What is over trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is over trading?
    Dear friends, main apni es thread main over trading aur es k nuksan k baray main btanay ja raha hon. friends, over trading ka mtlab hota hay ek hi wakt main bahut sari trades open karna aur es say hamara account risk main aa jata hay q kah agar sari trades loss main chali jati hain to account wash ho sakta hay esleay apnay account ko secure rakhnay k leay ek wakt main ek ya maximum do trades open karni chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is over trading?

    bilkul brother bht useful information hy asi info ap share krty raha kren apny eperiences dosro sy share kren ta k sab ko faida hasil ho
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: What is over trading?

      G bilkul ap.ki bat theek hy k humain kabhi bhi over trading nai karni chaiay kiu k is se humain loss hota hay aur aksar account bhi wash ho jate hain jo log lalach karte hainnaur aik hintime main zada se trades open kar lete hain aese log apni lalach main aa kar apna loss kar dete hain is liay ha esha soch aamjh kar trading mkare aur munasib trades kare
      • #4 Collapse

        Re: What is over trading?

        Over trading ka matlab he yahi hay kay lalach mei akar zyada trades karna aur aik time pe kaafi saari trades laga lena ye loss ko khud karnay waali bat hay hamesha account wash honay ki wajah yahi hoti hay kay traders over trading karna he hay so account ko secure rakhnay kay liye planning pe chalna chahiye hamay bachna chahiye asi activity sey so tabhi account secure rahay ga esliye over trading ko avoid karain.
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: What is over trading?

          Over trading wo hoti jab ham bahot zeyda profit bahot kam time me earn karny ka sochty hey aur fast way se profit eanr karny ki ghalti kar lety hey, ham apny account me enta risk le lety hey jo key asani se ham ye risk afford be nahi kar sakty, market agar hamary trade key opposite direction me small move be kary to hamara account wash hony key nazdeek ajata hay.
          • #6 Collapse

            Re: What is over trading?

            G bhai ap ne thk kaha ha over trading aik bht hi dangerous Cheez ha darasal ye bhi lalach mein hi atta ha aur jb bhi hm. Lalach krty haen hamaen nuqsan hota ha es lye hamaen Bachna chaye over trading aur es jaisi dosri cheez on se
            • #7 Collapse

              Re: What is over trading?

              Over trading koi bhi kr sakta hai lekin yeh new traders ziada krty hein kionkeh jb loss hota hai tu woh preshan ho k aur loss ko control krny k chakar mein aur trades open kr lety hein jisko over trading kehty hein is se aksar traders ko loss hota hai is liye aik waqt mein aik trade open krein tah k risk kam ho jaye.
              • #8 Collapse

                Re: What is over trading?

                jee han ap ki bat bilkul right hay ku kay jab b hum ek say zydia maximum lots ki tread open karta hein ya maximum pairs par tread karta hein ya 2 account mein ek sath tread karta hein wo b maximum pair par maximum lots ki tread par tu humay bhoat confuse ho jata hein or loss karta hein ya kuch gain nahi karta hein mean ek say loss dusri say profit tu balance is is say koi faydia nahi ek tread kar lo but achi kar lo analysis kar kay el achi strategy bna kar or apni tread ko successful bna len or acha profit earing kran .
                • #9 Collapse

                  Re: What is over trading?

                  Bhai jaan mai aap ko batana Chahta Hoon Hum Chahe ek time mein Jata order open Karle usse Koi Fark nahi padta par Hamein Apne grahan total ko Dekhte Hue Apne orders ki quantity ko open karna chahi aur Chhoti lot size ke saath kaam karna chahie Agar Ham Badi lot size ke saath kaam Karenge to hamesha sirf ek hi order open karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: What is over trading?

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy kabe be over ho ky kam nahi karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hamy aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: What is over trading?

                      over trading hum tab karty hain jab hum lalach mai aa jaty hain hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: What is over trading?

                        agar hum over trading karny ke galti kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahhi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex business pury pakistan mai legal ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: What is over trading?

                          Ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha overtrading ka matlab hai loss Agar Hum overtrading Karenge to Hamein loss Hoga isliye Hamein chahi ke limits a cross na Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: What is over trading?

                            GM bhai jaan Aap Ne Mere Ko Sahi Kaha Main kabhi bhi Hua trading Nahin Karni chahiye Kyunki Hum Agar overriding Karenge To Hamara account block ho sakta hai film chahiye humko bhi Watan Karen Sirsa Mein Apne limit tak hi trade karna chahie aur Kabhi Bhi Apne limit se upar trade na Karen Kyunki Hum Losss bhi ho sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X