karna chahiye ta k jab ham trading karen to hamen is bat ka ehsas ho k ham is pe kese earn kar sakte hain is lye sab se pehle learn karen phr invest karen
    • #3 Collapse

      Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

      Investmint ham ko krninhinnai chiya hamy chiya ham is bunass hi bna bna kakm kia kry kio k ham agr apni investmint krty hybto loss ho jata hy phr bhot msla bnata hynprnham is kam my agr ham bunass pr kam.kry tonphr ham.ko isnkam kanbhot zeada faida ho jata hy ham is kam sy bhot zeada kama lyty hy our is my ham earningbkr lyty hy
      • #4 Collapse

        Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

        i agree with you, forex market main invest krny sy pehly market ko achi trha smjh lena boht zaruri hy agr hum aesa nai krty to humain kbhi b kamyabi nai mily gi or hamesha nuksan hi ho ga. trading sy pehly market ka trend smjh lain phir invest krain is sy hum loss sy bach skty hain..........
        • #5 Collapse

          Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

          Gee aap nay drust kaha hay plz aap log is baat ko bhi samajhain k aapko thank ki bhi aik rating hay Jo aap kisi ko daitay Hain to phir aapko usi munasbat say milti bhi hay
             
          • #6 Collapse

            Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

            Aap logon ki qeemti aara say andaza ho raha hay k forex ki dunya main zabardast qisam k log kaam Kar rahay Hain
             
            • #7 Collapse

              Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

              salam g bel kul market my invest krny sy is ko janana bohat zaroori hi k ye business kasa hai is my mujhy invest krna acha hai ya nahi is my mera invest krna chahi b hai k nahi is my faida b ho ga k nahi insb bata ka janana boht zaroori hi ye hamy hae business ko krnyu sy pehly janana bohat zaroori hai ye b jany k ap is business ko kr b paen gy yak nahi
              • #8 Collapse

                Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                jo beginners trader hain un ko chahiye k wo bonus se hi trading kare ku k jub tak ap bonus se trading karte hon tub tak ap tension free rehte hon k agar loss bi ho gya to koi bat nahi so is tarah se ap forex ko ache se learn kar sakte hon or agar ap real investment karna chahte hon to ap ka forex me expert hona bohat zaroori hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                  G bilkul ap ki bat heek hay k forex business konjoin karne se pehly se bobt zarori hay k hum achi tarha is business ko seekhain aur proper learning kare hamesha koi bhi trade open karne se pehly market trend ko lazmi watch kare aur us k bad hi trade open kare agar hum trading rules ko follow karte huwe trades nai karte toubhum is business nain kabhi success hasil nai sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                    Yahi baat hay kay capital ho account mei but trading ki samjah na ho then paisa waste karnay wali baat hay esliye sab traders ko chahiye kay hamesha achi mehnat karain apni earning ko barhainay kay liye forex ko achi tarah sekhen trading ki samjah kay bagair money investment karna loss kar dena he hota hay esliye hamay achi mehnat ki bohat zaroorat hoti hay kay trading ko sekh liya jay phir money invest ki jay.
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                      Agar apke pass is mein invesment nahi hain to humko is mein ihtiyt se kam karna chaye aur humo is mein zada mehnat karni chaye pher ja kar ap is mein earn kar skte hain is mein zada investing karna chahye aur is mein apke pass zada tajrba hona chahye pher ja kar ap is mein success hasil kar sakte hain aur humko is mein zada mehnat karni chaye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                        g haan ap sahi kah rhy ha market ma investigment sa pehla ap ko forex ka bara ma experience hona lzami ha jo ap o demo account par pratice karna sa milta ha aur ap ko is par investigment karna sa pehla ya be taak la ka trend kon sa chal rahya ha aur is ka mutabik invest karya is sa ap ko faida ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                          g han bhai ap thk kh rhy ho bht sae log hoty han jo bs direct invest krty han or trade start kr ty han unko hmesha loss hota ha ap jab b trade kro ya krnae lgo tu apko is bt hka kyal rkhna lzmi h akae ap forex pr phly practice kr rhy ho phir koi trade kr rhy ho agr ap practice kae bad trade kro gy tu apko market ki smj ho gy or ap axe trade kr skty ho lknb agr ap practice kae bgair kam krty ho tu apko loss ho skta a
                           
                          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                          Please visit my trading journal from here
                          • #14 Collapse

                            Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                            G dear ap ki bat thk ha but chon k hm maximum doller mein investment krty haen tu wo tu koi masla ni ha Un se ap hr pair mein trade kr sakty ha. Haan jb hm trade lagaen tu ap ne jo points bataye haen wo achy points ha Un ko mad e nazar rakhty howy trade lagani chaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market main investment karna say pehlay janana zaroori

                              Bilkul jab b hum tread ya investment karta hein tu humay chyia kay hum phly market ko ko analysis kar len or agar humara pass tread ka acha knowledge nahi hay acha experience nahi hay tu humay chyia kay hum phly experience gain kar len then investment kran nahi tu humay bhoat loss ho sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X