Forex mein news per trading kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein news per trading kerna
    Forex mein agar hum news per trading kertay hain tou uss mein humain bahut zayada faida hota hai lakin uss kay lye zaroori hai kay humain news time ka pata hona chahyea aur hum nay jo trade laganay hai woh news ko follow kertay huay analysis ker kay lagain ta kay humain uss sae acha profit ho warna loss bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein news per trading kerna

    News pe trading krna bahut hi mushkil hota hai isliye main smajhta hoon k hamen news pe bilkul bhi trading nhi krna chahiye aur jab news ka time gozar jay aur market apna aik trend bna le tab ja k hamen kaam krna chahiye iss tarah se ham bahut hi best kaam kr sakte hain aur agar ham news k doran koi trading kren ge to iss doran market men tezi ki waja se ham loose ho jaen ge isliye hamen news k bajaye hamen aise hi trading krna better hota hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein news per trading kerna

      Dear news pe trading bahut help full aur profit able hoti hai lakin sirf un k lye jin ke pas bahut knowledge hota hai jinka bahut experience hota hai ham abi learning stage pe hain is lye hamen filhal news k time trading nahi karni chahiye qk news k ane se market bahut tez ho jati hai aur aese main hamen bahut loss ho sakta hai aur account bhi wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein news per trading kerna

        G news pa trading krna kafi profitable hota hai but ye bht hi riski bhi hota hai q k news k time pa trend hmy kuch or signal details hai or movement kesi or trf ho jati hai to bht zayada loss ho sakta hai akser log news k time pa scalping krty hain but es k liye acha experience chahiye hota hai otherwise news k time ma hmara account bhi wash ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein news per trading kerna

          News pr bhibhanri trading hoti hy news or bho ham kam kr sgty hy kbhi kbhibto news pr hot hi zeada profot hota hy or zeada tr itna ags asar nai hota hy news jo hotinhy who kgas asar nai krti hy news sy ham ko sahibtrha sy bchna chiya our hammoo jews sy jo bji ho asani sy miky hasil krna chiya ya b trika ham konana chiya news wala
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein news per trading kerna

            Yes dear brother apki bat bilkul sahi hai. News pr trading jahan boht Risky hai wahan Boht profitable b hai. Lekin ye aik Fun hai k hm ksay news k doran hony wali market movement se faida utha sakty hain.
            Is k lye hmen Fundamental analysis ko acha sa Learn krna ho ga or Jis pair pr trading krn uski news k positive or negative hony k bary me pta hona cahye. Taky hm correct entry le kr acha profit bna saken. Otherwise, hm big loss me b aa sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein news per trading kerna

              Dosto forex trading ma news pr trading krny sy profit to kafi zyda earn ho jta hy kiun k jb news ati hy to market bht he tazi sy upr ya nechy ko move krti hy lkin dosto forex trading ma news pr trading krna kafi mushkil hy kiun k agr hm news pr trading krna chaty hy to hmain hr time trading sy touch rhena ho ga kiun k agr hm ny news pr galt trading kr di to hmain kafi zyda loss ho skta hy
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein news per trading kerna

                G han bhai ap thek kah rahay hain, agar koi trader news k wakt news k mutabik trade open kar leta hay to usay bahut acha profit earn hota hay q kah news k wakt market bahut fast move karti hay aur 500 pips tk move kar sakti esleay hamari bahut trade bahut zayada pips k profit main ja sakti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein news per trading kerna

                  g haan ap sahi kah rhy ha forex par hamay hamesha trade news ka waqt hi open karna chaya is sa hamay acha profit mil sakhata ha aur hamay apmna trade news ko dakhata howa open aur close karna chaya aue news ko dekhta howa ham forex par boht acha sa trading kar sakhta ha aur apni normal earmimg sa boht zada acha profit be earn kar sakhta ha is lya hamay hamesha news ko dekhta rahna chaya
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein news per trading kerna

                    Dear fellow is business k related saaray news mukhtalif me k analysis hothay hay our maray khyal may news par trading karnay say aap k experience may koi izafa nahe hotha balke aap dhosro k rehm o Karam par trading karthay hay Mera khyal hay apne trading k liay khodh he strategy banani chaheay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein news per trading kerna

                      dear forex markeet main news pay trading krna bahut he mushkil kaam hay is main har ik trader trading nai kr sakta hay kuch k pass itni invest nai hoti hay k k wo pending ordr use kr sakainaur kuch k pass itna experience nai hota hay k wo is main pending orders laga sakain q k news ki total trading pending oreder pay he depend krti hay jub news ana start hoti hay to markeet is speed say moove krti hay k tab koi bhi order nai lag sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein news per trading kerna

                        forex me ap ko news ki help zaroor leni chahiye lakin ap ko is bat ka khayal rakhna chahiye k ap fake news se bach kar rahe or agar ap ki jay real news ki to ap ko chahiye k ap real news par bi 100% sure na ho jay ku k jub tak ap khud trading nahi karo gey tub tak ap ki news help nahi kare gi baki ap ka experience hota hai k kon c news sahi hai or kon c news galat hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein news per trading kerna

                          agr hm newzs pr trade krty han tu us sae hm ebht faida ho skta ha but still hme news time ka pta hona alzmi ha or hme market ko news kae mutabik dekhan hoga or usi tremnd m hme trade m krni hogy agr hm news ko sahy trah analysis kr kae trade ni krty han tu loss ho skta ha is lyae news pr trade kro tu us kae sath or b analyssi krlo marktet ko axe trah taki los kae chnces kam ho jaen
                          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                          Please visit my trading journal from here
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein news per trading kerna

                            Boht say aisay trader hain jo kay forex trading ki news kay doran hi trading kertay hain aur us kay ilawa wo trading nahi kertay. us kay pas trading strategy hoti hay jo kay uno nay demo account per test ki hoti hay jis say jun ko market main forex kay doran trading ka idea milta hay aur wo us kay teht trading kertay hain. is new trader ko care kerni chahye. aur pehaly demo per trading kerni chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein news per trading kerna

                              Agar ap news k time trading karte hain to apko is mein ya pher zada profit hota hain ya pher zada loss hota hain apko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kar sklate han is mein apkio zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain ere khayal se apko is mein news k waqt trade nahi karna chaye pher ja kar ap is mein zada loss se bach sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X