Loss ko recover karnay ka asaan tareeka
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko recover karnay ka asaan tareeka
    Aksar members ko jab loss hotha hay tho wo buhut tension may aathay hay lekin is ka ek asaan Hal hay wo ye ke aap ek he pair may same lot size k saath 2 opposite trade open karay os may ek laazimi aap ko profit dega our jab aap ko lagay ke profit walay ke movement wapas ho rahe hay tho osay close karay our Jo loss may ho wo jab 0 loss may aajatha hay tho dobara opposite side par trade open karay is may time zaroor laghta hay lekin loss 100 percent recover hotha hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

    Loss ko recover karny ka easy method aur simple strategy hedge aur scalping trading karna ho sakta hay, hedge aur scalping trading ko learn karna bahot zarori traders agar hedge aur scalping trading ka experience rakty hey to wo big loss ki recovery be asani se kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

      G brother bilkul thek bat k ap ny humain asa he krna chaiye iss sy hum loss be recover kar sagtye hain easly humain trading main humesha 2 teraf trade karni chaiye iss sy humain loss hona k chances hatam ho jatye hain humain chaiye k hum dono teraf trade ko open kar k trade lagye hain kabi confuse nhi hona cahiye iss sy hum bhot kam waqat main trade sy chootkara paa sagtye hain humain trading humesha small lots sy start karni chaiye jis sy hum bhot kam waqat main acha profit earn kar sagtye hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

        traders apny confidence aur loss recovery techniques (hedge, scalping, range trading) asani se kar sakty hey, loss ko recover karna etna mushkil aur difficult nahi hota agar traders loss key bad confidence ki trading karen gey aur emotional nahi hon gey to hedge, scalping, aur range trading ki techniques use kar key bahot hi asani aur kam time me apny loss ko recover karny me kamyab ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
          Aksar members ko jab loss hotha hay tho wo buhut tension may aathay hay lekin is ka ek asaan Hal hay wo ye ke aap ek he pair may same lot size k saath 2 opposite trade open karay os may ek laazimi aap ko profit dega our jab aap ko lagay ke profit walay ke movement wapas ho rahe hay tho osay close karay our Jo loss may ho wo jab 0 loss may aajatha hay tho dobara opposite side par trade open karay is may time zaroor laghta hay lekin loss 100 percent recover hotha hay
          Assalamualaikum bhai agar aap apne dost ko recover karna chahte hai to uska best Tarika ye hai ki aap apne pati ko dhunde aur phir usko improve karne ki koshish Kare usse Mayo depression mein kuch nahi hota Yahi Ek Tarika hai kya apne dost ko jaldi aur aasani se recover kar sakte hain Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

            G hain bhai jan apne builkul hi sahi kaha hain agar kisi ko loss hota hain to is mein apko buy or sell aik hi point se lagana chahye aur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain ye aik best online site hain jis mein ap apne account ko recover kar skate hain aur apko aisa hi karna chahye pher ja kar ap is mein success hasil kar skate hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

              Dear ap ne achi strategy btai hai lekin is men apko bohat zyada sabar karna ho ga. Ye kam newbies k lye bohat zyada mushkil hai aesa sirf expert log he kar saktay hain. Ek he time per 2 trades aur wo b opposite side men is men ye faisla karna mushkil hai k kahan per trade close ki jaye Q k market ki movement ka kuch pata nahin lagta.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

                salam mery khayal sy loss ko recover krny ka asaan tariqa ye hai k hm trade bohat soch samaj kr lagain aik dam sy aik sy zaida trade na lagain aur bar bari na lagein bal k chuti bar lagain is my hamara bohat faida hai aur loss hony sy hamara bonus b zaiya ho jata hai is leye hamy posting pher zaida sy zaida krni chahiye aik din my 50 post karen is sy acha bonus mil jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

                  han G ap ke bat koch had tak theak hye agr humri koyi trade hum ko loss de rahe hye jo 0.20 lot size ke hye to hum ko chaye ke wo jo loss wale trade agr buy ke hye to hum apne two sale wale trade ko open karan js ke waja se humra loss kam hota jye ga jab hum dekhan ge ke koch aysa point hye js se markt ke dobara buy ka signal ban raha hye to hum ko cahhye ke apne sale ke two trade ko achi profit me band kr dain and phr os loss wale trade jo buy ke hye os ka wait karan jab wo apne 0 loss me ya kam se kam loss me aa jate hay to os ko hum cut kar sakte han as tarha se hum loss wale trade se be bach jate han and koch na koch profit be hum ko mel jata hye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

                    bhai agr ap froex pr akm kr rhy ho or ap ko loss ho jata ha tu usko recover krnae ka apkae pas ek asan ya treka ha ke apko us loss sae sekhna ha or apko us loss sae profit bnana ha dbara us gltysae bach kr kam krna h aphly tu loss hoanae kae bd trade chor do jab tk us glty ka solution na nkl ae phir sabar kro or sabar sae kam lae kr dbara kam staart kro zyda knowledge kae sath tu ap kamyab rho gy or trade kamyab rhy gy apki
                    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                    Please visit my trading journal from here
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko recover karnay ka asaan tareeka

                      Brother main ap ki bat say agree nai hon, q kah meray kheyal main ek hi pair par opposite trades open karnay say hamara account phans kar reh jata hay q kah hamain pata ho nai hota kah market kis had tak jaay gi to ham trade close kar lain esleay dono trades phans kar reh jati hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X