Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?
    G bilkul aisa be hota hai k indicators ghalat sabit hojatay hai es leye aksar expert fully dependent nahe hotay kesi be indicators par q k onko ye pata hota hai k indicators say help tu lee jaa sakte hai lekan fully dependent rehna teek nahe so apko be maira yahe mashwara hai k agar ap indicator ka isteemal kartay ho tu buhot he ache baat hai lekan es par full depend mat karay...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

    G forex trading business mein hum indicator se help tu lain saktay han lakin indicator par hum ko depend nhi karna cahaiye kiok indicator bhi market ki movement k sath hi move kartay han aur ziada indicator market ki next movement ko nhi bata saktay is liye analysis k liye indicator se help lain saktay han lakin depend nhi karna cahaiye
    • #3 Collapse

      Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

      G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein zada mehnat karni chaye aur humko is mein indicators ismail nahi karna chahe aur is mein humko ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam kar na chahye indicators aksar ghalat ho jate hain aur sahe nahi batate hain is mein apko ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain
      • #4 Collapse

        Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

        Ji Bhai aapne theek kaha hai kabhi kabhi indicator Bhi bhi ghlat sabit ho jate Hain lekin agar Hum group discussion ke sath trading karte rahe Tu is Tera hamari mistake kaam ho sakti hain.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

          G han bhai indicatre Bi gakt sabitt ho jatyy hai jb bi markeet open kartyy hai ap indicators ko dehktyy hai lykinn indicators sy pata chalta hai ky markeet edr ja sktii hai lykinn 100 perstan markeet indicators ky mutbeeq ni jatii indicators ka istmal bi krenn our apny mindss our experience ka istaml bi krenn sirf indicators ka istamal mat krenn..
          • #6 Collapse

            Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

            G bilkul thk kaha ha ap ne hm Indicators sirf aur sir apni thori bht help k lye apny chart pe lagaty haen hamaen indicates k ilawa bhi bht Sara kaam krna perhta ha hm fully dependent ni kr sakty indicators pe. Agr indicators hamary analysis k haq mein hn tb hi hm trade lagaty haen sirf indicator ko dakh k trade lagana thk ni hota
            • #7 Collapse

              Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

              Yes brother you are absolutely right that some times indicators proves wrong as well. So in my opinion if you are using indicators while trading in Forex its a good thing but use them just to get help or as a help don't ever rely or depend on them permanently as most of the time signals are not strong, some time seems good but week actually and mostly are fake so you have to analysis the signals before using as if the signals will be fake or week your account may be washed due to loss and wouldn't be recoverable.
              • #8 Collapse

                Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

                Indicater uam.m bhot zeada nuksan dyty hy hamy chiya k ham.indicatwr pr bharosa na kry ham kahi synhhit zeada leening kry our ham apni trading khod kry taky ham sahi trha sy ham kam.kr sgy agr ham kam esy hi kryy hy mtlb k ham indicater pr rehty hy to phr hamy loss ro hona hi hy indicatwr kbhi bhi ham ko prodit nai dilwa sgta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

                  forex mai indicators be galat ho jaty hain is liye hamy apny experience ky mutabik kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex business ko hum apna life time career be bana sakty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

                    forex trading kay liye indicators koe boht zayada accurate nahi hain kay yeah hamesha hi sahi aur paki etnry den gay jis say 100 percent profit ho ga. is main bhi kabi kabi ghalat entry ho jati hay aur us say account ko loss ho jata hay. aur kabi kabi yeahi indicator boht profit bhi detay hain. is liye kuch apnay ap bhi bhi bharosa kerna hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

                      forex aik bohat bara business hain hamy indicators ko use kar ky mahent sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators be aksar ghalt sabit hojatay hai?

                        hamy indicators ko use kar ky market mai capital invest karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hauin

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X