forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main loss ki waja 80% jald bazi hai
    dear friends main apna 6 sal ka expereince share kar rhaa hun mujhy jab bhi kabhi loss hoa hai jald bazi ki wja say hoa hai is leay ap ko ye advise day raha hun k jab bhi forex markeet main kam karin proper rules k sath karin koi bhi jaldi bazi na karin aksar ziada loss jald bazi ki waja say hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

    Aslam o alikoum dear aap nay bikul hei teak kaha hai kay Forex trading main aap ko hamaishan market ka analysis kr kay trading krni chahaiy jo log trading open krnay main jaldi krty hain too wo hamaishan loss main chalty jaty hain
    • #3 Collapse

      Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

      g dost ess bat main ap say 100 prcent agree hun ofrex main new genration jab enter hoti hai osy pta he nahi hota hai forex makret key behave karti hai es leay wo jaldi main aker tuky say trade open kar dety hain jiss sy unhain loss ho jata hai essi leay ju forex main 90 % log loss karty hain es lea hmain jald bazi say avoid karna chahea.
      • #4 Collapse

        Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

        ap theak khe rahe han jab be hum as me trade ko jald bazi me karte han to askar os se hum ko loss hota hye ye bussines soch smaj kr and acha earn krne ka bussines hye agr hum as me apne mehnt nai karan ge to as se acha fayda kabi be hum nahi le sakte han agr hum forex ko dekhte han as me kabi be lalch nahi chalte hye as me surf and surf mehant and sabar kam ata hye
        • #5 Collapse

          Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

          Kia bi business ho Ap jald bazi kre gy to Ap ko loss hi ho ga is liye behtar Yehi hai k app soch samjh kr trade kre forex men jald bazi bilkul krni hi ni chayie Kyun k 80% log loss kr jate hai
          • #6 Collapse

            Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

            G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex trading main loss hony ki sub sy bari wajah apki jaldbazi hoti hai q k kae martba market loss my ja rahi hoti to to hamry mambar account wash hony k dar sy jaldbazi my tread close kar dety hain aur jis ki wajah sy unhy loss utna par jata hai es ly dosto hamesahn aram aur sakun sy kam ly aur jaldbazi na kary to apka loss nahi hoga
            • #7 Collapse

              Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

              yes aap ne sahi kaha k ziada tar losses jald baazi ki waja se hote hain is liye forex ko learn karne k saath saath apne motion ko control karna chaye aor demo pe account bana kar us pe khoob practice kare is tarah ham achi trading kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                Dear apki bat bilkul theak ha forex trading mn ziada tr logon ko loss jald bazi ki waja sa he hota ha jo log market ki movement ko read kiay baghair jald profit k chakr mn trade lga detay hn aisay log bahot jald loss k sath sath apna account bhi wash krwa detay
                • #9 Collapse

                  Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                  ji haan Sara garam Pakistan Forex rate Karte Hain To Jab Hamen loss hota hai Tu Hamari hai galti ki vajah se hota hai Kyunki Humne trade closs karne se pahle bahut jald Baji Ki Hui hoti hai aur aur ham jaldbazi Nahin Karte to Hamein profit bhi ho sakta tha isiliye Hamein jaldbazi Mein trade nahi Katni chahi thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                    G boss main ap ki baat mantaa hon ap ne bhot acha point pakraa hai insan hameshaa jald bazi ki waja se maar khata hai chaye wo trading ho yaa koi or field ho trading main ham.jald bazi kesy karty hain aisa hota hai key agar hamari ek trade loss man chali gai hai to ham jaldy se dosri trade lagaa kar us ko recover karny ki koshish karin gy to wo trade bhi loss man chali jaye ge is liye ham loss kar jaty hain agar ham araam araam se kam karjn or hoslaa rakhin jab ek trade loss man chali gai hai to ap us ko agli trade lagany man kam az kam 1 hour ka gape dein taa key market ki movemnt dekhi jaa saky
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                      g han esa hi hai k jin logo ko forex me loss hota hai agar us ka reason dekha jay to reason jalad bazi hi nikalta hai so agar ap apna loss control karna chahte hain or achi se achi earning karna chahte hain to ap ko chahiye k ap forex me jald bazi se nahi balke sabar se kam lain ta k ap loss se bi bach seke or ap ko achi se achi earning bi ho sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                        Forex trading aik aesa business hay jis main har step humain kafi soch samjh kar uthana parta hay aur sabar se kam lena parta hay agar hum.kisi bhi kisam ki jald bazi karte hain tou humain big loss ka samna karna par sakta hay aur zada tar trader pani jald bazi ki wajha se hi loss karte hain aur kabhi ache trader nai ban pate
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                          yes ,dear apki baat main bara dam hay apnay experience wali baat share ki hay jub tak ham forex markeet main wait krtay hain tab tak hamain earning bhi achi milty hay aur hamain lose bhi bahut ka hota hay aur jub ham apnay apko master of forex samjhnay lagtay hain tab hamko markeet main enter honay ki bahut jaldi parr jati hay is liye yeh baat sabit hay k forex main lose ka sab say aik aeham nukta yeh bhi hay k is main jald baazi say lose mumkin hota hay is say avoid zabardast knowledge hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                            dear friends main apna 6 sal ka expereince share kar rhaa hun mujhy jab bhi kabhi loss hoa hai jald bazi ki wja say hoa hai is leay ap ko ye advise day raha hun k jab bhi forex markeet main kam karin proper rules k sath karin koi bhi jaldi bazi na karin aksar ziada loss jald bazi ki waja say hota hai.
                            Forex trading mein traders ke on successful hone ki vajah jaldbazi bhi hai aur Iske alava lack of knowledge bhi Forex trading Mein loss ki ek bahut badi vajah hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main loss ki waja 80% jald bazi hai

                              App ki baat bilkul durust hy ziadatar traders ko loss jaldbazi ki wajah se hota hy is lie forex trading main kabhi bhi jaldbazi na krain kiun k app jab bhi forex trading main jaldbazi krain gay to app ko loss hi ho ga is lie trading kertayhuay kabhi bhi jaldbazi nai karni chahiye warna loss k responsible ap khud hi hon gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X