Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat
    Forex treading me log aksr bht mehnat kr k bhi kuch gain nahi kr pa rahy hoty mostly loss me hi jaa rahy hoty hn jis ki chand wajohaat ye hen 1. bgaig knowledge k trade krna mtlb market observe kiay bgair invest krna 2. pesy ki managment ka proper knowlegde leay bgair trading krna 3. demo acount k par practice kiay bgair direct trading start krna.. isky sath sath aksr jald bazi me trading ya pht loss ki soorat me emotional ho kr trading krna aur experience ki kami wagera kuch asy anasir hen jo apky loss ka sabab bndy hn time to time ap seekhen experiencd gain kren aik aik cheez ko apny trading me trace kren aur ghltian door kren.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

    G Dear apki bat sahi hai aksar log bahut arsa guzarne k bad bhi loss kar rahe hote hain us ki waja hai unke pas knowledge ka kam hona aur dosra apni mistakes ko control na karna agar ap apni ghalti se learn nahi karte ose sudharte nahi hai to ap us se learn nahi kar pate balke apna time aur pesa zaya kar rahe hote hai apni ghaltiun pe control kar k he kamyabi milti hai
    • #3 Collapse

      Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

      salam is forex my nuqsaan tb hota hai jb hm log isko sahi sekhy begair start kr dety hein aur demo py sahi practice krny ki zehmat nahi krty is tarha sy hamy bohat loss ho jata hai aue is forex faida un logo ko haseel hota hai jo demo py bohat zaida practice krty hein is business ko bht achi tarha sy sekhty hein .ye waja hai
      • #4 Collapse

        Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

        Aksar hamen loss hota hy jab ham trading mein risk lety hyn aur tarde oppose mein chali jati hu to us time loss hota hy aur profit k lye zaroori hy k ap trade karny se phly traading sekhen phir koi bhi trade opan karny se pahly workout karen phir trade lagaen ti hi apko profit ho ga, ghabrana nhe chahye loss aur profit donu trade ka hissa hen
        • #5 Collapse

          Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

          Faida our nuksan jo ham ko hita hy whonhanri mhnat k lehaz sy ham ko hita yy hamagr mhnat sahibtrha sy zeada jr lyty yy to ham ko huot zrad a faid aho jata hy ham agr sahi trga sy is nuisness my aky kam.krty yy tonhamnkonis my huot zeada faida ho jata hy ya kam jo hy yanhuot hi acha hy isnmy ham jitni mhnat jry gy faida hoga our ham galati jry gy to tb nuksan ham ko hoga isnmy
          • #6 Collapse

            Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

            G Dear brother ap ne boht achay points btaey hain or waqei har trader k loss ki ziada wajoohat yehi hoti hain. Mera personal experience ye hai Ziada tar traders ka loss Emotions(greed,fear) k attack or Money and Risk management ko follow na krny se hota hai.
            Islye hmen chahye k Money and risk management ko sakhti se follow krn or emotions ko avoid krn. Tab hm boht acha profit earn kr saken gay.
            • #7 Collapse

              Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

              Forex mein jub humain faida yani orofit hota hai tou hum bahut khush hota hain aur jub humain loss hota hai tou tou hum tension mein aa jatay hain
              Aisa nahin hina chahyea balkay humain donoun situations mein forex ko seekhna chahyea loss mein ghaltian note.kerain aur profit mein positive points ko note ker kay zahen mein rakhain aur agli trades mein unn ko follow kerain
              • #8 Collapse

                Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                g haan ap sahi kah rhy ha forex par lose karna ki boht sa reason hota ha un ko hamay sahi karna chay taya ka ham forex par acha profit eartn kar sakhya aur zada lopss sa dor rahya ha hamya chaya ka ham forex par enter hon sa pehla demo account par achi tyra sa pratice kar lya aura cha sa experince la lya aur market ki movement ko acha sa observer kar ka trade open karya
                • #9 Collapse

                  Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                  zindagi me 2 chize sath sath rehti hai ek to profit hai or dusra loss hai so agar ap loss ko total cut karna chaho to esa nahi ho sakta or jub bat ki jay forex trading ki to forex trading me loss to ese hota hai jese sawab ka kam hai so ap ko chahiye k ap agar loss se bachna chahte hon to achi se achi learning karo or kisi senior se rabte me raho jo ap ko guide karta rahe.
                  • #10 Collapse

                    Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                    G pak forex ma faide or noksan ke basik wajohat bihat simple han or wo yeh han k agar hum knowledge k sath soch samaj k market ko analysis kar k treading karein gae to hamein faida havor ahar hum jald baze ka mozahera karein gae or bare bare lot khared kein gae to hum samaj nai parin gaae k kis wakt maket hamare faiday ma ha or hum ak bara lose kar bathein gaein
                    • #11 Collapse

                      Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                      forex main loss hamy apni hi waja sy hota hain or profit be apni hi waja sy hota hain loss sy bachny ky liye hamra knowledge or experience acha hona chey hamy apni galtio ko avoid kar ky kam karna chey market ky rules ko or apny seniours ki tips ko follow karty howye kam karna chey pher hi ham acha profit gain kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                        Dear ap ne bht achy points bataye hamaen yehi wajuhat haen jo hamaen nakam banati haen aur en ko hm bar bar dohra rahy hoty haen en se sabaq hasil ni krty. Hamaen agr kamyab trading krni ha tu hamaen en points pe ghor krna hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                          g haqn bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he loss ki asal waja ye ke jo mimber lalach karte hen aor trade lgane me bhi jaldi karte hen is waja se unhen bahut hi loss hota he aor profit ki khas waja bhi yehi he ke wo lalach nhe kia karte aor wo sahi time ka sahi wait karte hen....
                          • #14 Collapse

                            Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                            Ap ki in bato se Bilkul main AGree krta aksra boht se he trader loss he krte hain or un hian kafi time bhe ho chuka hai phir bhe loss krte hian os ke reasons ap ne sahe batayen hain or ye mistakes dobara na dohraien tu loss se bach sakte hain or jitna ho sake apne emotion per control kren or khud ko relax rakhen then ap ek acha profit earn kr paye gyen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Faida ya nuqsaan ki kuch basic wajohaat

                              dear friend ap ny bahot acha thread open kiya hy mn ap ko btana cahon keh forex mn faida aur nuqsannat ky basic wajohaat hn pahly faida agar dekha jay tu hmen faida tub hota hy jub hm achy sy work karty hn aur apny work ko samjhny ki koshish karty hn aur hmen nuqsaan tub hota hy jub hm jald bazi karty hn aur soch samjh kar kam nh karty es sy hmen nuqsaan hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X