Difrent Between Pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difrent Between Pairs
    Mujje Koi Bata Sakta he ke EURUSD, USDCHF GBPUSD USDJPY jo ke Monday ke Din Subeh Kafi Slow hota hen Aur Raat 12 k Bad Bhi in ki Monvement me Slow Speed hoti he Jo k DIn 12 bje Sahi hoti he iske Ilwa baki pair kia har Waqt apni Normal Speed me rehe hen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asalam o elekum dear friends g han ye to monday ki subah aise hi hote hyn or gold per main to kam kerta hon jis se mujhe kafi faida hota hy. us ki movement kafi zayda hoti hy.
    • #3 Collapse

      koi b pair use ho raha ho jb tak us pair pay hum ko grip hasil nahi hoti hai hume sabak nahi milta hai k hum kesay us bad k sath sath he chalay gay aur apnay kam ko kare gay yaha pay he sub cheezon ko samjhnay ka wakt hota hai.
      • #4 Collapse

        Moday ka din trade ka aaghaaz hota hai to 12 baja tak Uk session start ho jata hai to oar shaam 5 baja usa session jab volatility sab sa zaida hoti hain, oar raat 10 baja ka baad
        volatility kam ho jati hai.
        • #5 Collapse

          day time is may movement zyada ise waja se hotey hay ke market opens hotey hay aur double market open hotey hay jab ke night time ko aik hey market open hota hay ise leyai day time ko move zayda ho jatey hay...
          • #6 Collapse

            her currency ka aopna eh aek oair huta hia is leye her kisi ka apna spread beh huat hia,.is leye ub ap tarding kerte hian tu pairs ke move k baray mainbhe jan kari rkaha kren.,
            • #7 Collapse

              eur/usd and gbp/usd 2 bohay achy currency pair hain aur mostly expert traders in pairs main trading karna zyada pasand karty hain aur jhan tk in ki movement ka talaq hay to ye sirf monday ko hi fast move nai akrty hain bilkay jis waqt jis currency ko zyda buy kia jaye ga to is ki price high ho jti hay aur dosry ki down ho jati hay
              • #8 Collapse

                Bhai jee mein to forex trading business mein tqreeban new trader he hun aur mein to abhi eurusd aur gbpusd per he trading karta hun aur mera khayal hai k ye pairs best hain sab mein say he aur khas tor per new traders k liye.
                • #9 Collapse

                  ERU AND USD is best currency in the world . I know the forex business is most important the market currency . so you real account is very impoerant . because forex business is very nice jobs in the world.
                  • #10 Collapse

                    har pair ki apni afadiat ha har pair ka apna spread ha or har pair ki apni value or price ha, is liye ap usi pair ko select karen jis par ap ki pracitice ziada ho
                    • #11 Collapse

                      han dear bilkul esy e hota q k pakistan k raat k waqt usd ki market close ho jati es kryeh market slow move hoti hmy chahiyeh zaida su zaida mehnat kry tub e ksmyab ho sjty ir forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry tub e kamyabi mil skti
                      • #12 Collapse

                        bhai jan ye to currency ki or market pr depend krta hy jb or jis time currency ki market tez ho gi pairs ki movemnet bhi tez ho gia currencies ki movemnt ka din or rat sy taluk nahi hota jub currency ki value increase hoti hy to buy men jatiu hy or tez mover hoti hj
                        • #13 Collapse

                          Assalam o alaikum g. g bhai g day time is may movement zyada ise waja se hotey hay ke market opens hotey hay aur double market open hotey hay jab ke night time ko aik hey market open hota hay ise leyai day time ko move zayda ho jatey hay..
                          • #14 Collapse

                            monday k din start hota he rat 12 bje k bad uk sessoin start ho jata he or sham 5 bje k usa volity sb se zyada hoti he or rat 10 bje k bah volity kam ho jati he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear mery khyal sy ye over all market py hi depend krta hy k market ki movement kab tez hoti hy or kab slow is me pakistani time ka koi amal dakhal nahi hota is lye market ko dekhty hoye hi trading lagen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X