Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain
    Dear friends, jab ham koi trade open kartay hain to zayada tar aisay hota hay kah hamari trade loss main jati hay aur us k bad profit main ati hay, esleay jab trade loss main chal rahi ho to hamain sabar say kam lena chaheay aur jald bazi main aa kar usay close nai karna chaheay aur usay profit main wapes anay k leay time dena chaheay, es say hamari trade profit main wapes aa jati hay aur ham loss say bach jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

    Jab hum trade kartay hain tou loss ho bhi raha ho jaldi se usko accept na karain zaroori hota hay loss kay time aap sabar sey kaam len aur aik dafa market ko analyze karain then aap loss wali trades ka faisla karain kay aap ko kya karna hay may be aap ka loss profit mei he convert hojay so loss sey bachnay ka yahi best tarika hota hay esliye jaldi baazi nahi karni chahiye.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

      G bilkul ap ki bat theek hay k agar humain loss ho jata hay trading min main tou humain mazid koi mistake nai karni chaiay balke sabar se kam lena chaiay aur apne loss ko accept karna chaiay kisi achi trade ka wait karna chaiay k jis min hum aona loss bhi recove kar lain ayr acha profit bhi hasil kar lain kiu k profit aur loss har business ka hisa hain aur isay accept karna chaiay
      • #4 Collapse

        Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

        G han trade ka losz main chalay jan koi baree baat nahi hai balaky sabar kiya krain jaldi bazi main kam na krain ye loss ko ziyda ker deti hai loss wali trade profit main zaror aye gi kyunk market dono traf moment kerti hai pehlay time buy to dosray time sell ayi gi aur aisa hi hota hai magar trend ko ignor mat krain es k sath hi chalain tab hi fida ho ga loss kam ho jay ga profit ziyda hona strate ho jay ga.
        • #5 Collapse

          Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

          G bilkul thk kaha ha ap ne trading k doraan hamara sabr bht zruri hota ha k has tor pe jb trade loss mein ho tu phr hamaen sabro tahamal ka muzahira krna hota ha. Trading sabr ka hi name ha jo log es mein sbr se kaam laity haen wohi kamyab hoty ha
          • #6 Collapse

            Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

            G nahi dear mery khayal me jo trade loss me chal rahi ho to traders ko sabar to karna chaye magar sath me es trade ki management ka khayal be traders ko rakna ho ga, trades loss me ho to traders ko news updates alert rakna chaye koi be big news us ko trade direction change karny ka idea de sakta hay agar esi news se faida leya gia to us ko trade ko manage karny me help mil saky gi.
            • #7 Collapse

              Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

              Jee han hamari aksar trades loss se start hoti hein kuch log loss ko dekh k preshan ho jaty hein ya tu trade close kr dety hein ya phr aur order place kr dety hein unko chahiye apni trade ko thora waqt dein aur sabr krna chahiye kionkeh market aapki favour mein aksar aa jati hai aur kuch waqt k baad profit start ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

                good post jab ham koi trade lagaty hain to wo trade loss se shuru hoti hai or jab wo loss man chali jaye to sabar karin trade ko off na karin agar wo loss man chal rhe hai to wo profit man bhi aye ge bas thora saber se kaam lein market ko dekhty rhyn parishaan naa hon q k wo bahot jald ap ko profit de ge
                • #9 Collapse

                  Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

                  G Han bilkul aisa he hai jab bi trade ko loss men dekhen to pareshani na Hun balky sabar see kaam Lyn tabi AP kamyab ho sakty Han is k ilawa agar loss ho jae to hopeless hone ki bjae apny losses see learn krny ki koshish kren kyun ky losses see seekh kr hum losses ko Kam bi kr sakty Han aur recover bi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

                    ya bat ap ki bilkul right hay ku kay jab b hum apni tread ko open karta hein tu asa hota hay kay humari tread loss mein jana lag jati hay asa mein humay wait karna chyia na kay dar kay hum apni tread ko he close kar den asa karna say humay loss ho sakta hay or wait say humari tread profit mein ja sakti hay or hum acha b earing kar sakta hein profit.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab trade loss main chal rahi ho to sabar say kam lain

                      Bhaijaan main aapke paas bilkul agree karta hoon Jab Hamari trade loss mein chal rahi ho to hume bilkul Sabar se kaam Lena chahi Hamra Itna Jyada satak Karenge utna hi hi jyada profit Bana Sakenge Kyunki Agar Hum Apna order kar lete hain aur Kisi Aur item per order open Karte Hain To ho sakta hai usme bhi loss ho jaaye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X