Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?
    G bilkul small balance ko big amount tabdeel kiya jaa sakta hai lekan shart ye hai k agar apkay paas ache trading experience ho q k forex business mai sirf ache experience aor skills he matter karti hai lehaza esmai koi shaq nahe k forex buhot he profitable business hai aor ap small amount ko be big amount mai badal saktay hai agar ap fully committed ho tu.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

    G han small amount ko barhaya ja sakta hy lekin es kaam mein time bhot lag sakta hy kyun k lagai jany wali har trade profit mein nhe jati to amount zyada karni ho to zyada se zyada post karen aur information wali postkaren to apko zyada bounas mily ga aur es tareeqy se ap apna account ballance barha sakty hyn
    • #3 Collapse

      Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

      Apki baat bilkul teek hai small balance ko big amount mai tabdeel kiya ja sakta hai lekan oskay leye trading mai expert hona chahye q kay sirf wo log ache tareeqay say jantay hai k kab trade lagana hai aor kab trade nahe lagana so agar kesi k paas small amount hai tu osko gabrana nahe chaheye balke mehnat karni chaheye takay osko bari amount mai tabdel kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

        Ya to hanarinmhnat pr hy ham sahi tra sy is kam.ko sekhy howya ho to ham aony balanace ko chahy who bhit zeada kam ho us ko ham bhot zeada kr sgty hybour bhot hi kam taime my esa kr sgty hy ya hamari lenring pr hy ham lerning zeada kr ly to ya sab ham kr sgty hy hamari kerning kam hi to phr ham bhot zeada loss kr sgty hy hhot zeada ham ko phr twntjon hoti hy our hhi hhot zeada msly hoty hy
        • #5 Collapse

          Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

          Gee brother aap jis kaam mein bhi mehnat sae kaam kerain gay tou aap ko uss mein kamyabi ho sakti hai aur agar aap kay pas balance kam hai tou aap uss ko increase ker saktay ho agar aap small lots ki trades laga ker thora thora profit hasil ker kay apnay balance ko increase ker saktay ho
          • #6 Collapse

            Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

            G bilkul ye mumkin hai lekin us k lye ap k pas acha knowledge aur trading experience hona chahye ta k ap market ko thek se analyse kar k trade karen. Tab ye mumkin ho ga agar ap kahen k tukka laga kar ya blind trsding kar k to ye bilkul b mumkin nahin hai. Islye apko pehky experience hasil karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

              Dear bilkul aesa mumkin hai ap kam amount k sath bhi achi trading kar sakte hain lakin is k lye apko bahut he hard work ki zarooort hoti apni skills improve karne ki zarooort hoti hai aur is k sath sath apko bahut practis aur experience ki zarooort hoti hai is lye ap mehnat karen hard work karen time to time apki trading improve ho jaigi aur ap achi trading kar skenge
              • #8 Collapse

                Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                G han bhai ap ki bat thek hay agar acha knowledge aur experience ho to ham small amount ko big capital main change kar saktay hain but aisa karna bahut zayada risky hoga q kah es k leay hamain big lot size use karna hoga aur es say agar trade loss main chali gai to account wash ho jaay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                  G han bhai kyu small blnc ko big amount main tabdeel kia ja sktaa hai agr to ap ky pass experience our knowledge hai phr to asneii syy kar sktyy hai our agr knowladge our experience itna ni hai phr tohra mushkl hai kyi ky trading karna koi asann kam ni hai is main bari mehnt ki zaroort hoti hai markeet level ko smjhna jaaj karna itna asann kam ni hai agr expreince hai to phr to thk warna phly expreince hasl krenn..
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                    G bilkul small balance ko big amount tabdeel kiya jaa sakta hai lekan shart ye hai k agar apkay paas ache trading experience ho q k forex business mai sirf ache experience aor skills he matter karti hai lehaza esmai koi shaq nahe k forex buhot he profitable business hai aor ap small amount ko be big amount mai badal saktay hai agar ap fully committed ho tu.
                    Ji Bhai bilkul kam balance ko Jyada balance main Sabir Kiya Ja sakta hai lekin iske liye usko hardworking karna bhi hai hardworking hai aisa Tarika Hai jis ki madad se pehle se thoda balance ko Jyada Mein convert kar sakte hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                      yes dear yeh sharf sirf forex ko he hay sirf is main he agar ham mehnat krtay hain to hamara chotay say chota account bhi bahut acha aur big ho sakta hay forex is kadar profitable business hay jis k baray main ham beleive bhi nai kr saktay hain q k is jaisi earning kisi aur business say kabhi nai mil sakti hay is k kuch rules hain agar unko follow kia jaye to is main hamain kabhi bhi nakami nai mil sakty hay kamyabi hamaray peechay peechay rehti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                        g haan ap sahi kah rhy ha forex par knowledge auer experience boht zada matter karta ha is lya ap ko chaya ka forex par enter hona sa pehla ap demo account sa sa acha experience hasal kar la aur is tyra agr ap small lot size ka sath be forex par enter hota ha to ap is ko big lot size ma convert kar sakhta ha apna knowledge aur experience ka zarya sa is lya ap ko demo account ma pratice karni chaya
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                          ap small balance ko big account me change kar sakte hain lakin us k liye ap ko zayada se zayada mehnat ki zaroorat hai or sath me ap ko learning ki bi zaroorat hai jis se ap ka experience increase ho ga so agar ap ye kam karo gey to ap ka automatic balance increase hona start ho jay ga jis se ap apni life ko better bana sako gey or ap ne ghar walo ki bi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                            mere pas is time 42$ ka accoutn hain and main ne last week say abi tak ALLAH ka shukar hain achi income hasil ki hain agar apk pas small account b hain and aap k pas forex ki knowlodge hain tu mujhy nhe lagta hain k koi ziyda loss kar skta hain loss and profit dono sath hain balance ko ziyda karne k liye bhot he dehan say kaaam karna hota hain hardwork karna hota hain forex na he itni muskil hain and na he itni easy k har koi forex main profit bana le
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya small balance ko big amount mai tabdeel kiya jaa sakta hai?

                              ji haan sir agar humne Pakistan Forex mein bahut kaam kaam kiya hai To Hamara bonus bhi bahut kamaya hoga Tu Hame apna balance badhane ke liye Pakistan Forex mein bahut jyada kaam karna hoga aur knowledge seatrade Karni Hogi Sher Hamara achha bonus ho jayega thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X