mehnat karne k bad bhi loss hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat karne k bad bhi loss hona
    Agr hum forex trading business mein buht ziada mehnat kartay han aur mehnat kar k learning knewledge aur experience hasil kartay han tu is learning knewledge aur experience ka faida kuch nhi hota jab tak hum choti mistake ko cover nhi kartay in mein jald bazi se trading karna greed karna emotions ko countol karna jab tak hum in ko control nhi kartay hum mehnat kar k bhi earning nhi kar saktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

    G forex trading business mein kuch log bhht deer se kar rehen han aur mehnat bhi kar rehen han aur mehnat se learning knewledge aur experience bhi hy lakin phr bhi loss hi hota hy is ki waja ye hy k k wo trading mein greed kartay han aur emotional ho kar trading kartay han jab tak wo greed aur emotions ko control nhi karain gay tab tak kaamyaab trader nhi ban saktay
    • #3 Collapse

      Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

      G forex trading business mein agr mehnat karne k bawajood loss hota hy tu hum ko apni us mistake ko cover karna cahaiye js se loss hota hy kiok tab tak kaamyaab nhi ho saktay jab tak hum greed emotions aur jald bazi mein trading ko control nhi karain gay in ko control karna cahaiye tab hi achi earning kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

        G han bhai jb new new trading strt krtyy hai ous waqat loss hota hei hai lykin strrt strt main loss ko bardsht karna partaa hai jb new new trading kartyy hai koi na koi choti choti mistake ho jati hai jis syy loss ho jata loss syy mayooss mat ho baalkyy apni choti choti lagtiou ko control kryy learing krenn apni galtiou par our sbr rhk kar trading karty rahyy..
        • #5 Collapse

          Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

          Yes brother you are right at very initial stage when we start this Forex trading we work hard try to learn as much as we possibly can but end of the day what happens is "loss" now the point is why is it happening even after doing our best? so the thing is in the very earliest stage when we start trading we make some certain mistakes which we don't consider even some times it can be our quickness some time our curiosity some time our emotions and some time is our greed according to my point of concern these are some factors making us face loss in trading even if we work so hard.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

            Ager mehnat ke bad bhi apko forex men loss ho Raha hai to ap khud se apni ek startgy total karo or usko demo account PE practice kro phir agr us startgy PE ap kamyab there ho to phir real account PE trade open Karen wrna demo account PE practice jari ralhen
             
            • #7 Collapse

              Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

              bhia forex trading ma agra mehnat ka bad be lose hota ha tu ais ka matlab ya ha ka hamari koi 1 small mistak ke waja sa ho ha ha asi liya hum ko forex trading ma knowledge or information hona boht zaroori knowledge or information hasil kar ka froex trading karne chahya nahi tu hum ko lose ho ga
              • #8 Collapse

                Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                G bilkul bht sy logon k sath asa hota ha k wo itni mehnat karty ha is k bawajood un ko loss ho jata ha mery khyal me is ki waja koi choti si mistake bi ho sakti ha is leay humy poori twajo sy Kam karna chaye kbi jald bazi ni karni chaye warna AP ki choti si bi galti AP ki sari mehnat ko zaya KR sakti ha or AP ko loss ho sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                  Ho jata hai forex market k bary me ap kuch nahi keh sakty kabhi b kisi b tarf move kar sakti hai is liye kai dafa mehnat karny k bawjood b market hmary analysis k against chali jati hai or ap ko loss ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                    jub ap ko mehnat karne k bad bi loss ho to ap samaj jay k ap ko or mehnat ki zaroorat hai so esa karne se ap or best ho jay gey or forex ko or zaya learn kar sako gey or agar ap ne tension leni shuru kar di to ap kabi bi forex me kamyab nahi ho sakte so ap ne forex me tension nahi leni or kam karte rehna hai ta k ap successful ho sako.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                      G loss bilkul ho sakta hai kyon ke market hai agar AP senior hain AP ko knowledge hai experience hai to AP ko chahiye ke AP apni strategy again filter karain aur loss cover Kar ke profit mein convert karain
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                        Mehnat kernay kay bad bhi kuch logo ko loss ho jata hay. jis say wo kafi dis heart ho jatay hain. is liye kay un ko un ki mehna tkay zaya honay ka shak guzarta hay. lakin aisa nahi hota kay un ki mehnat zayada ho rahi hoti hay. balkay wo kuch time kay bad hi result deti hay aur acha result milta hay. ya some time trader ki mehnat ki direction wo nahi hoti jis say trader ko success honi hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                          ji haan bilkul Aisa kai baar hua hai ke ham bohat zyada mehnat Karte Hain To fir bhi Hamein loss hota hai lekin Aisa Sharif tabhi Hota Hai Jab Ham greed ka muzaihra Karte Hain leln hamy aisa bilkul bhi ni karna chahye ham trade open kary to stop loss aur take profit ke tools ko zror istmal kary
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                            Dear member ager ap mehnat krte ho or phir bhi apko loss hota hai to iska mtlb ye hargiz nahi ke apki mehnat Taiwan ja ri hai balke forex se pesa kamana itna asaan Kam nahi hai jtna hum log sakte hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat karne k bad bhi loss hona

                              Ap sir postig karne mein mehnat to karte hain lekin jab ap trade lagate hain to ap market ko achi tarah se analysis nahi karte hain aur apki sari mehnat poar pani pher jata hain apko kosihsh karni chhaye har trade ko open karne se pehle market ko check kar k i trade open kare pher ja kar ap is mein zada loss se bach sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X