Forex ki malumat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki malumat
    kisi member ko agar PIP se related information ha to share kren.Ye kesay forex trading pe asar andaz hoti ha? Senior members ko welcome kia jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki malumat

    Market mein jab kisi bhi currency ki price chal rahi hoti hai to hamein use price ko dekhne aur count karne ke liye ye pip ko use karte hain
    Pip ko hum aise use karte hain hain aur ISI se Ham market ki price ko count karte Hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki malumat

      forex ka knowledge hasil karna is tarah hai jese ap ko hatho k sath hi roti khani hai so jese ap hatho k baghair roti nahi kha sakte wese hi ap forex me without knowledge kam nahi kar sakte so ap ko chahiye k ap forex ka zayada se zayada knowledge hasil kare or zayada se zayada forex ki practice kare ta k ap ko forex ka experience hasil ho.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki malumat

        Salam alaikum bhai jaan Forex trading mein Jab aap Kisi bhi element ko open karte hain ya uska graph open karte hain to aapko jo moment Najar Aye Rahi hoti hai aap trend Mein ya downtrend Mein Tu Hua pic uski Shakal Mein Hoti Hai means jitne pics Aap Ka Item Upar Jaega Uttara high profit Aap Ko Hoga aur jitne pips aap ke against Mein Jayega aapko apna hi nuksaan hoga

        اب آن لائن

        Working...
        X