Zayda khosh hona pr loos kr dana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zayda khosh hona pr loos kr dana
    Dear mai na aksar dahka hai jab kisi ko ak dafa profit hota hai tu wo atna khosh hota hai ka ya bohl jata hai ka agli trade mai loos ho sakta hai or ohr isi khushi mai jazbat mai ah kr trade ko open krta hai dobara or phr loos ka samna krna pahrta hai kiun ka jazbat mai jab wo market mai entry lata hai tu jaldbazi krta hai ka phr s profit hasil kr saka laken asa nahi ho pata kiun ka trading mai loos zayda or profit kam hai is lia profit pr atna zayada kohsh mat hon ka ap bina socha samja or analysis kia bina dobara trade open kr lain or loos ho jaya phr
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

    OLX Ke Samne humesha trading karne ke liye Hamesha Apne seniour say help lete aana chahiye Jo Main muqammal guide karti hai kya Marna Yaha par kaise kam karna hai unki Nazro Ke Hum Log kaam karte hain to disturb ke kaam ko samajhne ke liye Karenge sabse pahle Hamra chahi ki Hamare Paas Mukammal knowledge aur Yaha par learning Hona lasting hai
    • #3 Collapse

      Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

      jee han jab b treading mein ek acha profit gain karta hein tu humay bhoat zydia khuchi milti hay hum bhoat zydia excited hota hein asa mein hum kya karta hein kay hum excited ho kar jaldi say treading again open kar lata hein or market ko again analysis nahi karta hein asa mein humay kya huta hay loss hota hay ku kay market foran change ho jati hay is lyia hum jab b tread kran tu humay chyia hum acha say analysis kar len market ko.
      • #4 Collapse

        Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

        g han ap ko zayada khosh nahi hona chahiye ku k jub tak ap apne emotions ko control me rakhte hain tub tak ap tension free rehte hain or jub ap k emotions out of control ho jate hain to phir ap k liye bohat bara masla ban jata hai or wo masla loss ka hota hai k jub ap k emotions out of control ho jate hain to ap ki trade kharab hona start ho jati hai jis ki waja se ap ko bi samaj nahi lagti or loss bi ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

          Malik sahab theek kaha hay aap nay aisa hi hota hay k apnay amotions ko har har main control main rakhain aour trading per focus karain
          • #6 Collapse

            Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

            g han esi liye forex ma emotions ko enemies kaha jata hai trader profit ly ga loss ho emotional zaror hota hai ye natural fact hai or esi wajha se wo jaldbazi kar jata hai or loss ko face krna par jata hai agr hmy loss ho to hmy patience se kam lety huay usy recover krny k liye achy signals ka wait krna chahiye hai or agr profit to apna daily target achieve krny k bad ovver trading nahe krni chahiye hai loss ma convert ho skta hai profit bhi greed ki wajha se
            • #7 Collapse

              Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

              forex aik online business hain hamy is main apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main kam karna chahey his main profit milny par hamy bohat zada khosh nahi hona chahey warna ham kusi main koi be galti kar ky loss main ja sakty hain ham is part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waqasarif پيغام ديکھيے
                Malik sahab theek kaha hay aap nay aisa hi hota hay k apnay amotions ko har har main control main rakhain aour trading per focus karain
                G ha ap ny tk bt ki ha ky amoshnl ko khaho my rakhna chahey q ky ya he hm control kr laty ha to pher loss nibho ha or profits be acha he ho ga or jb be trending krty ha hm to jatny be amoshnl hoty ha oun sb ko dor krny chahey or trending or dhayan Dana chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

                  agar hum profit gain karny ky bad zada happy ho jy gy or next time jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex business pury pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

                    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hamein profit hota hai to hum bahut jyada khush ho Jate Hain par Jab loss ho jata hai to hum bahut Pareshan ho jata hai lekin Hum ke Hame Pareshan Nahin Hona chahie Jab Bhi Hamesha main profit hota hai tu hum bahut khush ho Jate Hain lekin loss hone se Hame Pareshan Nahi Hona
                    • #11 Collapse

                      Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

                      G belkul Bhai issko over confident kehtai hai aksar ham log agar aik trade profit Mai close kartay Hain to itnai over confident hojatay Hain ke apna strategy bol jatay hai aur tukai pe trade lagana start Kar daitay Hain hamai market may kabi be over confident nahe hona chaye balkai sahe tariqay tahamul ke sath trading karni chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                        Dear mai na aksar dahka hai jab kisi ko ak dafa profit hota hai tu wo atna khosh hota hai ka ya bohl jata hai ka agli trade mai loos ho sakta hai or ohr isi khushi mai jazbat mai ah kr trade ko open krta hai dobara or phr loos ka samna krna pahrta hai kiun ka jazbat mai jab wo market mai entry lata hai tu jaldbazi krta hai ka phr s profit hasil kr saka laken asa nahi ho pata kiun ka trading mai loos zayda or profit kam hai is lia profit pr atna zayada kohsh mat hon ka ap bina socha samja or analysis kia bina dobara trade open kr lain or loos ho jaya phr
                        Address chahiye Ke Jab unko prophec Photo bahut jyada Khush Na Ho Aur na hi overconfident Kaha jab overconfident hokar kaam karte hain to karo lock ho jata hai isliye overconfident Na Ho Aur confidence ke sath kam krain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Zayda khosh hona pr loos kr dana

                          DEAR FRIEND ham ko as main jab ziada profit hota hai tu ham as main jab ziada loss hota hai tu ham as main na khush hote hain as liy ham ko chahiy hai kee ham ham as main kabi bi pareshan na hon as main agar ham parshan hon gee tu ham a main kamyab nahi ho sake gee as liy ham ko chaiy hai kee ham as main achie se kam kare tu h ham as main kamyab ho sake gee

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X