ye kysy pata chalta hy ky hum ny is post ka reply kr dia hy is ko dobara nahi krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear ap jb b kisi thread mai poochay gye sawal ka jawab post krtay hai to ap us post ka reply kr detay hai or ap apnay realy ko post honay k bad bad usi time dekh sktay hai k apnay kiya post kiya hai thread mai poochay gye sawal ka.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bhai jan mera ap sub seniors sy ye sawal ye hy ky hamen ye kysy pata chalta hy ky hum ny is post ka reply kr dia hy is liy ab is ko dobara reply nahi krna mujhy please batean mujhy is bary men nahi pata chakl raha
       
      • #78 Collapse

        jis posts ko ham log kar chuky hoty hain us posts par green color ka arrow aa jata hai jis sy ham ko pata chalta hai keh ham ny ya kisi or ny is posts par reply kar deya hai is ley jis posts par green arrow ay us posts par kabhi bhe reply nah kary ap ko loss bhe ho
           
        • #79 Collapse

          jis posts ko ham log kar chuky hoty hain us posts par green color ka arrow aa jata hai jis sy ham ko pata chalta hai keh ham ny ya kisi or ny is posts par reply kar deya hai is ley jis posts par green arrow ay us posts par kabhi bhe reply nah kary ap ko loss bhe ho sakt
           
          • #80 Collapse

            well my dear friend, aap ko iss baray mein pareshan honay ki zarurat nahi hai kyun kay ye tou bohat simple hai, aap jiss section mein bhi apnay comments post kartay hain uss thread ki heading kay saath jo envelop(lifafa) ka icon bana hota hai uss mein aik green colour ka cirlce jiss mein white colour ka arrow ban jata hai wo ye show karta hai kay aap nay uss thread mein apna comment post kar dia hai...
            • #81 Collapse

              without experience, it is difficult for us to be able to trade well, because of the experience that we can evaluate and correct our mistakes earlier, so that a consistent profit actually we can get.
               
              • #82 Collapse

                forum mein post reply krte hien us ka pta chlta he ju reply kr chky hote hein un per eik alamat teer ke nishan ke a jate he tu pta chlta he yeh posts reply kr chuke hein aur yeh posts reply nhe ke hein tu es trah apne posts reply krte rhte hein
                • #83 Collapse

                  gee dear ap post karty ho to apko question read kar k b samaj ajye ga k ap is ka reply de chuky ho me to aysy h note karti hun questions se maloom ho jata hai.
                  • #84 Collapse

                    bhai jis thread ka ham jawab day chukay hongay us thread kay agay green color ka mark ajae ga wo mark is hi chez ko indicate karta hai kay apnay is thread per replay kardia hai and ek baat or batata chalun kay ek thread par tab tak doosra replay nahe karna chahiye jab tak koi apse wahan sawal na kary.
                    • #85 Collapse

                      asslam-o-alikum jab ap kisi post ka reply kar dete hain aur dobara main disscusion main jaty hain tu jis post ka ap ny reply kiya tha us par green arrow hota hai post k icon k sath us sy apko pata chal jaye ga k ap phele hi us post ka reply kar chuky hain
                      • #86 Collapse

                        my dear, jo red color ka message box bana howa hai yani k jahan se hum post open karte hen agar os box k upar right bottom men greed color ka aarow nazar aa raha ho to samjhen is post ka hum ny reply nhi karna is ka reply ho gaya hai agar hum is post ko dobara reply karen gay to wo reject ho sakta hai
                        • #87 Collapse

                          forex main jab hum ksi post ka rply krty hn to is pay ak green sa arrow ban jata hy is ka matlb ye hota hy k hum ne post ka rply kr dia hy posting krty waqat questions ko follow krna chahye. aur copy paste bhi nai krna chahye.
                          • #88 Collapse

                            ye aise pata chalta ha k jab ap new question ma jaty ho yani k question k page pa jaty ho to jis question ka ap ne reply kiya hota ha us ka ap ko us question k oper green color ka minus hota ha us sy pata chalta ha k ap ne us ka ans kar diya ha.
                            • #89 Collapse

                              g han g forex main hum ko bhut kuch saiknu ko miltu ahisn ishum ko bhjut zaid emahnauteknu hotu hasn isvery goodbuyssien shaisn is ain hum k eaningahhasaklhotuahgiasjnsh is amin hum ko bhut kluch saiknu ko miltu haisn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Frnd hum ne go post kari he or phr se wo post kardi to ye to hamari gulti he lakin gub hum post karte he post ke green clur ka eru agata he gis se hame pta chalta he ke hum ne post kardi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X