False trading information
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    False trading information
    Traders ko agar kesi source se trading ki buying selling information hasil hoti hey to ye zarori nahi key baghir sochy samjy hi esi information ko follow kia jaye sab se pehly esi information ki conformation karni chaye kesi be false informations ko follow karna be traders ka big mistake ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: False trading information

    G brother ap nay bahut achi bat ki hay, agar ap kisi k signal ko follow kar k trading kartay hain to ap ko chaheay kah us k signal par ankhen band kar sell ya buy na karain q kah woh signal fake bi ho sakta hay esleay pehlay khud market ko analyse karain aur agar ap ko lagay k signal thek hay to phr trade open karain.
    • #3 Collapse

      Re: False trading information

      Jab tek ap forex market ki learning nahi krtey ho tou es waqat tek ap ya ****l nahi kr sakty ho k ap ko jo information transfer ho rehi hai ak durast hai ya false. Kyu false trade ki waja sey ap ka account wash bhe ho sakta hai. Es lye lye ap market mai trade open krndey sey phely conform kr ley k ap ko jo inform transfer ho rehi hai k durast hai ya false hai.
      • #4 Collapse

        Re: False trading information

        bilkul sahi kaha ap ny aksr is fasle trading k rumors phelay jaaty hn jin k peechy koi na koi maqsad hota hy trading krny k leay ap khud market ki oonch neech ko dakho jis sy apka tajurba barhy ga aur behtr nataij bhi miln gay
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: False trading information

          Piary dost ap ney bahut achi baat ki hey, main khud teqreban 1month tek aik trading signal app ko use kerta rha hon aor usky diaey hoey signal per trade lagata rha hon. Is 1 moth main meri koi bhi trade profit main nhen gai her trade loss main close hoi hey aor na hi in dinon meri koi skill improve hoi hey. Main to is nategy per poncha hon keh khud analysis kerain aor khud hi trading kia kerain.
          • #6 Collapse

            Re: False trading information

            Forex trading main aksar new tarder ko yeah adat hoti hay kay wo logo say pochtay hain kay sell hay ya aur jo awaz pehlay a gai us per wo trade laga detay hain. aur yeah zayada ter false information hoti hay jo kay oper say hoti how nechay tak ati hay. is say trader ko bachna chahaye aur khud ki trading seekhni chahye aur kerni chahye ta kay experience hasil ho sakay.
            • #7 Collapse

              Re: False trading information

              Trading ka knowledge hona buhat zarori hai kyon ke agar AP knowledge gain nahi karain ge to AP trade nahi Kar sakte is liye learn karain practice karain strategy bnaen 4 months apply karain then real trading ki taraf ayen
              • #8 Collapse

                Re: False trading information

                forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: False trading information

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: False trading information

                    hamy galt information ko follow nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakr ka time table bana kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: False trading information

                      Ham ko as mien false indicatros aur signals ko use nahi karna hota h aur ham ko as mien jab ham kaam kerte hien tu log kehte hien k ham ko signalsmil rahe hien magar mien as mien signlal ko nahi manta hun aur mein as mien as baat per yaqeen kerta hun k jetna ham as mien khud sy acha fesla ker sakte hien kio aur as mien fesla nahi ker sakta h as lyee ham ko as mien khud sy analysis karna hota h aur ham ko as mien soch samjh ker bad mien trade karna hota h jab ham as mien dosro sy signals lete hien tu ham as mien her bar apna nuqsna ker sakte hien as lyee ham ko apne aap ko as mien nuqsan sy bachana hota h aur ham ko as mien kaamee kerna hota h as lyee her bar mien forex mien signals nahi leta h aur mien as mien khud sy trade ker leta hun aur ham ko behter kamaee karna hota h.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: False trading information

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Traders ko agar kesi source se trading ki buying selling information hasil hoti hey to ye zarori nahi key baghir sochy samjy hi esi information ko follow kia jaye sab se pehly esi information ki conformation karni chaye kesi be false informations ko follow karna be traders ka big mistake ho sakta hay.
                        Sometimes a jab Ham trading se related information collect kar rahe hote hain to Hamein wrong information bhi mil Jati Hai Hame Aise information Se Bachana chahi aur confirmation Karni chahi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X