Over trading na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading na krain
    Dear Forum members, Forex main kisi pair per trade open karny sy pehly us ka achi tarah analysis krain.aur trade aik hi pair per lgain. jb trade close ho jaye to phir kisi dosry pair per trade lain. aik hi time main over trading sy bachain. over trading sy trading main focus nhi rehta aur ziyada loss ka khadsha hota hai..is liye aik hi time main aik trade leni chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading na krain

    G han me ap ki bat se mutafiq hon hmy phly to ek pair pa hi trading krni chahiye hai achi trha analysis krny k bad achy signals Milen tou because agr hm ek se zayada pa trading krty hain to hm confused ho jaty hain market ko smjhna mushkil ho jata hai phr apne selected target ko achieve krny k bad over trading na kren because es se hmara profit bhi loss ma convert ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Over trading na krain

      Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi Kahan Hai main sirf Itna kehna chahon ga agar ham trading karty Hain tou hamen Ziyada trading Nhi karne Chahiye kyon Ke Ziyada Karen tou loss ho gaya Tou Hamara pora khatm ho jay ga Hamen lalach Nhi karni Chahiye kyon Ke lalach ka kam shetaan ka hota Hai thanks
      • #4 Collapse

        Re: Over trading na krain

        G hain bhai jan agar ap is mein trade karte hain to apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pheer ja kar ap is mein kam kar skate hain aur is mein trading ihtiyt sekarna chahye pher ja kar ap is mein earn kar sakte hain apko is mein had se zada trade oepn nahi karna chahye apko is mein zada se zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kars kate hain
        • #5 Collapse

          Re: Over trading na krain

          Ap ki baat 100% theak hai k forex market mai over trading na krey. kyu k over trading krney sey ap ka account wash ho gy aur ap market mai earning nahi kr sakty ho. Forex market mai trade planning sey krey tou ap market mai zada sey zada earning hasil kr sakty ho.
          • #6 Collapse

            Re: Over trading na krain

            G han Sir ap thek kah rahay hain, hamain kabi bi over trading nai karni chaheay q kah es say hamara account risk main aa sakta hay aur wash ho sakta hay esleay ap ko ek watk main ek ya do trades open karni chaheay aur jab tak yah close na hon ap ki mazed trades open nai karni chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading na krain

              Jitni ziada trade utny ziada loss key chances hoty hain. Trading yeh nhen keh bus kisi aik candle ki direction dekh ker uski terf trade open ker di jaey. Dear friend trade us waqt tek nhen lagani chaey jeb tek ap technical and fundamental analysis na ker liey jain. Jeb analysis ho jain to phir us pair per sirf aik hi trade lagai jaey aor apna free margin safe rekhain aor behter oppertunity key liey.
              • #8 Collapse

                Re: Over trading na krain

                G Dear hamen forex main kamyabi tab milti hai jab ham forex ko achi tarah learn karte hain aur trading karne k lye proper planning karte hain apni earning ka ek target bana k earn karte hain aur loss ka bhi k kitna loss bardash karna hai ek trade main is lye apni planning se kam karen over trading mat karen agar apko acha profit mil gya to phr mazeed trading mat karen
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading na krain

                  forex mai hamy kabe be over ho ky kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apbne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik unique business ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading na krain

                    over trading karny sy siraf loss hota hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai baht kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real or unique business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading na krain

                      Dosto forex per trade karty waqt aik waqt may aik trade karne chahye ta ke ap ka concertraction aik trade may focus rahay over trading sy murad aik waqt may two time trade maat karain is sy ap loss ho sakta hai aur profit k chance kam hain two pair may trade karain bar bar trade open close maat karain analysis karty howay achy trade karain........
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading na krain

                        Forex trading ma boaht hi ziadah attraction ha, traders ka dil karta ha k woh har waqt trade kartay rahain aur profit earn karain is lye over trading ki 2 main wajoohat hain
                        1. ziadah profit k lalach ma over trading karna lakin is se kabhi kabhi bohat ziadah loss ho skata ha, is lye kuch dair relax k baad trading karni chye
                        2. jab loss ho jaye to os ko osi waqat os ko recover karnay k lye over trading hoti ha,
                        yeh dono situations boaht hi khatarnak hain is lye agar ap forex ma ashi earning kana chahtay hain to over trading se avoid karain aur aik management k sath trading karain ta k ap ko asha profit hasil ho,
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading na krain

                          G han dear ap ny achi bat ki hy hmin aik time py aik he paur py trade,lgani chahye q k agr hm 2 ya 3 py lgaty hn to hnara free margin jo hota hy wo divide ho jata hy or phir 2 ,3 tradesjb ikathy opn hoti hnto un ki mjmui lot b ziyada ho jati hy or loss ka khdsha b brh jata hy islye aisy kam na krin jo account wash hony ka sbab bnin
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading na krain

                            G han dear ap ny achi bat ki hy hmin aik time py aik he paur py trade,lgani chahye q k agr hm 2 ya 3 py lgaty hn to hnara free margin jo hota hy wo divide ho jata hy or phir 2 ,3 trades jb ikathy opn hoti hnto un ki mjmui lot b ziyada ho jati hy or loss ka khdsha b brh jata hy islye aisy kam na krin jo account wash hony ka sbab bnin
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading na krain

                              G han dear ap ny achi bat ki hy hmin aik time py aik he pair py trade,lgani chahye q k agr hm 2 ya 3 py lgaty hn to hmara free margin jo hota hy wo divide ho jata hy or phir 2 ,3 trades jb ikathy opn hoti hn to un ki mjmui lot b ziyada ho jati hy or loss ka khdsha b brh jata hy islye aisy kam na krin jo account wash hony ka sbab bnin
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X