There are three main emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    emotion kisi be kis ka keyo na ho wo ho ga kgatarnaak he ap ne es mai bach kar trading karni hai pher he ap sah se kama pae gay so take time to learn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      sahi keh rahy hay kisi bhi kisam kay emotions ki zad main any ki wja say humay market main loss ka he samna karna parta hay so humay chahiey keh forex trading main emotions ko control he rakhy
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #33 Collapse

        emotions trader ki feeling han ic man greed included ane hoti greed aik separate si chiz ha ic man ap ku loss hu ga jub k emotions pay control ap ku profit ki taraf lay ker jatti ha
        • #34 Collapse

          Trading key doran emotional ya greedy hona dangerous hota hy aur is sey aap ka earn kia howa profit bhi destroy ho jata hy. Aik successful trader kabhi bhi greed nahi karta aur always apney emotions ko control main rakhta hy. Demo account main practice sey loss key fear ko kam kia ja sakta hy aur confidence ko increase kia ja sakta hy.
          • #35 Collapse

            Main aap sey agree karta hoon lekan greed aur fear aisey do emotions hain jo everyone main paye jatey hain aur in ko control krna buhat zarori hota hy. Jo in ko control kr leta hy woh kamyabi ki janib barh jata hy lekan jo in par qabu nahi par sakta woh nakam ho jata hy. Is leye agar hum sirf in do emotions ko hi control kr lain to hamari trading kafi behtar ho sakti hy.
            • #36 Collapse

              Sab say bad emotion us main aik trader ka greed hota hai jo bhe us ko kabo ker leta hai wo forex main iak kamyaab trader ban jata hai our us ko success mil jati hai
              • #37 Collapse

                Mery bhae main app ki baat say agree hoon forex main emotions ka aik trader ki kamyaabi main boht bara role hota hai our jo bhe kamyaab hona chahtha hai us ko emotions ko kabo main ker k trade kerna ho ge pher he success milay ge
                • #38 Collapse

                  hamain kam karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam aur profit hasil ho aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur trend ko use kar k hi hum earn karein gay
                   
                  • #39 Collapse

                    g han i agree with us i main hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
                     
                    • #40 Collapse

                      ye ap ki baat theek hay greedy emotional hona ap ki trading kay lye bohat nuksan dey hay lalach emotions inn sba pey ap ka control hona chiaye ap ki bat theek hay jo inn pey control kar leta hay wo successful trade hota hay
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #41 Collapse

                        ji thk kha aap ne. lkn hmari society me ak baat ye b ha k agr hum ko koi cheez samj a jaye aur koi hum se pouche tw hum use nhi btate k shayed us ka ba bhala ho jaye tw ye b lalach hy. naseeb sbi ka apna apna hy hume chahye k hum dosron ki b help krty rhen.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Dear muje tu 2 ka pata hai aik tu lalach aur dosra over expectation ye dono he banday ko maar deti hain ap ko loss hota hai ap kahin k nhn rehte aur jaise jaise ap age chalte ho ap ka loss b bharta jata hai soo ap ko aysa nhn karna cahiye bal k ap... ko wait kar k kam karna chahiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X