Forex mein news per trading kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein news per trading kerna

    forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy in ko daily dahkna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein news per trading kerna

      forx market main news ki bohat ehmiat hoti hai es liye hamein news ko daikh k trade karna parti hai,dear fellows news trade kafi tough kam bhe hota hai kion k market bohat taizi say move karti hai or ese taizi ki wajah say ham aksar loss kar baithtay hain es liye news trading ko handle karnay k liye acha trading plan hona bohat zarori hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein news per trading kerna

        forex mai hum new py trading kar sakty hain hum is mai 2 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kar gy to hamy loss ho jky ga forex aik international business hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein news per trading kerna

          forex mai news ke bohat ahemyat hain hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein news per trading kerna

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Forex mein agar hum news per trading kertay hain tou uss mein humain bahut zayada faida hota hai lakin uss kay lye zaroori hai kay humain news time ka pata hona chahyea aur hum nay jo trade laganay hai woh news ko follow kertay huay analysis ker kay lagain ta kay humain uss sae acha profit ho warna loss bhi ho sakta hai
            Bro apki bat bilkul theak h or news hmy faida dy skti hain mgr kch log totally news py dpeended ho jaty hain or apny analysis krty e nahi hain jis wja sy wo loss mai chly jaty hain... Mery khyal mai news sy help leni chahiye mgr totally news py depend nai krna chahiye apny experiencw ko b use krna chahiye
            Thnx
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein news per trading kerna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Forex mein agar hum news per trading kertay hain tou uss mein humain bahut zayada faida hota hai lakin uss kay lye zaroori hai kay humain news time ka pata hona chahyea aur hum nay jo trade laganay hai woh news ko follow kertay huay analysis ker kay lagain ta kay humain uss sae acha profit ho warna loss bhi ho sakta hai
              Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai agar Hum news par apni trading Karenge to Hamein bahut jyada fayda ho sakta hai par uske liye Hame news ko read karna usko samajhna use analyses karna Aana chahie Agar Hum Aisa Kar Sakenge tab hi Hum Apni profit acchi Bana Sakenge

              اب آن لائن

              Working...
              X