Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?
    Me members sy puchna chahta hu k sab kehty hai k over trading nahi karni chahiye lekin agar ap ko zroorat ho to b over trading nahi karni chahiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

    Over trading hamesha nuqsan hi deta hai ky jab hamain daily ka target achieve ho jaey tou hamain hasil shuda profit pehly withdraw kerwa ker save ker lena chahiay warna agar ham phir bhi trade kerty hain mean over trsding tou hamain loss bahot hi jata hai aur hamain kuch trades account wash sy bachny ka liay loss main bhi close kerni perti hain isliay over trsding tab kerain jab pehly waly profit ko withdraw kerwa lain
    • #3 Collapse

      Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

      Dear friends ap ny thk kaha hai lakin trrading ap ki zarurat nahi dakhti hai q k agar ap forex forum main over tteading krty hain to es sy apko loss ho sakhta hai q k ap ko kamyab treading krny K ly achy wakt ki achy tread ki zarurat hoti hai aur zaruri nahi k ap jb over treading kary to us wakt ap ko acha tread mily es ly over treading na ho bahtar hai
      • #4 Collapse

        Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

        Bhai over trading ka matlb ha k aik time mein ap bht sari trades na open kraen q k jb wo loss mein aen ge tu ap ka account wash kr daen ge agr ap es trha over trading krna chahaen k ap ne 3 trades li ha wo profit mein close ho chuki haen tu ap ko aur trade mil rahi ha tu ap zrur krean but ye dakhty howy k trade achi honi chaye. Es trha ki over trading ap kr sakty haen
        • #5 Collapse

          Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

          Forex trading main jab app apna target achieve ker lain to mere khyal se us k baad app ko trading nai kerni chahiye over trading loss hi deti hy lekin mere khyal se jab app ko trades ki 100'/.surity ho to over trading kerne main harjh nai hy lekin over trading tab hi kerain jab app ko apni her trade ka yaqeen ho k app ko loss nai dy gi
          • #6 Collapse

            Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

            g haan ap sahi kah rhy ha forex par hamay kabhi be over trading nai karni chayia ya ap ka lya loss ka zarya ban sakhti ha ap ko ik proper planing aur stratgy ka mutabik hi trading karni chayia aur jab be ham apni daily trading complete kar la to us ka bad be ap ko over trading nai karni chyia ku ka ya ap ko loss karwa sakhti ha aur over tradig ki mara khal ma kabhi zaroorat hi nai hoti ha
            • #7 Collapse

              Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

              Agar apke pass withdraw able money khatam ho gaya hain to apko is mein to apko is mein over trading karni chahye aur apko is mein ijhtiyt se kam karna chahye aur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain is mein apko ihtiyt se kam karna chhaye pher ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko is mein had se zada trade nahi karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

                G han ap ne sahe kaha k hamein over treading nai karne caheay agar hamein zarorat par b jae tab b hamein nai karne caheay over treading kun k over treading karne ke waja se hamein lose b ho sakta ha is leay hamein lalach nai karna caheay ta k hum lose se bach sakein hamein caheay k jab ak bar treading band kar dein to phir agar market ke movement taz b ho jae to tab b dobara treading na karein
                • #9 Collapse

                  Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

                  Usse kam karne mein help bhi mil jati hai aur competency Mil Jata Hai Jo log samajhte Hain Ki Woh expert hi logon ko chahiye kya bolu time ke liye trading Karan aur Arjun Ka Taja long term trading karne ke dohe advantages ka is nuksan hone ke chance 2018 kab hote hain kamyabi to charge kam karne ke liye in SAB cheezo ko phone karna padta hai Jitna Dena Hum logon ko phone Karenge admin karne ke chances account ko status rakhne ke chances increase Hote Jayenge Hum Sab ke yahan se
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

                    mera to yahi idea hai k ap ko chahiye k ap kabi bi over trading na kare ku k jub ap over trading karte ho to us me bohat zayada risk hota hai or agar ap apne loss ko recover karne k liye over trading kar rahe hon to bi ap bohat galat kar rahe hon ku k jis kam me risk ho wo kam beginners k liye theek nahi hota so jub tak ap forex me expert nahi ho jate ap risk na lain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

                      Nahi dear over trading bilkul bhi achi cheez nahi hai jab Bhi ham over trading karte Hain to loss ke chances buhat zeyada hote Hain kyon ke account wash hone ka khatra ho Jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

                        Menyy aj tak jitnaa azmyaa hy aur jtnaa bqi traders ko dekhaa hy over trading ki wjah sy sbny nuqsan kiaa hy aurr bht kam asa htaa hy ky faida hta hy islie ap jitna hi sky over trading sy bchen bht zyada mjburii ho tw bht safe trah sy over trading krlen lekn jitna bxh skty hain bchy over tradng sy.
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar zroorat ho to over trading kar leni chahiye?

                          G bilkul main samjhti hun k humain firex main over trading bilkul nai karni chaiay ap apna daily ka aik target rakhai aur us ko achive karne k bad ap market ko closs kar dain mazid koi trade nai karain beshak ap ko zarorat hi kiu na ho kiubk over trading humain hamesha loss deti hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X