Trade kb aur kaisay lgai jay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade kb aur kaisay lgai jay?

    G Han Apne Thk Kaha Aur Trade Lagane Ka Tarika Bhi Yei Hy Ke Movement Dekhein, Analyze Karein Signal Lein Aur Market Ko Read Karein Then Agar Bhtar Lage Tou Order Place Karein Na Ke Market Ki Doubt Full Movement Ko Dekte Hwe Bhi Jan Buch Kar Trade Lein Q Ke Isi Trade Phans Jati Hy. Agar Wqt Nai Hy Bhtr Apko Lgta Trade Ka Tou Wait Karein Trade Na Lein.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade kb aur kaisay lgai jay?

      G forex trading business mein trading karne k liye experience ka hona zaroori hy aur ap trading tab karni cahaiye jab ap ne demo account par practice kar k acha experience hasil Kiya ho aur market ko samjh saktay ho tu phr hi real account mein trading karni cahaiye
      • #18 Collapse

        Re: Trade kb aur kaisay lgai jay?

        Agar Hum Pakistan Forex Mein rate karna chahte hain to Hamein Yahi Hoga ke hum Jab Bhi trade Karen tab Hamein profit Ho lekin Aisa bilkul bhi nahin Hota agar Hamare Paas bahut jyada knowledge hai tu oo Ham Pakistan Forex main tab bhi bahut Bade loss Ka Shikar ho sakte hain two Hamen Jab Bhi trade Karni Hoti Hai Soch Samajh Kar Karni hoti hai thanks
        • #19 Collapse

          Re: Trade kb aur kaisay lgai jay?

          forex mai hum trade karty hain to hamy acha profit milta hain or hum apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be hasial kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
          • #20 Collapse

            Re: Trade kb aur kaisay lgai jay?

            Forex trading business mein kaamyabi tab milti hy jab hum trading mein mehnat kartay han aur is k liye zaroori hy k market ko samjhne ki koshish karain aur is k liye demo account par peactice karain aur demo account par peactice kar k trading mein experience hasil karain aur market ko samjh kar aur analysis kar k jab market ki movement ho trading kar saktay han
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Trade kb aur kaisay lgai jay?

              forx mai hamy trade laganay ky liye apne learning ko best banana ho ga or market ky rules ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain

              اب آن لائن

              Working...
              X