Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?
    Agar ziyada investment baghair trading experience k ki jayee tu be ye apko kamyabi yani ache earning nahe dee sakti aor eski sub say bari waja ye hai k forex mai agar earning hoti hai tu wo sirf aor sirf experience k based par hoti hai lehaza ziyada investment kamyabi ki zamanat nahe hai balkay kamyabi ki zamanat sirf aor sirf ache experience aor skills k based par hai..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

    Zyada investment kabi bi bina experience ka na karain kiun ka forex ak asa bsuniess hai jis mai agr ap ka pass knowledge or experince nahi hai tu ap kabi bi earning nahi kr sakta is lia investment ka bara mai tab sochiya ga ka jab ap ka pass accha knowledge or experince ho agr ap wasa hi investment krta hain tu ya sab a bari bawakofi hai ka ap apna ko loos ponchana chata hain bina experince oa investment kr ka is lia pahla learning karian phr market mai investment kr ka entry lain thanks
    • #3 Collapse

      Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

      without experience ap forex me thori c bi earning nahi kar sakte so ap ko forex ka kuch na kuch experience zaroor hona chahiye or jo log thori bohat earning kar rahe hain un ko bi forex ka kuch na kuch experience zaroor hai so agar ap bi forex se earning karna chahte hain to ap ko chahiye k ap forex me jitna ho sake experience increase kare ta k ap bi earning kar sake.
      • #4 Collapse

        Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

        Bhai hmain kbhi zyda investmnt Bina experience ke kbhi bhi nai krni chahye kyunki jab tak hamara experience Nahin hoga hamari investment zaya ho jaey gi, is liye investmnt krne se pehle learning or experience Ka Hona boht zaroori he.
        • #5 Collapse

          Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

          Without experience ky investment karna boht bari baiwaqoofei hai knowladge our experience ky baigr trading ho hei ni skti hai agr mehnt karny wala huo wo without investment ky bi mehnt kar kyy eran kar skty hain kabi bi without knowledge our experience kyy investment mat krenn agr loss karwana chahty hai to phr beshk kar lyy..
          • #6 Collapse

            Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

            G han bhaibjan ap ne bilkul theek farmaya he me ap ki is bat se agree karta
            • #7 Collapse

              Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

              Ap nay bahut acha sawal kiya hy forex trading business main galti ki koi gonjaish nahi hy is liye investment karny say pahly ap kay pass experience ka hona bahut zaroori hy agr ap kay pass experience hota hy to ap acha profit earn kar sakty hyn
              • #8 Collapse

                Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                Forex trading business mein agr hum ziada investment kartay han aur knewledge aur information aur experience nhi hy tu ziada investment karne ka bhi koi faida nhi hota kiok knewledge aur experience na hone ki waja se ziada investment bhi zaya ho jati hy aur agr knewledge aur experience ho ga tu kam investment kar bhi acha profit earn kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                  Dears trader ziyda invest experince k oper ki jati hai ya money kafi ziyda ho aur enjoy kernay kliy trading ki jay pher long term trade hi best hai kyunk trading main loss kafi hoya hai agar wo hi traxe long term ho gi to loss kam ho ga wo profit main aa jay gi profit bhi ziyda ho ga experince k sath hi envestment ziyda ki jay ya apnay yrading profit say equiti ko ziyda kiya jay tab hi aisa mumkin hai lakin trading main sl and tp ko kabhi bhi ignor mat krain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                    Yaar chahy investment jitni ziada ho jb basically experience nai hoga tu ziada investment kis kaam ki hai is business mein aisy log bhi hein jo kam investment se achi earning kr lety hein yeh experienced based business hai jis mein kamyabi k liye experience ka hona lazmi hai wrna bari investment tu dob jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                      Ager ziada investment beghair experience ke ki jai to jese jese apka loss Hoga ap apne tajarbe ke qeemati ada krte chalne jain ge lkn behter yahi hai k ap money management kr k phir trade open Karen us men apke loss ke change boht hi Kam ho jain ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                        Kabhi bhi is risky business main bina study aur trading plan kay real investment karna sarasar bewakofi hi hogi. Hum bohat jald apne real money say haath dho bethaingay. Hum is forum per fully tor per apna waqt daina chahiye aur Forex ko achi tarha say seekh kar phir real money invest karnay kay sath sath profit hasil karnay ki koshish karna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                          GD year China investment Jitna jyada ho Jab basically experience Nahin Hoga Tu Jyada investment Kaam Ki Hai Is Desh Mein Hai Jo kam investment se achchi kar lete hain ya Day best business hai jis mein kamyabi ke liye experience ka hi hai aur Nahin Hota isliye investment se pahle experience lele lele aur accha profit Hasil kare
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                            G dear chy investment Jitna jyada ho Jab basically experience Nahin Hoga Tu Jyada investment Kaam Ki Hai Is Desh Mein Hai Jo kam investment se achchi kar lete hain ya Day best business hai jis mein kamyabi ke liye experience ka hi hai aur Nahin Hota isliye investment se pahle experience lele lele aur accha profit Hasil kare
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar ziyada investment baghair experience k ki jayee?

                              Simple see bat hy bro baghair experience k agar aap kisi bhi business myn invest karty hyn to aap ko loss hi hota hy is koi farq ni perta k investment kitni thee aur especially Forex trading myn to bilkul hi farq ni perta agar aap ko experience hi ni hy k trading kia hoti hy aur karty kaisy hyn to aap jitni marzi investment kar lyn aap ko nuksaan hi ho ga han agar aap ka pass experience aur Forex trading ka knowledge ho to phir bari ya choti kam ya ziada investment matter karti hy k ziada investment pe profit ziada hota hy aur kam investment pe profit kam hota hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X