Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to
    Dear aksar newbie kehte hain k agar unke pas capital zyada ho to wo bahut achi trading kar sakte hain lakin main samjhta hun agar apki learning strong hai apke pas acha knowledge aur demo ka acha experience hai to ap kam capital k sath bhi achi trading kar sakte hain is lye apni learning pe focus karen aur capital ki bajai apna knowledge barhain ta k apki skills improve ho saken aur achi earning kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

    Jee bilkul aapki baat theek hai forex trading mein kamyabi k liye ziada capital important nahi hota aisy traders bhi hoty hein jo kam capital se acha profit hasil kr lety hein kionkeh is business mein kamyabi k liye achi learning aur boht sa trading experience chahiye tab aap forex trading se achi earning kr sakty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

      Trading expernice aur knowledge agar na ho to anazy ki trading par blind trading par depend nahi karna chaye esi blind trading key ley huge capital be kam hota hay, jab key trading ka knowledge aur experience traders key pass agar ho to bahot kam capital ko traders koch hi din me increase kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

        g haan ap sahi kah rhy ha forex par trading karna ka lya boht sa log samajhta ha ka un ka capital bara hona chayia mgr aisa nai ha agr ap na demo par acha praticel ki ha aur ap na demo ko real account samaj kar trading karya ga to ap ki trading skills improve ho jati ha aur ap kam lot size ka sath sath be achi trading kar sakhta ha
        • #5 Collapse

          Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

          g han bhai ap thk kh rhy ho agr p forex pr kamyab ho na xchty ho tu apko phly knowledge k izroat h us sae y apko kamyabi ml skty ha agr ap knowledge kae sath kam ni krty ho tu apo trade krna em msla hoga or apki trade loss m rhy gy apka capital b tradem asar krta h abut still knowledge kae bhaig ap sara capital b loss kra do gy or wash kra do gy account apna
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

            G Hn Dosto forex trading ma agr ap ka account capital chy bra hy ya chota hy agr ap Forex trading ma Acha knowledge or experience hsal na kr pya to ye capital ap k kisi Kam ka ni hy ap es ko knowledge or experience k bina safe ni kr pya gy
            • #7 Collapse

              Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

              G han bhai ap ki bat thek hay, jetna bara capital q na ho agar hamaray pas knowledge nai hoga to es say ham kabi bi profit earn nai kar sakain gay aur hamain loss hoga aur woh capital loss main chala jaay ga, meray ek dost ka 544 dollar ka account tha but knowledge na honay ki waja say woh profit earn nai kar paya aur us ka account wash ho geya.
              • #8 Collapse

                Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                Ager trader kay pas zayada capital hay aur us kay pas knowledge nahi hay wo sirf trade lagana janta hay to us ko kabi sara loss nah ho sakta ager wo small lot sie lagata hay. aur over trading nahi kerta. que ka loss ki main wajah hi yehi hoti hay kay trader bari lot size ka use kertay hain ya over trading ker letay hain jis say account wash ho jatay hain. is liye forex main zayada ter good ideas kam kertay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                  forex mai hamy apny capital ko apny experience ky mutabik set karna chahey agar hamary pass knowledge nahi hain to hamy forex mai investment nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik out off class business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                    knowledge k bager Forex market kbhi b kisi k liy profitable prove nai ho skti phir chahy ap ka capital kitna hi zyada kyun na ho. kyunk profit hum apny knowledge or experience k mutabiq bnaty hain or jb knowledge or experience hi nai ho ga to profit k sawal hi nai bnta.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                      forex mai hamy acha capital invest kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain is mai hum apny boss kud hain hamy is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading be kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                        Dear ap ki bat bilkul theek hai agar hmara account bhara ho ya choty os ko save rakhny k liye zaruri hai k hmari money managment achi ho kun k aik achi moneymanagment he hmary account ko bharati b hai or save b rakhti hai es liye account ko bharhany sy acha hai k hm apni learning ko behtar kary.
                        • #13 Collapse

                          Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                          Ye baat bhi teek hai. Ager ap ne mehnat sirf aur sirf balance ekatha kerny per lagai hai to ye bhi ghalat. Bonus ko ekatha kerna bahut behter hai ager hum sath mein trading ko seekhty rahein. Aur is per demi account mein practice hi kerty rahein. Ager ap ne trading ka acha knowledge hasil nahi kiya to pjir koi faida nahi hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Zyada capital bhi account ko safe nahi kar sakti agar apne pas knowledge nahi to

                            agar hum forex mai kam karny ky expert hain to hamy market ky rules ko follow kar ky hgh capital invest kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X