opening a thread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    opening a thread
    opening a thread is a big responsibility. so i want to say that we should do it honesty and always start a useful topic, for traders can gain solution of their problems. always keep the topic about trade. not about bonus and posts mistakes and about forum rules
    Last edited by ; 07-08-2014, 05:57 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    off course hamay thread ko forex ka related open karna chye aur one day mein few thread ko open karna chye aur ap ka thread copy paste nehi hona chye aur acha knowledge ko share karna chy
    :cool::cool::cool:
    • #3 Collapse

      asslamu alaikum bhai ap theak keh rahe hai q k hame aik achi thread karni chahiye aur zyada se zyada try kare thread pe aik achay aur useful words me answer de ta k nexr person ko uske sawal ka jwab mil jaye
      • #4 Collapse

        yes dear ap jb bhi thread ko open kren ap usi thread ko open kren jo ap ko answer ata ho aur ap thread ko 2 ya 3 lines me muqamal kren aur copy write na kren loss bhi ho skta ha
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum me bhai jan ap ki is bat sey bilkul agree karta hoon aur ap bilkul sehi kah rahey hen key hum ko threads sirf bonus earn karney key liye he nahi karney chahye bal key information waley karney chahyen jis sey baqi users ko be faeda ho.
          • #6 Collapse

            g han hamain threat ko achy sy parh kar r smaj kar apny experience k mutabik jawab dena chahye r acha sy acha jawab dena chahye
            • #7 Collapse

              yes dear ap ne sahi kaha buht se threads ek hi sawal k gird ghomte hain is liye agar thred alag ho or miacha ho ga to us se doosreey traders ko sekhne ka ziada moqa milley ga but aam forex ki guftu mein forex se related ap ko buht se aam thread mil sakte hain
              • #8 Collapse

                han dear ap threads bhi kr skry hain lekin rules k teht ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr skta hai ye aik acha buiness hai si ko kisi time bhi kiajaskta hai ye aikk achabuines shai si ko kisi time bhi kiajaksta hai
                • #9 Collapse

                  Ye bat apne durast kahi he opening a thread waqei aik bari zimedari he kuwon k jab ap aik thread open karte hin to ap ya to dosron ko malomat deina chahte hin ya phir apni koei problem solve karana chahte hin ta k kisi aur ko agar same masela samne aa jaei to wo bhi es tarha se apni mushkil hal kar lei. Es lei ehtiyat ki zarorat he aur theek language ka bhi estimal karna chahye.
                  • #10 Collapse

                    Brother ap ny thek kaha. Yahan mn bh bhut sy aisy threads dekhta hon jo fazol hoty hain. Bhut sy threads tu duplicate hoty hain. Mere khyal sy jo thread bn chuki ho tu osi mn post karna chaiye. Na k duplicate thread create ki jaye.
                    • #11 Collapse

                      Dosto thread posting waqai aik aisi mehnat hai jo apka experience bhi show krti hai is sy hum doaro ki mehnat aor experience ka faida bhi utha skty hen jis sy humen forex ko behtr smjhny aor trade ma madad milti hai aor nuqsan sy bach skty hen.
                      • #12 Collapse

                        Thread wakai ek bari responsibility hai sb ko aise thread open krny chaye jisko parh kr logon ki knowledge increase ho aur sb ko zyda se zyda faida pohnchy kch threads bilkul useless hoti hai jis mai discussion ki limit bhi kam hoti hai so thread is a big responsibility so achi trhan nibhain
                        • #13 Collapse

                          agar hum nay thread open karna hay to humay aisa thread open karna chahiey jo keh pehlay mojood nahi ho aur agar koi new baat ho to humay wohi share karni chahiey tabhi hum esmain theak say bonus lay sakty hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            kindly ju bhi memebr new threads open kerty han forex man un ku chahye k wu lazmi apna thread study kerain or aisa thread post kerain jis say dosray members ku learning hu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hamain buhat responsibility sey thread open krni chaheye, is question key bad is par hazaron posts hoti hain. Hamain pehlay forex ko study krna chaheye aur phir koi aisa useful topic choose krna chaheye, jis sey other traders ko faida puhanchey. Thread useful ho gi to traders enjoy karain gey aur mehnat sey us par postings krain gey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X