Forex Kay fawaid samaraat .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Kay fawaid samaraat .
    1.no commission forex main koi clearing feekoi exchange fee government fee ya broker fee nhee hoti Jo broker qeemat khareed aour farokht lagata hay uska farq zaroor hota hay2 .no middle man forex main aapki rasai muhayaa kiaya gar platefaram Tak hoti hay Jahan say aap azadana khareed or farokht Kar saktay Hain3.trading size forex main aap apni Marzi Kay mutabiqapnay sarmay k hissab say trading size ka intikhaaab kartay Hain.4.ismain waqat aour jagah ki koi qaid nhee hoti Matlab yeh k aap apnay bed main lait Kar 24 ghantay main kisi bhi waqat trading Kar saktay Hain .5.koi bhi infaradi Tor say forex ko controlle nhee karsakta yeh market itni bari hay k koi chota ya bara trade is per asar andax nhee ho sakta hate k bank bhi market main apni Marzi k mutabik tabdeeli nhee la sakta .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Kay fawaid samaraat .

    Forex ke benefits buhat zeyada Hain is mein agar AP mehnat karain to AP apni life change Kar skate Hain AP ko bus practice karni hai aur us se experience gain karna hai jitni strategy filter ho gi AP ko profit de gi
    • #3 Collapse

      Re: Forex Kay fawaid samaraat .

      G han forex k bhot sary fawaed hyn lekin ye hasil karny k lye bari mehnaat karna parti hy agar mehnat na ki jea to yaha pe jo time ham lagaty hen wo zaya hi ho jata hy, aurhasil kuch bhi nhe hota forex se faida hasil karny k lee bhot zarori hy k pahly trading sekhi jae jis k lye kafi waqat lagana parta hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex Kay fawaid samaraat .

        Jee haan dear brother aapne bahut hi best comparison banaya hai forex business ek waqya hi bahut zabrdast business hai magar masla sirf yahi hai ki is mein jo kaha jata hai k learning behtar hogi to loss nahi hoti agar hamein hamin ye sure ho kay ham hundred percent forex trading ko kar sakte hain tab bhi forex market dhokha de jati hai..
        THKS
        • #5 Collapse

          Re: Forex Kay fawaid samaraat .

          Forex bohat acha online earning business hai. Es business ki earning bhe bohat zada hai. Likan es business ko shoro krney sey phely ap market ko analyss krey gy tou ap ko trade mai bohat zada profit ho gy aur ap ki earning bhe zada ho gy. Forex mai learning sey zada earning hasil kr sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Kay fawaid samaraat .

            sir behtreen analysis hy useful aur informative post hy forex trading me newly in hony waly members k leay achi info hy we hope so agy bhi ap sy kuch seekhny ko mily ga thanks
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Kay fawaid samaraat .

              g bhai ap sahi kah rhy ha forex ka boht sa faida ha aur ya boht sa logo ko boht si opporunities provide karta ha aur is ka bara ma sa sa bari baat ka is par koi bara ya chota trader asarandazz nai hota haaur is par koi be local person change nai kar sakhta ha aur is par to bank be changing nai kar sakhta han
              • #8 Collapse

                Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                  Dear membr ap n bil kul tk kaha h mein apki bat sr agree krta hoin k forex form k bht sr fwaid hain hr wo admi jo is dor mein berozgari ka shekar h wo agr isko join kre to wo us se acho arning kr skta h or ghr bheye apna acha rozgar nna skta h
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                    dear main aisa bilkul be nhi samjhti hun k condients sy knowedge sy zayda behtar hein theak hein confident be hona chahye is matlb nhi hein kum kuch be nhi seekhein ur ayse he shuru ho jaye to hum zayda profit nhi haisl kar sakte hein
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                      hi, forex trading main confidence hona trader main knowledge hona both must hian trader ko trading main proper management say trading krna hay trader ko forex trading main confidence say trading krna hay trader ko forex trading main knowledge high ho trader main confidence high ho trader market ko smjhy trading market main good working kray trader ki success ho gi.thx
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                        friends perfect forex trader bnne k liye aapko sabse pehle Forex k saare topics ko ache se padhna hoga aur aapko dhyan rakhna hoga ki aap trading k saare fundamentals ko ache se samjh paye tabhi aapko jo hai isme success milne k jyaa chance ko payenge
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqasarif پيغام ديکھيے
                          1.no commission forex main koi clearing feekoi exchange fee government fee ya broker fee nhee hoti Jo broker qeemat khareed aour farokht lagata hay uska farq zaroor hota hay2 .no middle man forex main aapki rasai muhayaa kiaya gar platefaram Tak hoti hay Jahan say aap azadana khareed or farokht Kar saktay Hain3.trading size forex main aap apni Marzi Kay mutabiqapnay sarmay k hissab say trading size ka intikhaaab kartay Hain.4.ismain waqat aour jagah ki koi qaid nhee hoti Matlab yeh k aap apnay bed main lait Kar 24 ghantay main kisi bhi waqat trading Kar saktay Hain .5.koi bhi infaradi Tor say forex ko controlle nhee karsakta yeh market itni bari hay k koi chota ya bara trade is per asar andax nhee ho sakta hate k bank bhi market main apni Marzi k mutabik tabdeeli nhee la sakta .
                          Forex trading ke bahut Sare advantages hai lekin main samajhta Hoon ke Forex trading ka sabse bada advantage hai ki Jis Ke Paas 5 dollar bhi ho vavi Forex trading main kaam kar sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                            kamyabi k liye money and time investment karna ho ga kun kay forex aik business ha koi game nehi ha jisy ap itna easy lay jaey is ki waja se ap ko nuksaan wegaira bi ho sakta ha is liey forex ko aik business ki tarah samjna chahiey
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Kay fawaid samaraat .

                              commission forex main koi clearing feekoi exchange fee government fee ya broker fee nhee hoti Jo broker qeemat khareed aour farokht lagata hay uska farq zaroor hota hay2 .no middle man forex main aapki rasai muhayaa kiaya gar platefaram Tak hoti hay Jahan say aap azadana khareed or farokht Kar saktay Hain3.trading size forex main aap apni Marzi Kay mutabiqapnay sarmay k hissab say trading size ka intikhaaab kartay Hain.4.ismain waqat aour jagah ki koi qaid nhee hoti Matlab yeh k aap apnay bed main lait Kar 24 ghantay main kisi bhi waqat trading Kar saktay Hain .5.koi bhi infaradi Tor say forex ko controlle nhee karsakta yeh market itni bari hay k koi chota ya bara trade is per asar andax nhee ho sakta hate k bank bhi market main apni Marzi k mutabik tabdeeli nhee la sakta .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X