ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalaiqi h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalaiqi h
    Ye aik kahawat ha mein ne es k bary mein perhta Tha. Ye bilkul darust kahawat ha hamara yaqeen ha k rizq ALLAH k hath mein ha wo jisy chahy jitna chahy atta kr de. But ALLAH ksi bndy ki mehnat bhi zaya ni krta wo hr bndy ko us ki mehnat ka phal zrur daita ha. Es lye spacialy wo log jo investment ni kr sakty aur forex mein bht achi trha trading kr skty haen unhaen es forum pe mehnat kr k investment bnani chaye aur apni salahit se trading mein profit kama a chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

    g beshak rizq Allah ki pak zat hi deny wali hai
    But hmy rizq tbhi milta hai jb hm mehnat krty hain agr hm hath pa hath rakh k bethy rahien or yehi soachty rahien k rizq ghr bethy kuch kiye baghair mily ga to esa mumkin nahe hai dear agr hmary samne koi khana rakh bhi dy to jb tk hm usy apne hatho se muu ma na dalen ya ye keh k chor den k qismat m hua to khud hi muu ma chla jaye ga
    Forex bhi esy hi hmy ek opportunity hain ab ye hm pa depend krta hai k hm es ma kitni mehmat kr k earning krty hain es ma bhi hmy esy hi nahe earning hoti struggle or work hard krna parta hai tbhi earning possible bnti hai nahe to roz kafi log nakam ho k esy chor dety hain
    • #3 Collapse

      Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

      Allah ne insan ko aqal di hai insan bohat kuch kar sakta hai agr karna chahe tu agr hum garib hai tu koi bat nahi hum apni mahnat se ameer b ban sakte hai lakin agr hum qismat ko hi qooste rahe gy tu kuch nahi hone wala hume mahnat karni ho gi phr hi hum apni life ko bana sakte hai or forex business aisa business hai jis me hum apni life bana sakte hai.
      • #4 Collapse

        Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

        G han bhai ap thek kah rahay hain, pak forum hamain achi opportunity day raha hay hamain es kabel banata hay kah ham investment k bena posting kar k bonus hasel kartay hain aur us say trading kar k profit earn kartay hain, esleay hamain es say faida uthana chaheay aur zayada say zayada posting kar k bonus hasel karna chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

          Yeh Baat theek hai kya main Yahan Par Jyada earning karne ke liye Jyada learning karne chahiye learning bhi Hamen tabhi millettia jawab thoda sa search Karen internet par iska traction Dekhi uski components check Kare uski learning check Karen Iske PVT. Check Karen iska technical analysis 2nd to Hamein Pata lagta hai ki market ki position kya hai
          • #6 Collapse

            Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

            Guareeb paida hue koi bat nahi lekin AP apne halaat badal sakte Hain ye AP ki mehnat or depend karta hai Allah mehnat ka phal zaror deta hai mehnat zaya kabhi nahi jati is liye mehnat karain forex best forum hai
            • #7 Collapse

              Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

              ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalaiqi hay jee ap bat bilkul tak bol raha hein humay struggle karni chyia ku kay jab hum struggle karta hein tu hum apni Gurbat ko b dur kar sakta hein is lyia humay struggle karni chyia.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: ap gharib paid howy tu koi bt ni but agr ap gharb mer chaly gye tu ye ap ki nalai

                "if you are born poor that is not your fault but if you die poor that is your fault" yeh kahawat her rich person ki batai jati he jaise Bill Gates ya Warren Buffet. Is me bhut hadd tak sachai he ke Mehnat kabhi zaya nahi hoti aur agar aap mehnat kerna janty hain toh aap kisi bhi field me hun aap hamesha fayede me rahen gy.

                اب آن لائن

                Working...
                X