New members k liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members k liye advice
    mera experience ye hai k aik time main sirf aik hi trade open ki jaae jab tak wo clear naa ho jaae doosri trade open nahee karna chaye aor trade bhi aise lot size se open kare k market ki ziada se ziada against movement ko aap ka balance bardasht kar sake aor trade k profit main aane ka wait kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members k liye advice

    G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex forum main hamary new any waly mambar ko chaiy k wo tread ko jb b open krty hain to un ko chaiy k wo apny seniors dosto sy mashwara kary aur phr tread lagay taky unhy achi tarah sy samajh b ajay aur wo acha profit b hasil kr sakhty hain
    • #3 Collapse

      Re: New members k liye advice

      new member ko yahi kahu ga k wo pak forex forum k rules ko follow kare or sahi tarah se pak forex forum par time spend kare ku k jub tak new members pak forex forum k rules ko follow nahi kare gey tub tak ap pak forex forum par kamyab nahi ho sakte or yad rahe k new members ne informative posting karni hai or wording ka bi dehan rakhna hai ta k new members ko bonus acha mily.
      • #4 Collapse

        Re: New members k liye advice

        agr hum forex me apne trade ko achi koshesh ke bad lagte han to hum ko chahye ke apne trade kam se kam lot size ko use kr ke lagayn js se agr humri trade loss me chale be jaye to humra account os me safe rehe as se hum ko phr acha time mel jata hye agr hum surf ek time pr ek he trade lagte han jab tak wo clear nahi ho jate hum ko koyi or trade nahi lagne chahye as se hum ko acah fayda hota hye Q ke hum ko dar nahi hota hye ke humra account wish ho ga to hum os trade ko profit me ane ka acha wait kr sakte han as lye wo log as markt me kamyab han jo apne lot size ko kam rehte han as markt me
        • #5 Collapse

          Re: New members k liye advice

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
          mera experience ye hai k aik time main sirf aik hi trade open ki jaae jab tak wo clear naa ho jaae doosri trade open nahee karna chaye aor trade bhi aise lot size se open kare k market ki ziada se ziada against movement ko aap ka balance bardasht kar sake aor trade k profit main aane ka wait kar sake
          Jo new members forum ko join kar rahe hain unko chahi ke woh form par quality wali post Karen aur acchi se acchi posting Karen sake Unka bonus bhi achha hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: New members k liye advice

            forex mai agar hum new hain to hamy aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning hasial kar sakty hain forex aik international business hain forex aik bohat bara business hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: New members k liye advice

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
              mera experience ye hai k aik time main sirf aik hi trade open ki jaae jab tak wo clear naa ho jaae doosri trade open nahee karna chaye aor trade bhi aise lot size se open kare k market ki ziada se ziada against movement ko aap ka balance bardasht kar sake aor trade k profit main aane ka wait kar sake
              Assalamu alaikum bhai jaan aap ne Kafi acchi baat bahut hurt kiya hai new trader bahut hi carefully trading business Mein kaam karna hota hai tab he use Forex trading business mein jyada der tak Rahane ka mauka mil sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: New members k liye advice

                Yes Bro mein apki baat sy agree krta hun Jab bhi hum trade laga rahy hoon to humain Aik he trade lagani Chahiye taky Jab tak wo clear na ho jaye tab tak Humain dusri trade Open nhi krni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: New members k liye advice

                  Dear friends forex mein new traders ko loss bhi hota he or new members ko chahiye k sab se pehle aik demo account Bana k us pe trading start Karen or daily ki base pe mehnat Karen or experience hasil kren or apny knowledge ko barhana chahiye or jitna ho saky seekhnay ki koshesh Karen or soch samjh k or dhiyan se trading kren us me apka faida ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: New members k liye advice

                    forex aik online business hain age ham is main new hain to hamy is main expert ho kar kam karna chahey hamy market ko achy sy samaj kar is main stop loss ko laga kar is main best confidence ky sath is main trade lagani chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: New members k liye advice

                      mere khiyal se aap ki forex baat thik nai hai q k agar ek trader ek hi trade open kare seb invest k hisaab se phir agar us buy trade open ki ho phir wo down pe down hi jaty ho or us ne 6month se down hi jana phir kya faida ho ga behtar hai market trend ko calculate kar le 3 trade ka azafi balance safe rakhe jab market down ho phir udhar se buy karta jay loss b recover ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New members k liye advice

                        Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai November ko chahiye keva tabhi trade Lagaya Jab Hua market ko achi tarha se analyses Kar Paye Agar aapke paas hai knowledge or experience kaam hai to aap pahle demo account pay practice Karte Rahe tabhi aap market ki movement ko acchi Tarah Se Jaan paoge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X